Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ye kaisi ghaRee...
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
ye kaisi ghaRee... - 24th August 2016, 01:07 AM

ye kaisi ghaRee aa rahii hai imtehaan kii
baazi lagii hai aaj merii khud kii jaan kii.

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jisne bhii dii gawaahiyaaN mere khilaaf meN,
keemat adaa huii hai sabhii kii zabaan kii.

beTii ko na maaro arey beTii ko na maaro,
rakhkhii hai laaj is ne mere khaandaan kii.

samjhegaa yahaaN jo merii GazloN ki haqeeqat,
main choom loonga Khaak paa-e-kadrdaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

kyaa shaad sunaaun main tumheN us ki daastaaN,
main bhool gayaa shaql dil-e-beimaan kii..

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
24th August 2016, 08:54 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
ye kaisi ghaRee aa rahii hai imtehaan kii
baazi lagii hai aaj merii khud kii jaan kii.

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jisne bhii dii gawaahiyaaN mere khilaaf meN,
keemat adaa huii hai sabhii kii zabaan kii.

beTii ko na maaro arey beTii ko na maaro,
rakhkhii hai laaj is ne mere khaandaan kii.

samjhegaa yahaaN jo merii GazloN ki haqeeqat,
main choom loonga Khaak paa-e-kadrdaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

kyaa shaad sunaaun main tumheN us ki daastaaN,
main bhool gayaa shaql dil-e-beimaan kii..

Shaad...
Shaad sahab aapko mera aadaab

Mujhe badi shiddat se intezaar rehta hai aapke kalaam ka

Kyu ke aapke kalaam mai bohat gehraayi hoti hai

Mujhe bohat kuch seekhne ko milta hai aapke kalaam se

Ye ghazal bhi utna hi dilkash hai jaise ke aapke guzishta ghazle rahi hai

Iss khaaksaar ke daad ko qubool farmaiye

Dua ki darkhuwast
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th August 2016, 12:33 AM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Shaad sahab aapko mera aadaab

Mujhe badi shiddat se intezaar rehta hai aapke kalaam ka

Kyu ke aapke kalaam mai bohat gehraayi hoti hai

Mujhe bohat kuch seekhne ko milta hai aapke kalaam se

Ye ghazal bhi utna hi dilkash hai jaise ke aapke guzishta ghazle rahi hai

Iss khaaksaar ke daad ko qubool farmaiye

Dua ki darkhuwast

baraae karam nawaazish o mehrbani Mujahid saahab jo aapne is adna ki kaavish pe tawajjoh farmaai...!

aage bhi aapke mehfil me tashreef laane ka intzaar rahegaa...shukriya

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
25th August 2016, 02:51 PM

adaab shaad sahab.....

Jab aapki kisi ghazal ko padhkar jawab dene me deri hoti hai...to bada hee afsos hota hai par kya karein..aap to jante hain aur bhi gham hain zamane mein......khair..janaab bahut alag aur bahut asardaar peshkash rahi aapki....har sher kuch sochne ko majboor karta hua..maujuuda halat ki jhalak aur dil ki bebsi aur tadap ko khoob umda bayani di hai aapne.....aapko daad dene ki himaqat kar rahi hun qubool karein...

likhte rahein...
Salamat rahein.........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th August 2016, 11:43 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post

bahot bahot shukriyaa aapki nawaazishon ka madhu ji...

aapne apna keemti waqt diyaa mujh gareeb ke liye wahi kaafi hai...

aage bhi waqt ijaazat de to aati rahiyegaa

mukhlis

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
28th August 2016, 04:42 PM

Shoiab bhai...jamane baad aapkan kalaam pada..aur pad ke ruk gaya aaj ...jaadu hai aapke kalaam mein ....aapke lafzon mein.....daad kubool kijiye...

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th August 2016, 06:27 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot bahot shukriyaa aapki nawaazishon ka madhu ji...

aapne apna keemti waqt diyaa mujh gareeb ke liye wahi kaafi hai...

aage bhi waqt ijaazat de to aati rahiyegaa

mukhlis

Zaroor........vaqt nikalti rahungi.....

Shukriya...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Thumbs up 29th August 2016, 02:16 PM

vah vah buhet achee ghazal
oomda kalaam pesh kiya aap ney shaad sahib
dad qoobul kariye

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
ye kaisi ghaRee aa rahii hai imtehaan kii
baazi lagii hai aaj merii khud kii jaan kii.

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jisne bhii dii gawaahiyaaN mere khilaaf meN,
keemat adaa huii hai sabhii kii zabaan kii.

beTii ko na maaro arey beTii ko na maaro,
rakhkhii hai laaj is ne mere khaandaan kii.

samjhegaa yahaaN jo merii GazloN ki haqeeqat,
main choom loonga Khaak paa-e-kadrdaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

kyaa shaad sunaaun main tumheN us ki daastaaN,
main bhool gayaa shaql dil-e-beimaan kii..

Shaad...

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
31st August 2016, 02:44 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Shoiab bhai...jamane baad aapkan kalaam pada..aur pad ke ruk gaya aaj ...jaadu hai aapke kalaam mein ....aapke lafzon mein.....daad kubool kijiye...
Aru bhai khush naseebi to meri hai jo aapko yahaan tak le aane me kaamyaab rahaa.....

bahut khushi hoti hai jab aap chand puraane dost amooman bazm me dastak de jaate hain aur apni daad aur duaaon se hame nawaazte hain.....

aage bhi aapka intzar rahegaa... khsuh rahiye

Salaamat rahiye

Shaad.........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
31st August 2016, 02:45 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Zaroor........vaqt nikalti rahungi.....

Shukriya...
ji shukriyaa.......................................

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
31st August 2016, 02:45 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post

vah vah buhet achee ghazal
oomda kalaam pesh kiya aap ney shaad sahib
dad qoobul kariye
aapki daad aur inaayat o khuloos sar aankhon par sabaa saahibaa.....

mujhe khushi hui ye jaankar ke aapko khaak alfaaz pasand aaye...

aati rahiyegaa

Shaad........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th September 2016, 08:45 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
ye kaisi ghaRee aa rahii hai imtehaan kii
baazi lagii hai aaj merii khud kii jaan kii.

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jisne bhii dii gawaahiyaaN mere khilaaf meN,
keemat adaa huii hai sabhii kii zabaan kii.

beTii ko na maaro arey beTii ko na maaro,
rakhkhii hai laaj is ne mere khaandaan kii.

samjhegaa yahaaN jo merii GazloN ki haqeeqat,
main choom loonga Khaak paa-e-kadrdaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

kyaa shaad sunaaun main tumheN us ki daastaaN,
main bhool gayaa shaql dil-e-beimaan kii..

Shaad...
Bahut hi umdaa mere bhai alfaaz kam pad rahe hai is pur-asar ghazal ki tareef mein....har sher behtareen khaaskar ye do sher bahut pasand aaye

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

Umdaa yunhi likhte rahiye

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th September 2016, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
Bahut hi umdaa mere bhai alfaaz kam pad rahe hai is pur-asar ghazal ki tareef mein....har sher behtareen khaaskar ye do sher bahut pasand aaye

khat me likhaa tha baap ne ghar lauT aa beTaa
choone lagii hai chhat mere kachche makaan kii.

jab mil ke chaleN chaar kadam hindu musalmaaN
baDhtii hai umr tab mere hindostaan kii.

Umdaa yunhi likhte rahiye
bahut bahut shukriyaa janaab............................

ummeed hai aage bhi aapka saath yunhi milta arehgaa

Shukriyaa

Shaad........

Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com