Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kadam Phir Ruk Gae Hain Aaj...!
Old
  (#1)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
Kadam Phir Ruk Gae Hain Aaj...! - 5th September 2015, 10:38 PM

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
Mujhe toofan se nahi ab khauf.. ke dehshat saahilo se hai..

Bazm mein hain sabhi apne... Magar apna na koi hai...
Naqaabo mein hai chipe chehre... aur humnawa na koi hai...
Hain cheekhon mein bhi sannattein... aur ashqon mein bhi banjarpan...
Ke Tanhaa hi hain achche hum... Aziiyat mehfilo se hai...

Sitaaron ki jagmagahat, hai phir bhi chaand kyun tanha???
Nisha ki god mein simte sabhi jazbaat kyun tanha??
Kyu Beniyaazii saza merii... Kyu qaayil hai raqeeb mera???
Bewafa ki nahi ab chaah...* mohabbat dil ko bismilo se hai...

Fareb-e-mashiiyat ka falsafa hai.. Shab-o-roz hain azaabo.n waale...
Hazf hain lakeerein haathon se... Aur panne ulfat ki kitaabo.n waale...
Hai ibaadat mein na dua koi... na khwaabon mein koi chehra...
Muhafizo ki berukhi dekhi...abb ulfat qaatilo se hai...

ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
6th September 2015, 09:17 AM

Nisha ji.

Aaapke ehsaaso.n ko mehsoos kar payi mein. Ummeed karti ho ki ye sirf ek nazm ho apka haale e dil nahi.

Likhti rahen.
Duaon ke saath.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 6th September 2015, 01:14 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
Mujhe toofan se nahi ab khauf.. ke dehshat saahilo se hai..

Bazm mein hain sabhi apne... Magar apna na koi hai...
Naqaabo mein hai chipe chehre... aur humnawa na koi hai...
Hain cheekhon mein bhi sannattein... aur ashqon mein bhi banjarpan...
Ke Tanhaa hi hain achche hum... Aziiyat mehfilo se hai...

Sitaaron ki jagmagahat, hai phir bhi chaand kyun tanha???
Nisha ki god mein simte sabhi jazbaat kyun tanha??
Kyu Beniyaazii saza merii... Kyu qaayil hai raqeeb mera???
Bewafa ki nahi ab chaah...* mohabbat dil ko bismilo se hai...

Fareb-e-mashiiyat ka falsafa hai.. Shab-o-roz hain azaabo.n waale...
Hazf hain lakeerein haathon se... Aur panne ulfat ki kitaabo.n waale...
Hai ibaadat mein na dua koi... na khwaabon mein koi chehra...
Muhafizo ki berukhi dekhi...abb ulfat qaatilo se hai...

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..
waaaaaaah!!!

kia baat hy Nisha jee..

Behad umdah peshkash...

Daad qabool kejiye..

Likhty rahiye..

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th September 2015, 02:15 PM

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..
......
..nisha ji......waaahhhhh kya ehsaas pesh kiye hain aapne...bahut hee khoob.....

Dher sari qubool kijiyega is dil se likhi huyi nazm par..... aise hee aati rahiyega...

Khush rahiye.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
6th September 2015, 04:13 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
Mujhe toofan se nahi ab khauf.. ke dehshat saahilo se hai..

Bazm mein hain sabhi apne... Magar apna na koi hai...
Naqaabo mein hai chipe chehre... aur humnawa na koi hai...
Hain cheekhon mein bhi sannattein... aur ashqon mein bhi banjarpan...
Ke Tanhaa hi hain achche hum... Aziiyat mehfilo se hai...

Sitaaron ki jagmagahat, hai phir bhi chaand kyun tanha???
Nisha ki god mein simte sabhi jazbaat kyun tanha??
Kyu Beniyaazii saza merii... Kyu qaayil hai raqeeb mera???
Bewafa ki nahi ab chaah...* mohabbat dil ko bismilo se hai...

Fareb-e-mashiiyat ka falsafa hai.. Shab-o-roz hain azaabo.n waale...
Hazf hain lakeerein haathon se... Aur panne ulfat ki kitaabo.n waale...
Hai ibaadat mein na dua koi... na khwaabon mein koi chehra...
Muhafizo ki berukhi dekhi...abb ulfat qaatilo se hai...

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..

Dear Nisha....agar ham bas nazm ki baat kareN to behad umda aur ehsaasoN se bharpoor nazm hai...par agar yeh sirf aik nazm hi hai to....agar yeh dil ka haal hai to ham dard par mubarakbaad kaise den...bhagwaan se duaa karuNgi ki dard na rhe Meri Nisha ki zindgi meiN.

bahut saare pyar aur duaoN ke saath
dii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#6)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
7th September 2015, 09:08 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Nisha ji.

Aaapke ehsaaso.n ko mehsoos kar payi mein. Ummeed karti ho ki ye sirf ek nazm ho apka haale e dil nahi.

Likhti rahen.
Duaon ke saath.

masti jii....

dard aur kalam ka saath to sadiyon se hai.... aur phir meri kalam to chalti hi tab hai jab dard dastak deta hai...
par chalta hai.... sukh dukh zindagi k sikke ke do pehlu hain....
jitni khushi pyaari hai utna hi kareeb dard bhi hai mere...

nazm ko pasand karne ke liye shukriya...
duaon k saath
aapki
nisha

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
7th September 2015, 09:10 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaah!!!

kia baat hy Nisha jee..

Behad umdah peshkash...

Daad qabool kejiye..

