Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jeevan ka satya
Old
  (#1)
maansi
Registered User
maansi is on a distinguished road
 
maansi's Avatar
 
Offline
Posts: 7
Join Date: May 2006
Location: sabke dil me
Rep Power: 0
jeevan ka satya - 18th June 2006, 06:36 PM


jo aaj hain tumhara kaal wo nahi rahega
ek deen khak me hi mila tujhe padega

kya paap punya tera kya saach jhut teri
pal bar ka hai ujala phit raat hain aanderi
sambhlega na tu girkar aab ho gayi hain deri

phrbat ko chotiya dee nadhiyo me bahata paani
darriya ko de ravani aadam ko zindagani
khudart ka khel sarre usne likhi kahani

aate hain wo zameen par khuch bhi na saath late
jate hain jab yaha se sab khali haath jaate
phir maut par tumhare sab yar jhut rotejo aaj hain


kisi ke savani kakul ke badal jab umadte hai
pipasa badakti hai bhuje dil bhi dhadakte hai

kadar teri kaun jannega kya es baag me aye "maansi"
sabhi to motiya champa gulabo par marte hai
  Send a message via Yahoo to maansi  
Reply With Quote
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
24th June 2006, 05:47 PM

mansi ji apnay acha likha hai........keep writing ......appka dost.........raj........punjab........


ek nazam appkay naam......





kon ho tum kiyon mujhsay door nahi bhagti ho tum,
mere sonay kay baad bhee kiyon jagti ho tum,
aakhir kis haq say pal pal ka hisaab mangti ho tum,
mere paas us khuda ki amanat ho tum,
mere seenay ki sanso ki chhahat ho tum,
mujh par bewajha jo huie wo inayat ho tum,
kiyon mujhsay har pal kai sawal karti ho tum,
kiyon mere liye pal pal tarpti ho tum,
aakhir kab main qaid rahounga teri qaid main,
kis din meri rouh ko sakoon milayga,
mere jism ko aakhir kab chhorogee tum,
meri sanso say nata kab torogee tum,
mujhay tumsay to aakhir koi gila nahi,
kaya hai tere paas jo mujhay mila nahi,
na janay bahar main bhee kiyon mera chaman khila nahi,
shayad mere hee naseeb main aakhir sila nahi,
tujhsay bass yahi mujhay shikayat hai,
kiyon ab tak mujh pay meharba ho tum,
mere soonay ghar main aaj bhee mehma ho tum,
mere wajood ka bass aakhri nisha ho tum,
o zindagi aaj mujhay azaad kar day tu,
mere naseeb main moot ka rang bhar day tu,
meri sasain chhenkar aakhri ehsaan kar day tu,
kiyon mujhsay waffa kiye ja rahi ho tum,
jeenay ki chhahat ab is dil main baki nahi,
iss maikhanay main koi bhee mera saki nahi,
tu ab hummay koi nayee rah dikhati nahi,
aakhir kiyon humsay moot ka rishta nibhati nahi,
o zindagi ja chhor day mera daman,
teri qaid main ab ghut raha hai mera mann,
tu mujhay azaad kar day......tu mujhay azaad kar day.....tu mujhay azaad kar day........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kavi Deepak Sharma-Satya ki Vijay Ho kavyadharateam Hindi Kavitayen 0 16th November 2008 01:43 PM
*~*Yeh Mujhe Kya Ho Gaya-SATYA*~* farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 7th March 2006 04:12 PM
manav jeevan ya kah sakte hai mera jeevan sakhi1909 Shayri-e-Dard 20 10th June 2004 01:46 PM
zindagi ka satya pu_luv15 Shayri-e-Dard 1 8th May 2004 11:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com