Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
KABR ke us par....chupne do mujhe
Old
  (#1)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
Post KABR ke us par....chupne do mujhe - 1st August 2007, 07:51 PM

namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....


Last edited by musafir ek pal; 1st August 2007 at 07:53 PM.. Reason: my 500th post
  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#2)
LOVEDEEP
Mai Shayar To Nahi
LOVEDEEP is on a distinguished road
 
LOVEDEEP's Avatar
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Jul 2007
Rep Power: 17
1st August 2007, 08:03 PM

bahut hi khoob and bahut hi aacha likha hai aapne
ek ek line bahut hi pyari hai, ese hi likhte rahiye and iss mehfil ko aise hi sajate rahiye








"Love is life
So don't live ur life without love "






Last edited by LOVEDEEP; 1st August 2007 at 08:06 PM..
   
Reply With Quote
farishte
Old
  (#3)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
farishte - 1st August 2007, 08:47 PM

Quote:
Originally Posted by LOVEDEEP View Post
bahut hi khoob and bahut hi aacha likha hai aapne
ek ek line bahut hi pyari hai, ese hi likhte rahiye and iss mehfil ko aise hi sajate rahiye





farishte ne poochha shaitan se kyon bhai insaan se darne lage

shaitan ne haath jodkar keha are bhai fursat mein hoon
mere saare kaam insaan karne lage
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
1st August 2007, 08:50 PM

zindagi meri ab khatm hai shayad
maut bhi meri ab kareeb hai shayad
woh mujhe zindagi de nahi sakta
lagta hai mera maula gareeb hai shayad
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
1st August 2007, 08:54 PM

tumhari gali mein qatl kar diya gaya mujhko
hamare khoon se tumhare deewar gal rahe the
jahan jal na paate the chulhe bhi savere
suna hai kal raat se woh basti bhi jal rehi hai
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
1st August 2007, 08:57 PM

peshaani-e-hayat pe kuchh aise bal pade
hasne ko dil ne chaha toh aansu nikal pade
yun toh khoon-e-ishq humne hain hans hans ke piye
agar koi dusra piye toh kaleja nikal pade
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
Love 1st August 2007, 08:59 PM

meri aashiqui se pehle tuje kaun jaanta tha
mare ishq ne tujhe fasana bena diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
jawed
Registered User
jawed will become famous soon enoughjawed will become famous soon enough
 
jawed's Avatar
 
Offline
Posts: 68
Join Date: Jun 2007
Rep Power: 18
1st August 2007, 09:01 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........

Bahut khoob Musafir ek pal ke ....sabhi sher ek se badhker ek hain...per jis sher ke saath aapne iftada ki hai woh mujhe bahut pasand aaya:

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe...

Jawed...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
1st August 2007, 09:02 PM

apna husn sa chehra behaal rekha kar
badalt rehta hai mausam khyaal rekha kar
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
haideraqueel
Registered User
haideraqueel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Feb 2007
Rep Power: 0
1st August 2007, 09:04 PM

tujhe aarzoo-e-jaan likhoon ya jaane aarzoo
tu hi bata de imaan se imaan-e-aarzoo
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 30
1st August 2007, 11:36 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........

manish bohat achi koshish rahi aur pehle se kafi behter koshish thi yunhi likhte raho khush raho..................aur janab aap haider ji aap seguzarish hai ke aap agar kuch post kerna chahte hain to alag se post kijiye kisi aur ke thread main nahi istarah yahan inki post disturb ho rahi hai umeed hai aap samjh gaye honge aur bura nahi manainge kisi baat ka......


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 45
2nd August 2007, 05:08 PM

Sach kahu to yeh title jo tumne likha hain padh kar bahut gussa. aaya tha ..... mujhe yeh laash maut vagireh shabd bilkul acche nahin lagte....ek pal to laga ki na padhu usee....par tumhe datne ke liye yaha chali aayi.........kya zaruri hota hain aise daravne shabd istemaal karna.........are kitne aur lafz hain acche acche pyarepyaree use istemaal karo..... par fir bhi kuch ashar hain jo hume acche lage................

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe


Agar meri baaton ka bura laga ho to pehle se hi maafi mang leti hoon mein.....

