Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga - 15th December 2009, 07:57 PM

Mehfil e Ishq ki bazm ko mera salam,

Bahut dino bad koi nazm kahi hai, aapki nazar pesh kar raha huN........

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Tu dekhe aaina chehra mera dikha hoga
Chuke guzare tujhe hawa ka jhonka
Tujhe laga ho maine chuaa hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Ahsaas mere dil meiN rakha ker
Raah chalte ajnabi ko dekha ker
Ek waham dil mein to jaga hoga
Us shaks mein tujhe main laga hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Kisi gulaab ko tumne todaa hoga
Koi kanta phir tujhe chubha hoga
Ek sisak si uthi hogi badan mein tere
Mujhe yaad kar tune ungli ko chumaa hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

kahan maza fakhat baatoN mein hai
Kya maza hijar ki raatoN mein hai
Din mein tujhe bhi khumaar chaya hoga
Palke mund tune din ko raat banaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Shiddat e mohobbat ki tasir to hai
zubaan bhi ek badi shamshir to hai
tune kisi aur ka naam lena chaha
Zubaan per mera naam aaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
15th December 2009, 11:10 PM

Sameer Ji...bahut khub ! aapne mohabbat ke ehsaason ko badi maasoomiyat ke saath nazm mai pesh kiya hai.....sabhi panktiya dil ko chhuti hai....yuhi likhte rahiye.....

aakhir ki sabhi panktiya mujhe bahut pasand aai.....

kahan maza fakhat baatoN mein hai
Kya maza hijar ki raatoN mein hai
Din mein tujhe bhi khumaar chaya hoga
Palke mund tune din ko raat banaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Shiddat e mohobbat ki tasir to hai
zubaan bhi ek badi shamshir to hai
tune kisi aur ka naam lena chaha
Zubaan per mera naam aaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
dil se daad hazir hai....kabul farmaaye....

apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath.....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)

29th December 2009, 11:54 PM

" Dua Nahi To Gila Deta Koi
Meri Wafaon Ka Sila Deta Koi

Jab Muquddar Hi Nahi Tha Apna
Deta Bhi To Kya Deta Koi.... "

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 30th December 2009, 12:33 AM

wah saheb wah...! Khoob likha hai...i's nazam ki baat hi juda hai, behad pasand aayee....khayal bahut hi umda haiN....

Khwahish saheb...daad haazir hai...qubuul farmaayeN...

aapka dost,
Vikram...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
30th December 2009, 04:36 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Mehfil e Ishq ki bazm ko mera salam,

Bahut dino bad koi nazm kahi hai, aapki nazar pesh kar raha huN........

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Tu dekhe aaina chehra mera dikha hoga
Chuke guzare tujhe hawa ka jhonka
Tujhe laga ho maine chuaa hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Ahsaas mere dil meiN rakha ker
Raah chalte ajnabi ko dekha ker
Ek waham dil mein to jaga hoga
Us shaks mein tujhe main laga hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Kisi gulaab ko tumne todaa hoga
Koi kanta phir tujhe chubha hoga
Ek sisak si uthi hogi badan mein tere
Mujhe yaad kar tune ungli ko chumaa hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

kahan maza fakhat baatoN mein hai
Kya maza hijar ki raatoN mein hai
Din mein tujhe bhi khumaar chaya hoga
Palke mund tune din ko raat banaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Shiddat e mohobbat ki tasir to hai
zubaan bhi ek badi shamshir to hai
tune kisi aur ka naam lena chaha
Zubaan per mera naam aaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

waah sahab cha gaye zabardast nazm bhut hi achi lagi har band ke ehsaas lajawaab daad hazir hai aapki is dalfaraib paishkash par qubool keejiye

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
30th December 2009, 09:59 AM

Sameer Bhai,,

Adaab! Wah janab,,, boht hi khoobsorati se aap ne
tamaam ghazal anjaam di,,,,,

Yeh lines jab jab bhi ayiN, boht khaas rahiN,

"Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga"

In lafzooN mein be-panah piyaar jhalak raha hai,

Likhte rahiye aur mehfil ko roshan karte rahiye,,

Regardz,
Bhai aap ka,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
31st December 2009, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer Ji...bahut khub ! aapne mohabbat ke ehsaason ko badi maasoomiyat ke saath nazm mai pesh kiya hai.....sabhi panktiya dil ko chhuti hai....yuhi likhte rahiye.....
aakhir ki sabhi panktiya mujhe bahut pasand aai.....
kahan maza fakhat baatoN mein hai
Kya maza hijar ki raatoN mein hai
Din mein tujhe bhi khumaar chaya hoga
Palke mund tune din ko raat banaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

Shiddat e mohobbat ki tasir to hai
zubaan bhi ek badi shamshir to hai
tune kisi aur ka naam lena chaha
Zubaan per mera naam aaya hoga

Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga
Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga

dil se daad hazir hai....kabul farmaaye....
apna khayal rakhiye...
duaaon ke saath.....
Naresh jee Aadaab..........

