Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
~*~ Ehsaas ~*~ - 3rd September 2006, 11:25 AM

hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai


Last edited by maikasH; 4th September 2006 at 06:19 AM..
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
3rd September 2006, 11:34 AM

hello dost kaise ho aap?


aapne jo likha hai uske bare me main aapsse kya kahu bas itna hi kahuga k dost dil me bas gaya aapka likha hua

bahot hi badhiya lkikha hai aapne

aur khas kar ke ye line mujhe bahot hi pasand aayi

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai


aapka dost dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
3rd September 2006, 01:58 PM

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai


waaaah manu ji,bahut khoob.bahut acha likha aapne,yeh do ashaar to behad pasand aaye.likhte rahiye yunhin.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
theangelpoet
Registered User
theangelpoet is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Mar 2006
Location: the feet of the god
Rep Power: 0
hi - 3rd September 2006, 04:41 PM

waah waah
bahut khoob likha hai
keep it up
aap ka dost
anuj
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th September 2006, 12:02 AM

dhaval thanx yaar 4 coming

tame aavya mane bahu saaru laagyu
keep coming dear

basically credit of this poetry goes to my two frieinds "Mayank" and "Parul"whose name i have forgotten to mention, they suggested and inspire me to write something simple and short and i accepted their suggetion
,and created this ghazal after long thinking

i m happy that u like d same

keep coming dear

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#6)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 4th September 2006, 09:02 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

very nice manu ji

aapka likha ek ek word dil ko choo lene wala hai
bahut hi pyara likha hai aapne
keep writing
dil se daad kabool karo

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 4th September 2006, 10:58 AM

akelijaan ji aap ka bahut bahut shukriyaa,jo aap ne mujhe samay nikaal kar padhaa aur pasand kiyaa

aise hi aate rahiyega
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 4th September 2006, 11:10 AM

Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

wah janab manu ji kaya aagaaz hai bhut pyara....

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

bhut khub alfaaz nahi hai mere paas......

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

yeh dono share to dil main bass gaye.....

manu ji appki har rachna bhut umda hoti hai or mujhe appki ki post ka bari besabri se intzaar rehta hai appko parhkar dil ko sakoon milta hai.....yu hee aate rahitye or apna khyaal rakhiye......raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#9)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 4th September 2006, 01:00 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

[color=royal blue]Manu,

kam LafzoN meiN liKhane kee koShiSh hai, Jis meiN tumHaari mehnat bhee nazar aa rahi hai.. dhire dhire likhte rahoge to GhaltiyaaN bhee kam hone lagegii.. raadiif meiN aib hai...

Aaap ne raadiif istemaal kiya hai "raKhate hai" ab yeh batao kee 'Rakhate' ke baad 'Hai' kaise istemaal hoga.. "rakhate haiN" hota hai.. usi tarah jaise ham kahte haiN "aap haiN" aise to nahee kahte na kee 'aap hai" Ok? aur Rakhate haiN, ess raadif ko nibhaana itna aasaan nahee haiN.. Phir bhee koShish kee hai yeH bohat baRi baat hai.. mere taraf se daad-mubaarak baad qubool karo.. .

liKhate raho..

-Mayank[/color]
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
5th September 2006, 04:02 AM

manu,

bahot khoob. ab yeh shayri kuch samjh me aati hai. achha laga tumhe parh ke aur iss se bhi achha likhna. meri daad kubul karna, aur shubh-kaamna tumhare saath hi hai. take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
6th September 2006, 01:14 AM

Manu,
Bahut khubsurat ghazal likhi hain aapne.....Beher ko chota rakhne ki koshish rang laayi hainn..
My fav sher
Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai


Keep posting.
Bye.



marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare


jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare


jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare


duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare



-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 6th September 2006, 10:09 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

manu ji namaskar

bahut accha lagga appko padkar, har share dil dil ko chu gaya.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 6th September 2006, 05:54 PM

anu tumara bahut bahut shukriyaaH
aise hi ate rahna
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#14)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 7th September 2006, 02:05 PM