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 2nd August 2007, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........
manish ji ko raj ka namaskaar......manish ji kyaa baat hai bhut hii dilkash andaaz mein dil ki tarap ko lafzon mein dhala hai.......magar hamari to duaa hai ki aap hamesha khush rahe.......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 3rd August 2007, 06:52 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........

hey MANISH,
gr8 job............manish muje pata nahi tha ki tumne apne aap mai itna dard chupa rakha hai...............kya khub likha hai tumne....maan gaye..........tum hamesha kehte ho na ki 'lamha tum mujse acha likhati ho'.............aaj tumne sabit kar diya ki tum mujse jayada acha likhate ho.............hamesh aise hi likhte raho..........
par ek baat kaho............plz ye kabr ki baatein mat karo.........tum ek bahut hi ache dost ho..........plz aisa likhakar doston ka dil mat dukhao.............
aap ki dost,
LAMHA............
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th August 2007, 12:32 PM

dear munna....sabse phele to yeh batao ki aisa dard kyu likhtey ho, aur ha...mai.n bhi mausam se sahmat hoon....dard ko chorr kar aur bhi bahut kuch hai likhne ko...pyar byar par likha karo dard hamarey liye rahne do....

bahut accha likha hai, ahsaas badiya hai.N...kahi kuch spelling mistake haiN, ek baar pad lena phir se....ab ki baar kuch pyar-byar par likhna... ek behtreen koshish ke liye dil se mubarakbaad kabool kijiye...!


kush rahiye

duao.n ke saath
aapki diiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#16)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
7th August 2007, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by LOVEDEEP View Post
bahut hi khoob and bahut hi aacha likha hai aapne
ek ek line bahut hi pyari hai, ese hi likhte rahiye and iss mehfil ko aise hi sajate rahiye






thanku lovedeep ji, aapko humara likha pasand aaya, humein yeh jan-kar bahut khushi hui. aapka saath raha to jaruur sajaynge. apna khyaal rakein aur khush rahein.

aapka dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,550
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th August 2007, 05:16 PM

manish bhaa'ii:

namaskaaR....

bahot Khuub liKhaa hay janaab... YuuNhii meHnat karte rahiYe... duaa haii aap aage aur bhee achchhaa liKheN...KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN....

duaaoN ke saath ijaazat..

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
9th August 2007, 06:39 PM

MANISH bhai ko mera pyar bhara aadab wah kya khoob likha hai apne accha laga apka kalam dilidaad hazir hai kubool ho..............aap ka bhai


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#19)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
12th August 2007, 05:00 AM

Quote:
Originally Posted by haideraqueel View Post
farishte ne poochha shaitan se kyon bhai insaan se darne lage

shaitan ne haath jodkar keha are bhai fursat mein hoon
mere saare kaam insaan karne lage
shukriya janab, k aapne apne kuch sher humari post par sher kiye. aap inhe main page, jahan sabhi inhe pad sakein, aur hain ek aur baat, agar yeh sher aapke nahi to, inke neeche not mine, likhdein.

apna khyaal rakein.

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#20)
nehapaul
Registered User
nehapaul is on a distinguished road
 
nehapaul's Avatar
 
Offline
Posts: 77
Join Date: Jun 2007
Rep Power: 17
Smile 14th August 2007, 01:47 AM

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........


hi dost

thx for reading my shayris, glad to know that u liked my shayris.
your one is wonderful, every word , every single line is so meaningful. sounds like you are in my position too.

pray to god that your life will be full of happiness. keep writing.

thx
yr friend
neha


"Aaj phir se unki yaad humme sata gaya
Aur badle may in ankho may asu de gaya"
..............Neha
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 21
14th August 2007, 08:25 AM

Behtreen nazm........

khoobsurat ehsaas........

dilkash koshish.......

Hamein apki yeh nazm bahut pasand aayi......

Khush rahiye



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#22)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
17th August 2007, 04:12 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
manish bohat achi koshish rahi aur pehle se kafi behter koshish thi yunhi likhte raho khush raho..................aur janab aap haider ji aap seguzarish hai ke aap agar kuch post kerna chahte hain to alag se post kijiye kisi aur ke thread main nahi istarah yahan inki post disturb ho rahi hai umeed hai aap samjh gaye honge aur bura nahi manainge kisi baat ka......

hello mani didi,

aap kaise hain?

humein khushi hui k apko is nacheez ka likha pasand aaya. bahut bahut shukriya. and also thnx for advicin haideraqeel ji. aap humara aishe hi saath dete raheiyga.

aapka chota bhai

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#23)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
19th August 2007, 05:51 AM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Sach kahu to yeh title jo tumne likha hain padh kar bahut gussa. aaya tha ..... mujhe yeh laash maut vagireh shabd bilkul acche nahin lagte....ek pal to laga ki na padhu usee....par tumhe datne ke liye yaha chali aayi.........kya zaruri hota hain aise daravne shabd istemaal karna.........are kitne aur lafz hain acche acche pyarepyaree use istemaal karo..... par fir bhi kuch ashar hain jo hume acche lage................

