Adaab Pramesh ji!! -
31st December 2001, 06:27 PM
Likha to aapne bahut khoob hai...hume sher pasand bhi aaya lekin kya karein hume kuch alfaz samajh nahi aaye to agar aap un alfazon ke mayne bata dein to samajhne me sahuliyat hogi jaise aub, Nakhuda,chenab,hanuz ,
These lines were too good...
Hum par betalim rah jane ke ilzamat hain
Kya karen ayaa nazar kitab mein chehra tera
aur likhtey rahiyega...
Duaon ke saath,
shumaila
kabhi kisi ko muqammal jahan nahi milta
kahiiN zameeN to kahiiN aasmaN nahi milta!!
|