salam -
24th May 2002, 02:39 AM
kaisin hain aap guriya ji apko hamari shayri pasand ayi bahut bahut shukriya hum kissi se pyar nahi karte bus khusi yeh hai hamare dard ne apko shayer bana dala baton se aj apke ek khushbo ayi hai apke lafzon ne humain ghayal kaar dala....... namaste khiyal rakhin
hamari zindagi bhi kuch ajeeb rang se guzri
dilon paar raaj bhi kia phir bhi pyar ko tarse
salman shaikh
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|