Quote:
Originally posted by dilip200
very nice manu ji

aapka likha ek ek word dil ko choo lene wala hai
bahut hi pyara likha hai aapne
keep writing
dil se daad kabool karo

dilip

Dilip ji aap jaise dost hai tab tak likhane ka hossala miltaa rahegaa,aap ko mera likha hua pasand aya ye jan kar behad hi khushi hui, i m thankful 2 u for words of appreciation,yunhi aate rahoge dost yahi ummid hai tumse

take care
aap ka dost manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#15)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: hi - 7th September 2006, 02:10 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

wah janab manu ji kaya aagaaz hai bhut pyara....

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

bhut khub alfaaz nahi hai mere paas......

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

yeh dono share to dil main bass gaye.....

manu ji appki har rachna bhut umda hoti hai or mujhe appki ki post ka bari besabri se intzaar rehta hai appko parhkar dil ko sakoon milta hai.....yu hee aate rahitye or apna khyaal rakhiye......raj......
raaj ji ye to aap ka badappan hai jo ap mere jaise adnaa shayar ko padhana pasand karate hai,agar mujhe padh kar ap ko shukoon miltaa hai to ye mere liye khushi ki baat hogi ,chalo kisi ke kuchh to kaam aaya mai,

jald hi aap ke intzaar khatma hoga
take care
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#16)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Re: Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 7th September 2006, 02:18 PM

Quote:
Originally posted by Anjana Rahi
[color=royal blue]Manu,

kam LafzoN meiN liKhane kee koShiSh hai, Jis meiN tumHaari mehnat bhee nazar aa rahi hai.. dhire dhire likhte rahoge to GhaltiyaaN bhee kam hone lagegii.. raadiif meiN aib hai...

Aaap ne raadiif istemaal kiya hai "raKhate hai" ab yeh batao kee 'Rakhate' ke baad 'Hai' kaise istemaal hoga.. "rakhate haiN" hota hai.. usi tarah jaise ham kahte haiN "aap haiN" aise to nahee kahte na kee 'aap hai" Ok? aur Rakhate haiN, ess raadif ko nibhaana itna aasaan nahee haiN.. Phir bhee koShish kee hai yeH bohat baRi baat hai.. mere taraf se daad-mubaarak baad qubool karo.. .

liKhate raho..

-Mayank[/color]



dear Mayank janaab aap ko kafii dino baad meri post par dekh kar fakr hotaa hai aur khushi bhi, sab aap ka hi shikhaya hai janaab, aap ne is mai jo sujhaav diya hai us par bhi mai gaur karoonga,vaise yaha kuchh comment karnaa aap ki shaaN mai gustaakhi hogi behtar hai online miley tab guftagoo kare, ummid hai aap aise hi shikhaate rahoge ham jaise dostoN ko.

koi bhool hui ho to maaufii chahta hoon
apna khayaal rakhiyega
aur ho sake to is naachiz ki post par aate rahiyega
aap ka behad shukriyaa ada kartaa hoo

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#17)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
7th September 2006, 02:26 PM

Quote:
Originally posted by Parul
manu,

bahot khoob. ab yeh shayri kuch samjh me aati hai. achha laga tumhe parh ke aur iss se bhi achha likhna. meri daad kubul karna, aur shubh-kaamna tumhare saath hi hai. take care!


dear parul ,what to say i have written this becos of u as u suggested to write something that people can easily understand and grasp, ur suggetion lift me up.

and thanx a lot for ur best wishes that is always with me that i know very well. becos i know a true friend is always besides me,with me.

take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
8th September 2006, 01:54 PM

Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai


Hello Manu

Achii lage tumhare yeh rachna...waise ek baat kahun the red font colour that u use in most of the poetries...I don't like that red font...please don't mind just a suggestion...this poetry had a font colour other than red...that's good...now coming to the poetry....the first sher is the best....aur ek baat aur kahungi...jab hum jyada sochtey hain koi bhi poetry likhney ke liye that whether it is fine or not we don't give our 100%..iss liye let the thoughts fly with words....and I am sure u will give ur 100% next time...