Likhty rahiye..

hassan sahab..
aadaab!

waqt nikaal k mujhe padhne ke liye aur hausa afzai ke liye shukriya..

nisha

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
7th September 2015, 09:11 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..
......
..nisha ji......waaahhhhh kya ehsaas pesh kiye hain aapne...bahut hee khoob.....

Dher sari qubool kijiyega is dil se likhi huyi nazm par..... aise hee aati rahiyega...

Khush rahiye.....

madhu ji..
namaste!

tareef aur hausla afzai ke liye tahe dil se shukriya...

duaon ke saath
nisha

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
7th September 2015, 09:14 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Nisha....agar ham bas nazm ki baat kareN to behad umda aur ehsaasoN se bharpoor nazm hai...par agar yeh sirf aik nazm hi hai to....agar yeh dil ka haal hai to ham dard par mubarakbaad kaise den...bhagwaan se duaa karuNgi ki dard na rhe Meri Nisha ki zindgi meiN.

bahut saare pyar aur duaoN ke saath
dii

Sunita dii...
dherrr saara pyaar..

ehsaason ko samajhne se zyada mehsoos karne ke liye shukriya...
aapko to pata hai... jab tak khud mehsoos nahi karti, kuch likha hi nahi jaata... par main theek hu.. sachchi.... kabhi yaadein to kabhi haalaat... thoda mayoos kar jaati hain... par jeena to isi ka naam hai na???

duaon ke saath
aapki chhoti si behen
nisha

Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
7th September 2015, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
Mujhe toofan se nahi ab khauf.. ke dehshat saahilo se hai..

Bazm mein hain sabhi apne... Magar apna na koi hai...
Naqaabo mein hai chipe chehre... aur humnawa na koi hai...
Hain cheekhon mein bhi sannattein... aur ashqon mein bhi banjarpan...
Ke Tanhaa hi hain achche hum... Aziiyat mehfilo se hai...

Sitaaron ki jagmagahat, hai phir bhi chaand kyun tanha???
Nisha ki god mein simte sabhi jazbaat kyun tanha??
Kyu Beniyaazii saza merii... Kyu qaayil hai raqeeb mera???
Bewafa ki nahi ab chaah...* mohabbat dil ko bismilo se hai...

Fareb-e-mashiiyat ka falsafa hai.. Shab-o-roz hain azaabo.n waale...
Hazf hain lakeerein haathon se... Aur panne ulfat ki kitaabo.n waale...
Hai ibaadat mein na dua koi... na khwaabon mein koi chehra...
Muhafizo ki berukhi dekhi...abb ulfat qaatilo se hai...

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..
Nisha ji Is mehfil-e-sukhan meiN harash mahajan ka purkhuloos salaam qabool keejiyega.....aapka khat aapki tahreer ke marfat padaa ....merii jaanib se aapki kisi tehreer par shayad pahli nazar hai.....aapke zahen ke ahsaas lafzoN ke sahaare jis saleeque se aapne utaare haiN qaabile tareef haiN....maiN yahaN ek baat kahna chaooNga ..go aap ek writer haiN kavi/ shayar haiN to yaqeenan aapki lekhni ki tareef karni hi hogi.....apni zehneey situation ki agar baat kareNge to sabhi gamgeen shayar apni shayri meiN agar ye likhte toh saare gam unhi ke hote.....aap lekhak haiN to aapki lekhni se to bahut kuch niklega gam bhi khushi bhi to aap ki lekhni ki tareef to karni hi hogi.....

Shayar ka dil naazuk hota hai , savedan sheel hota hai wo duniyaavi sabhi cheezeiN apne oopar lekar sochta hai .....lekin jis tarah aapne ahsaas byaan kiyan bahut khoob.....Daad haazir hai ...wasool paaiyega ...

saadar !!
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th September 2015, 12:27 PM

Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16 View Post
Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
Mujhe toofan se nahi ab khauf.. ke dehshat saahilo se hai..

Bazm mein hain sabhi apne... Magar apna na koi hai...
Naqaabo mein hai chipe chehre... aur humnawa na koi hai...
Hain cheekhon mein bhi sannattein... aur ashqon mein bhi banjarpan...
Ke Tanhaa hi hain achche hum... Aziiyat mehfilo se hai...

Sitaaron ki jagmagahat, hai phir bhi chaand kyun tanha???
Nisha ki god mein simte sabhi jazbaat kyun tanha??
Kyu Beniyaazii saza merii... Kyu qaayil hai raqeeb mera???
Bewafa ki nahi ab chaah...* mohabbat dil ko bismilo se hai...

Fareb-e-mashiiyat ka falsafa hai.. Shab-o-roz hain azaabo.n waale...
Hazf hain lakeerein haathon se... Aur panne ulfat ki kitaabo.n waale...
Hai ibaadat mein na dua koi... na khwaabon mein koi chehra...
Muhafizo ki berukhi dekhi...abb ulfat qaatilo se hai...

Kadam phir ruk gae hain aaj, shikayat manzilo se hain...
ke toofan se nahi ab khauf.. haan dehshat saahilo se hai..

behad haseen khayaal pesh kiye hain aapne Nisha ji........ sach kahun to aapke alfaaz dil tak pahuche hain...... bahut si daad aur mubaarakbaad pesh hain aapko........ likhtii rahen salaamat rahen.....

shaad.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
8th September 2015, 10:30 PM

khoobsoorat nazm ke liye dil se daad nisha jee............................

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
9th September 2015, 03:48 AM

I will just keep mum.............

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com