Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 4.50 average. Display Modes
Ek Dua
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Post Ek Dua - 8th June 2009, 10:09 PM

Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th June 2009, 01:21 AM

dil se meri dua hai apki har dua kubul ho..

bhaut achi lagi apki ye gazal...


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
9th June 2009, 03:47 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula
Sameer ji...aapne apni nazm mai moula se iltzaa ki hai aaj ka nizaam theek ho jaaye...moula aapki duaa kabul kare ... hum bhi yahi chahate hai duniya mai aman aur chain laut aaye...sab sukhi ho...aaj ke samajik parivesh par likhi aapki Ghazal ne mujhe bahut mutasir kiya hai...aap aise hi likhte rahe aur main padhta rahunga....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
9th June 2009, 08:24 AM

aadaab !!!
sameer ji

sab se phele yehi kahugii... aapki dua jald se jalldpurii ho... I think its every1's dua tooo... duniya mein khushii har taraf hoo..Aameen

aap ki ghazal behaat pasand aayiiii...

aur yeh pigaam kar ek ki dua bhiii

take care likhte rahye

aapki dost

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
9th June 2009, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dil se meri dua hai apki har dua kubul ho..

bhaut achi lagi apki ye gazal...
Thanks Sakhi jii,

Aameen hum sab ki dua kabool ho..........
Padhne ke liye shukriya aage bhi padhne ki zehmat uthate rahiye...

Khush rahiye...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th June 2009, 04:54 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer ji...aapne apni nazm mai moula se iltzaa ki hai aaj ka nizaam theek ho jaaye...moula aapki duaa kabul kare ... hum bhi yahi chahate hai duniya mai aman aur chain laut aaye...sab sukhi ho...aaj ke samajik parivesh par likhi aapki Ghazal ne mujhe bahut mutasir kiya hai...aap aise hi likhte rahe aur main padhta rahunga....
Shukriya Naresh Jii,

Aap hume lagadar padhte aaye hai aur apni rai se nawazte aaye hai, iska main tahe dil se
shukra guzar huN...

Aapne is Gazal ko padha aur saraha shukriya...
Aage bhi aapka sath bana rahe yehi dua...

Khush rahiye............................................ .....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
10th June 2009, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula
wahh dost...kya soch hai..bahot khoob...dil se daad kubool kijiye..
khush rahiye..

aapka,
Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th June 2009, 06:54 PM

Awesome.. It is really a best one of urs, bahut accha lagta hai jab koi saare sansaar ka dard apni shayri mein sameta hai, apne dard par to kai log likh lete hain.
So it is a great one.
Reps. +++ added



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th June 2009, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
aadaab !!!
sameer ji

sab se phele yehi kahugii... aapki dua jald se jalldpurii ho... I think its every1's dua tooo... duniya mein khushii har taraf hoo..Aameen

aap ki ghazal behaat pasand aayiiii...

aur yeh pigaam kar ek ki dua bhiii

take care likhte rahye

aapki dost

mandeep
Mandeep jii Aadaab!

Jii aapko yeh dua pasand aayi uska bahut shukra guzar hun bus dua kijiye.. ke
yeh dua kabool ho jaye...

Thanks agaiN
Khush rahiye

tc


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
12th June 2009, 05:19 AM

This one is good Khwahish, different than what you write normally. shows your talent in more depth.
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#11)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 12th June 2009, 04:56 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula
Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula

Aamin.....
very nice
t.k.


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th June 2009, 06:03 PM

Sameer jee,
Dua,oN ke bhid mein ek duaa hai humari
kabool ho khudaa se har duaa tumhari

achhi ghazal hai jee
khus rahiye
apna khayal rakhiyega

daad

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th June 2009, 03:32 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
wahh dost...kya soch hai..bahot khoob...dil se daad kubool kijiye..
khush rahiye..

aapka,
Pradhyuman - Bismil
Shukriya Pradyuman Jii,

Halat dekhke main kya har kisi ki sonch aisi hoti rahengi...
Aapki daad kabool kii.......

Aapbhi khush rahiye aur aapna saah banaye rakhiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
13th June 2009, 03:56 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula

Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula



Aadaab a'rZ hai !
baRe miyaaN kaise haiN ? ma'zrat chahta hoN keh app ke Hukm ko poora kerne meN takheer ho gaee , app ki duaa to beHad achi lagi , meri jaanib se dili daad qabool fermaaieN .

app se iltaja hai agli baar likhaaii zara se baRi muntakhib kiyaa kijiye , dosra yeh keh app zara khud bhi ghaur fermaaieN akhri do she'r kuch baRe ho gaey haiN .

yuNhi likhte rahiye aur meHfil ko sajate rahiye

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#15)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
13th June 2009, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula

Ab khwahish ki koi aur khwahish na rahein,
Uski DUAA ka her phool yaha,khila de MAULA.......

allah aapki saari duaae'n qubool krein..bahoot khoob.....fe amaan allah


shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
17th June 2009, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Awesome.. It is really a best one of urs, bahut accha lagta hai jab koi saare sansaar ka dard apni shayri mein sameta hai, apne dard par to kai log likh lete hain.
So it is a great one.
Reps. +++ added
Thanks for Appriciate Arvind Jii.......

