Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Har ek aahat
Old
  (#1)
abhiforeverin
Registered User
abhiforeverin will become famous soon enoughabhiforeverin will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 0
Har ek aahat - 9th December 2013, 11:28 PM

Har ek aahat par mujhe umeed tere aane ki
Aur tujhe bhi zid hai mera sabr aazmane ki

Har koi rukta hai, sunta hai, aah bharta hai
Dawa karta nahin koi, tere naam ke diwane ki

Teri rahon ke ujale ko, maine jala dala khud hi
yun to hasrat thi zamane ko, mera aashiyan jalane ki

Ae mohabbat muskura, isme naya kuch bhi nahin
Ishq ko hai shauq-e-wafa, husn ko aadat, bhool jaane ki

falak, na chand, na tare, na shohrat, nahin daulat
bas ek choti si khawish thi tujhe apna banane ki

kahan kis mod par chahat meri mujhe layee
ke ab meri kahani hai, kahani har fasane ki
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
10th December 2013, 10:15 AM

Quote:
Originally Posted by abhiforeverin View Post
Har ek aahat par mujhe umeed tere aane ki
Aur tujhe bhi zid hai mera sabr aazmane ki

Har koi rukta hai, sunta hai, aah bharta hai
Dawa karta nahin koi, tere naam ke diwane ki

Teri rahon ke ujale ko, maine jala dala khud hi
yun to hasrat thi zamane ko, mera aashiyan jalane ki

Ae mohabbat muskura, isme naya kuch bhi nahin
Ishq ko hai shauq-e-wafa, husn ko aadat, bhool jaane ki

falak, na chand, na tare, na shohrat, nahin daulat
bas ek choti si khawish thi tujhe apna banane ki

kahan kis mod par chahat meri mujhe layee
ke ab meri kahani hai, kahani har fasane ki
Waah Waah Waah..................
Abhi ji, kya khubsurat qlaam likha hai.
Bahot hi khub. Daad qbul kijiye............
~ Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
4th January 2014, 04:27 PM

bahut hee badiya kaaam raha aapka....daad kubul karein.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Vazeer Razavi
Takhallus: Vazeer
Vazeer Razavi is on a distinguished road
 
Vazeer Razavi's Avatar
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Nov 2013
Location: Earth
Rep Power: 0
6th January 2014, 03:46 AM

Quote:
Originally Posted by abhiforeverin View Post
Har ek aahat par mujhe umeed tere aane ki
Aur tujhe bhi zid hai mera sabr aazmane ki

Har koi rukta hai, sunta hai, aah bharta hai
Dawa karta nahin koi, tere naam ke diwane ki

Teri rahon ke ujale ko, maine jala dala khud hi
yun to hasrat thi zamane ko, mera aashiyan jalane ki

Ae mohabbat muskura, isme naya kuch bhi nahin
Ishq ko hai shauq-e-wafa, husn ko aadat, bhool jaane ki

falak, na chand, na tare, na shohrat, nahin daulat
bas ek choti si khawish thi tujhe apna banane ki

kahan kis mod par chahat meri mujhe layee
ke ab meri kahani hai, kahani har fasane ki
Acha meaningful ashar hai,
Bas khuch lines shayri ke lehaaz se bari choti hu rahi hai, aur lafzo.n ki izafat hai jaise is line mein " falak, na chand, na tare, na shohrat, nahin daulat"
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com