Take care
Di

Last edited by sukanya; 8th September 2006 at 01:57 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
12th September 2006, 04:05 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai


Hello Manu

Achii lage tumhare yeh rachna...waise ek baat kahun the red font colour that u use in most of the poetries...I don't like that red font...please don't mind just a suggestion...this poetry had a font colour other than red...that's good...now coming to the poetry....the first sher is the best....aur ek baat aur kahungi...jab hum jyada sochtey hain koi bhi poetry likhney ke liye that whether it is fine or not we don't give our 100%..iss liye let the thoughts fly with words....and I am sure u will give ur 100% next time...

Take care
Di
Respected suknyaa ji
aap meri post par aayi ise padha aur psand kiya aur apane sujhaav diya us ke lie mai aap ka aabhaari hu,
mai aap ki suggetion ki kdra kartaa hu,aur mujhe bhi red color jyada pasan nahi hai,par aise hi likh deta hu kuchh sujhta nahi to

par ab se dhyaan rakhunga
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#20)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 15th September 2006, 12:16 AM

hi akeli jaan ji aap ka bahut bahut shukriya mujhe padhane ke liye aur pasand karne ke liye ,yunhi aati rahiyega

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#21)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 16th September 2006, 05:12 PM

deepu thanx 4 being wid me yaar
keep coming
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: ~*~ Ehsaas ~*~
Old
  (#22)
ISHIQA AGGARWAL
~*~mAiN TeRi iShQ~*~
ISHIQA AGGARWAL will become famous soon enoughISHIQA AGGARWAL will become famous soon enough
 
ISHIQA AGGARWAL's Avatar
 
Offline
Posts: 196
Join Date: Jan 2006
Location: in the shattered pieces of my own heart...
Rep Power: 20
Re: ~*~ Ehsaas ~*~ - 18th September 2006, 03:41 PM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai


namaste maanu jii.... kese hain aap.....kaafi waqt baad aapko reply kar rahi hun,,, humesha ki tarah is baar bhi bahut accha likha hai aapne.....

"Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai"

ye lines bahut pyari lagi.....

aese hi likhte rahiyega........

bye n take care.............




Is se pehle ki dilo me nafrat jaage,
aao ek shaam mohabbat me bita di jaaye....

Karke kuch 'ISHQ' ki baatein,
Is shaam ki masti badha di jaye.......!!!!


ISHQ..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
18th September 2006, 08:44 PM

wah! bahgut khoob! Manu

bahut pasand aaya mujhe tumhara ye kalaam...

daad qabool karna


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#24)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 26th September 2006, 12:35 PM

thanx ishikaa ji kaisi hai aap
itne din baad aayi aur aap ne yaad rakh kar mujhe padhaa ye mere liye bahut hi khushi ki baat hai, yunhi aati rahiyega,apna khayaal rakhiyega, shukriyaa aap ka

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
26th September 2006, 02:12 PM

hi manu
kafi din bad apko padhne ka moka mila

apki puri ghazal bahut hi shandar aur dil ko lubha lene wali he
iska her ek sher apne apmain mukammal he

bahut khoooooooooooooob
Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

wonderful
Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

i mean really AMAIZING,ZABARDAST
Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

bravoo i will try too
Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

manu bahut khoobsurat peshkash he apki padh kar man khush ho gaya thanx for wondrful creation

keep writing
take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#26)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 30th September 2006, 01:25 AM

wafaa kaisi hai aap?
aap ko itne din baad meri post par dekh kar achha laga,
shukriyaa aap ka
yunhi saath dete rahoge yahi ummid hai
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
hi
Old
  (#27)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 2nd October 2006, 09:18 AM

hi rubi how are u?
u come after a long time and u still remember me and read me also praise me dats so sweet of u, i m really very much thankful to u for ur words of praise and appreciation ,

abhi mere exams hai to jyaada a nahi paata

bas apna khayaal rakhna
take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#28)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
3rd October 2006, 05:07 AM

"Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai"

bahut hi badhiya likha hai aapne.

best regards

aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
aman khan
DIL HAI HINDUSTANI
aman khan is on a distinguished road
 
aman khan's Avatar
 
Offline
Posts: 12
Join Date: Dec 2007
Location: Dehradoon.U.A,India Mob-9412338462
Rep Power: 0
25th December 2007, 12:09 PM

Bahut achcha likhte ho..ur frnd Aman khan
  Send a message via Yahoo to aman khan  
Reply With Quote
Old
  (#30)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 28th December 2007, 01:02 AM

Quote:
Originally Posted by aarya View Post
"Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai"

bahut hi badhiya likha hai aapne.

best regards

aarya
aarya jee aap ka bahut bahut shukriyaa ghazal ko padhane ke liye aur pasand karne ke liye

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#31)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 28th December 2007, 01:30 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

wah manu mere dost bahut hi achha ehsaas likha hai mujhe bahut hi pasand aaya bas aage bhi aise hi likhte rahena


aapka dost krenil
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#32)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
29th December 2007, 10:05 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai



Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hain

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaqif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hain



wah wah manu ji bohat khoob uper wale ashaar bohat ache lage yunhi likhte rahiye khush rahiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 31st December 2007, 08:22 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

salaam Manu ji Aap ka to har kalaam dil ko chu leta hai yeh hi unhi mein se ek nagina hai jiska asar gehra raha mujhpe aur yeh padha to padhta hi raha bhai ese hi likhtey rahiye khush rahiye meri daad aapke kalaam ke liye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#34)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
24th January 2008, 09:38 AM

manu ji
its simply beautifulll.... aapne bahut hi aacha likha hai ....mujhe aapki yeh likhe hue har ek shayr behaat pasand aayee.. aur yu hi likhte rahayye....and take care



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 30th January 2008, 11:13 AM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah manu mere dost bahut hi achha ehsaas likha hai mujhe bahut hi pasand aaya bas aage bhi aise hi likhte rahena


aapka dost krenil
krenil shukriyaah dost mujhe padhane ke liye aur itna ahcha sa reply karne ke liye,tum aaye achalaga mujhe.yunhee aate rehna dost,
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#36)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 20th January 2010, 12:04 PM

..........................................superb


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#37)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
10th December 2015, 01:26 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
hello friends ,Try to write something short and simple,hope u all like it

" The credit of this ghazal goes to my 2 friends Parul and Mayank who inspire me to write some thing simple and short , thanks to both of them"



Door ho kar bhi tumhe paas rakhte hai
Tere hone ka jo ham Ehsaas rakhte hai

Bin tere yaaadoN mai jiya karte hai
Har shaam ham ab udaas rakhte hai

Tujhe ilm hi nahi meri mahobbat ka
Har chahere mai teri pyaas rakhte hai

Vo rakeeb hai mera yakin hai mujhko
Fir bhi dostoN mai use khaas rakhte hai

Waqt ki meharbaniyoN se hai waaquif
HaadsoN ko apne aaspass rakhte hai

Waah bahut khoob ghazal huyi hai...acharya_mj ji..
Achha laga apko padhna..

Aage bhi aapke kalam ka intzaar rahega..

Aate raha kijiye...

Takecare.
Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ehsaas muskaan76 Shayri-e-Ishq 0 28th March 2007 05:13 PM
ehsaas.... suyogparakh Shayri-e-Ishq 0 16th March 2005 12:23 PM
ehsaas!!!! soni_sonal Shayri-e-Ishq 2 8th March 2005 09:34 PM
ehsaas!!! soni_sonal Shayri-e-Ishq 6 4th March 2005 07:45 PM
Ehsaas-e-Tamanna, Ehsaas-e-Judaii husn_haya Shayri-e-Dard 0 17th July 2003 11:54 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com