Aapne is post ko reps ke kabil samjha bahut bahut shukriya.....
Aage bhi apna saath banaye rakhiye......

Khush rahiye.........

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
This one is good Khwahish, different than what you write normally. shows your talent in more depth.
Shukriya Mayoos sahaB......

Jii haan ahsaas duniya ka bhi hua isliye yeh ahsaas nikal gaye......

Aage bhi apna saath banaye rakhiye...
Khush rahiye.......

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula

Aamin.....
very nice
t.k.
Shukriya Tariq SahaB........

Aapko gazal ka maqta pasand aaya khushi hui.... main maqta likhane ke muamle mein thoda kamzore hun......

Aage bhi apna saat aur rai se nawazte rahiye...
Khush rahiye.........

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Sameer jee,
Dua,oN ke bhid mein ek duaa hai humari
kabool ho khudaa se har duaa tumhari

achhi ghazal hai jee
khus rahiye
apna khayal rakhiyega

daad

Diya
Diyaa Jii..........

Aapki dua ka asar hua toh bande ki koi Kwahish hi nahi bachengi....
Phir Kwahish takhallus ka kya fayada...

Daad ke liye shukra guzar hun.......

Khush rahiye.......

Aur aage bhi apni duaon se nawazte rahiye.........


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th June 2009, 05:54 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post


Aadaab a'rZ hai !
baRe miyaaN kaise haiN ? ma'zrat chahta hoN keh app ke Hukm ko poora kerne meN takheer ho gaee , app ki duaa to beHad achi lagi , meri jaanib se dili daad qabool fermaaieN .

app se iltaja hai agli baar likhaaii zara se baRi muntakhib kiyaa kijiye , dosra yeh keh app zara khud bhi ghaur fermaaieN akhri do she'r kuch baRe ho gaey haiN .

yuNhi likhte rahiye aur meHfil ko sajate rahiye

Mujeeb
AadaaB Mujeeb sahaB.......

Aapki daad aur rai dono bhi kabool hai.........
Bus aapse yehi guzarish rahengi.........

ke aap bazm mein aate rahiye aur apne rai se nawazte rahiye.......
Aap ki roshni se bahut haunsla milta hai......

Aage se sari baaton ka dhyaN rakhunga........

Khush rahiye ..
Khuda hafeez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd July 2009, 10:52 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post
Ab khwahish ki koi aur khwahish na rahein,
Uski DUAA ka her phool yaha,khila de MAULA.......

allah aapki saari duaae'n qubool krein..bahoot khoob.....fe amaan allah
Shukriya Taheer Bhai........

Aapke is khobsurat andaaz aur dua ka behad shukra guzar huN......

AameeN.......... AllaH aapki bhi dua kabool kareN..

Aate rahiye Khush rahiye...
Khuda Hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
3rd July 2009, 11:26 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula
Janaab,

Koshish acchi thhi... Magar mujhe is poetry ko padhkar do cheezen mehsoos huiin... pehli aap apni spellings thheek kijiye... "peela dey moula"... this peela stands for yellow... aapko likhna chaahiye.... "Pilaa de moula"...

Doosra kucch misron me yun laga jaise ke rhyme baithane ke liye aapne kucch bhi istemaal kar liya... "jism se ruh ko hila de maula..." Aisa kucch maine pehle nahin sunaa...

Aur haan...Capital letters sirf shayri ko khoobsuurat banaane ke liye mat kijiye... inse tallaffuz bithhay jaata hai...bayaani aur bayaaNi me fark hai...

These were just my thoughts... you may not approve of it... koshsih karte rahiye... accha likhte hain....likhte rahiye... apna kahayal rakhiye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai

Last edited by Pulkit_gupta; 3rd July 2009 at 11:49 AM..
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#20)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th July 2009, 04:16 PM

Pulkit sahaB AadaaB,

Main aapka behad shukraguzar huN ke aapne apna kimti waqt nikal ker is nacheez ki adnasi koshish per apni rai se nawaza....

Janaab,

Koshish acchi thhi... Magar mujhe is poetry ko padhkar do cheezen mehsoos huiin... pehli aap apni spellings thheek kijiye... "peela dey moula"... this peela stands for yellow... aapko likhna chaahiye.... "Pilaa de moula"...

Main itna koi shayar to nahi hun but koshish ker raha hun ke kuch achcha aur sahi likh sakuN haan speling mistake to mujhse bahut hote hai jaise aap mera takhallus hi dekh ker samjh sakte hai ke kwahish ke speling mein kitni mistake hai...

main aapki spel mistake ki baat se agry huN.......