Yeh to aapki chaha hai ke aapko humaa likha kuch bhi pasand aa jata hai........
Aur humare liye yeh khush kismati ki baa hai ke aapke jaise dost bhi humari kismat mein hai

Waise maine yeh pui kalam yahan baithe bahithe hi likhi hai isliye main khud isse jyada kareeb se padha nahi aur soch nahi ke kya likha maine.........

Per aapki zaa nawazi ne hume yahan jhakne ko majoor kar diyaa......

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
" Dua Nahi To Gila Deta Koi

Meri Wafaon Ka Sila Deta Koi
Jab Muquddar Hi Nahi Tha Apna

Deta Bhi To Kya Deta Koi.... "
Main aapka tahe dil se shuka guzar huN......... Aur aapka yeh sher behad pyara laga mujhe aur beshak bahut sahin kaha hai is sher mein "Deta bhi to kya deta koi........"

ISi sher se juda mera aagazi kalam hai..........

Dil ke ghamoN ko tanhai ki khizaa naa dey
De mujhe saza magar tu bad-duaa naa dey

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
31st December 2009, 05:13 PM

Sameer ji...bahut khoob har tarz har sher aapne aam mein muqamal....reps +++.. very nicely written...

mujhe ek gaana aapne yaad dilaaya

jhonka hawaa ka aaj bhi from hum dil de chuke sanam

daad kubool farmaayee aur yunhi likhte rahe

aapka apnaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#9)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
1st January 2010, 11:42 AM

very nice sameer ji, behtreen khayal h or aapne bakhoobi unhe lafjo me dhala h..
daad kubul keejiye....
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd January 2010, 04:30 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
wah saheb wah...! Khoob likha hai...i's nazam ki baat hi juda hai, behad pasand aayee....khayal bahut hi umda haiN....

Khwahish saheb...daad haazir hai...qubuul farmaayeN...

aapka dost,
Vikram...
Vikram jee aadaab.............!

Aapki tarif aur hounsla afzai se dil bahut khush ho gaya...... Younhi apna saath banaye rkahiye...... Aapki daad sir ankhoN per sahab ......

Khush rhaiye,
Apna khayal rakhiye,
Khuda Hafez.......

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th January 2010, 05:28 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
waah sahab cha gaye zabardast nazm bhut hi achi lagi har band ke ehsaas lajawaab daad hazir hai aapki is dalfaraib paishkash par qubool keejiye

aslam
Aslam sahab , Aadaab!

sahab yeh to aapki zarra nawazi hia jo aapko khaak alfaaz bhi achche lage, Aapki daad to beshak dil se kabool kiye sahab, aate rahiye,
Khush rhaiye, Apna saath banaye rakhiye,
Khuda hafez.............

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
21st March 2010, 02:49 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Sameer Bhai,,

Adaab! Wah janab,,, boht hi khoobsorati se aap ne
tamaam ghazal anjaam di,,,,,

Yeh lines jab jab bhi ayiN, boht khaas rahiN,

"Aye jaan ! kabhi aisa bhi huaa hoga"

In lafzooN mein be-panah piyaar jhalak raha hai,

Likhte rahiye aur mehfil ko roshan karte rahiye,,

Regardz,
Bhai aap ka,,
Hassan Bhai Aadaab!

Yeh nazm younhi baithe baithe kisi ke khayaloN mein kah dii thi..... haan Woh Line mein mohobbat bhara woh lafz hia jise aashiq bahut hi khubsurat andaaz mein use karte hai...

Koshish to jari hia per ab aise ahsaas nahi isliye kuch naya nahi likh paa raha huN....... SDC se apna wajood kho na dun isliye in purani nazmo aur gazaloN per reply kar raha huN

Hounsla afzai ka behad shukra guzar huN...
Aage bhi apna saath banaye rakhiye,
Khush rhaiye,
Khuda Hafez,...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com