Doosra kucch misron me yun laga jaise ke rhyme baithane ke liye aapne kucch bhi istemaal kar liya... "jism se ruh ko hila de maula..." Aisa kucch maine pehle nahin sunaa...

Pulkit jii agar har baat suni sunayi hi hui to phir naya kahan se aayenga...
Aur shayari ke madhayam se hi nayi kalpana ko janam milta hai...

"Jism se ruh ko hila dey moula" ke meanings waise koi hard to nahi hai agar aap nahi samjhe hai to main tafil de deta hun......
Jism se agr ruh hil jaye to kya hoga...... InsaaN khallas..
Yehi tark hai bure kaam karne walon ke liye meri soch mein aisa hi hona chahiye... isliye aisa likha hai...

Aur haan...Capital letters sirf shayri ko khoobsuurat banaane ke liye mat kijiye... inse tallaffuz bithhay jaata hai...bayaani aur bayaaNi me fark hai...

Haan is baat se to main abtak anjaan hun ke capital letters ka istemal kyun hota hai..
aapne theek kaha ke main apni writting khoobsurat dikhane ke liye hi use karta hun..

Insah Allah koshish karunga samjhne kii aur sikhane kii.......

These were just my thoughts... you may not approve of it... koshsih karte rahiye... accha likhte hain....likhte rahiye... apna kahayal rakhiye...

shukriya aapne apni kimti rai se nawaza......... Koshish karunga aapko bhi mera likha pasand aaye..........

aate rahiye aur apni rai se nawazte rahiye...
Khush rahiye aap bhi apna khayal rakhiye...

Khuda hafez..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
4th July 2009, 08:47 PM

Bohat khoob Khwaish Jee......

Yeh andhe hain jab tak na haq dekhe

In andho ko ab to nigaah de maula..

-SG-


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
5th July 2009, 07:13 PM

Dost,

Aap ne kaha... main itna bada koi shayar nahin... Badha shaayar to yahaan koi bhi nahin... sabhi seekh rahe hain...magar aap me hunar hai... isiliye maine apni raay di.. Likhte raho... apna khayal rakho


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#23)
er.swati.jbp
Swati
er.swati.jbp is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2009
Rep Power: 0
5th July 2009, 09:32 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Sookhe hai kai gulshan in sab ko khila dey moula
Is pyasi zameen ko ab zam zam peela dey moula

Bant chuke hai log yahan kai mazhaboN meiN
Jod dey dil inke ab sab ko phir mila dey moula

Bade bebak ho chuke hai zulm o sitam ke saudagar
Aisa mojiza bata inke jism se ruh ko hila dey moula

BechaNi, BesukuNi, Bekasi ka alam ho gaya hai yahaN
Rahem-o-karam kii barsat ker kuch rahat dila dey moula

Ho jaye kayanat se dard door aur bus khushiyan hi ho yahaN
Sirf is adna si "kwahish" ko pura ker duaon ka sila dey moula
Vaise usually I do not visit any shayri or ghazal websites but had a look at this and was really fascinated......
Really commendable efforts!
keeping posting!!
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th July 2009, 03:24 PM

Quote:
Originally Posted by er.swati.jbp View Post
Vaise usually I do not visit any shayri or ghazal websites but had a look at this and was really fascinated......
Really commendable efforts!
keeping posting!!
Thanks swati jii........

Thanks for appriciate my post.... Mujhe khushi hui ke mere kalam ne aapko shayari web site se judya hai...
Hope you ll came regular and encourrge us and also share your post's with us...

Well come to SDC....... I am ure you ll enjoy here.. for long time...

Keep visiting...
Keep smiling..
God bless you...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#25)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th October 2009, 06:15 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Bohat khoob Khwaish Jee......

Yeh andhe hain jab tak na haq dekhe

In andho ko ab to nigaah de maula..

-SG-
Thanks sajid sahab..........

Aapki yaad aagayi aaj and sorry for late reply.........
aapka sher beshkimti hai........ main isko mukammal gazla mein dekhana chahunga...

aate rahiye..
Khush rahiye..
Khuda hafez..


Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Dost,

Aap ne kaha... main itna bada koi shayar nahin... Badha shaayar to yahaan koi bhi nahin... sabhi seekh rahe hain...magar aap me hunar hai... isiliye maine apni raay di.. Likhte raho... apna khayal rakho
Pulikt sahab........

aapne mere hunar ko saraha aur raah batayi iska main tahe dil se mamnoon huN...
Ab yeh baat aur hai ke aapke aur mere khayal match nahi kar paye......
Wel agar aapko meri baaton ka bura laga ho to main mazarrat chahta huN sahab....

Aage bhi aapka saath milta rahe yehi dua......

aap bhi apna khayal rakhiye..
Khush rahiye..
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com