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

Agar meri baaton ka bura laga ho to pehle se hi maafi mang leti hoon mein.....

mausam

hello didi,

hum likhe aur app nah padein, to humare likne ka fayada kya!!!! chalo jo aap kehto ho, hum use maan lete hain. aab ki baar kuch acha likenge. aur hum gussa kaise ho sakte hain, aapki kissi baat par humein gussa nahi ayega. apko kuch sher pasand aaye, humein bahut bahut bahut (aishi ) khushi hui. yuhin saath dete raheyiga humara.

aap kush rahein aur apna khyaal rakein.

aapka bhai

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#24)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
22nd August 2007, 01:47 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
manish ji ko raj ka namaskaar......manish ji kyaa baat hai bhut hii dilkash andaaz mein dil ki tarap ko lafzon mein dhala hai.......magar hamari to duaa hai ki aap hamesha khush rahe.......raj.......
namaskaar raj ji,

aapko is nacheez ka likha pasand aay, humein bahut bahut khushi hui. bas wajah mat puchein aisha likne ki......thanku for ur support and kind words.

apna khyaal rakeiyga, aur issi tarah humara saath dete reheiyga

aapka dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 20
22nd August 2007, 10:07 AM

Wah Manish bhai
bahut khub.

bahut hi dard bhari rachna ko pesh kiya hai aapne, aapki rachna ke har alfaaz mein dard nazar aa raha hai,

jis khubsurati se alfaazon ko bayan kiya hai aapne is rachna daad hazir hai janab.

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#26)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
3rd September 2007, 06:47 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
hey MANISH,
gr8 job............manish muje pata nahi tha ki tumne apne aap mai itna dard chupa rakha hai...............kya khub likha hai tumne....maan gaye..........tum hamesha kehte ho na ki 'lamha tum mujse acha likhati ho'.............aaj tumne sabit kar diya ki tum mujse jayada acha likhate ho.............hamesh aise hi likhte raho..........
par ek baat kaho............plz ye kabr ki baatein mat karo.........tum ek bahut hi ache dost ho..........plz aisa likhakar doston ka dil mat dukhao.............
aap ki dost,
LAMHA............
hello princess,

bahut acha laga. aapko humari post par dekh-kar. yaar, dard hai tabhi to shayri aati hai. aur humein malum hain, abb to shayri sarri zindagi karni hai. likhte to app b acha ho.

aur abb parhaiz karunga "kabr" jaise lafz use karne se. happy nw??

aage aishe hi saath dete rehna.....warna!!!!

tumhara dost

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#27)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
3rd September 2007, 02:05 PM

manish ji kia kahu...apke ye khyal padhkar aankhein nam ho gayi...dil mein ek tees ubhar kar aayi...itna dard kaise aap apne andar samete hue ho...nikal faikoise apne andar se...bas yahi kahungi...is se pahle ki ye nasoor bane...

...mahuaa...




..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
11th September 2007, 03:47 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear munna....sabse phele to yeh batao ki aisa dard kyu likhtey ho, aur ha...mai.n bhi mausam se sahmat hoon....dard ko chorr kar aur bhi bahut kuch hai likhne ko...pyar byar par likha karo dard hamarey liye rahne do....

bahut accha likha hai, ahsaas badiya hai.N...kahi kuch spelling mistake haiN, ek baar pad lena phir se....ab ki baar kuch pyar-byar par likhna... ek behtreen koshish ke liye dil se mubarakbaad kabool kijiye...!


kush rahiye

duao.n ke saath
aapki diiii

namaste didi

didi, promise u, iss bar kuch acha acha aur pyaara pyaara sa likhunga. bas wajah mat puchiye. dard hi ek asie cheez hai, ho humari hai, isse humara hi rehdo do.

bahut acha laga, k aapko humara likha pasand aaya. ji dubara padi, galti ka pata chala. thanku so much, for telling me. yuhin aage b galtion ko sudhrate rehna didi. aage b aishe hi saath dete raheiyga.

aapka chota bhai

munna


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
11th September 2007, 09:46 PM

Dard se bhari yaha shaayri hamein bahut achi lagi, Manish Ji...! ( Manish naam ka ek dusre dost ki yaad aa gayi...)

Yun hi likhte rahiye aur hum aap ko parhte raheinge, ok...?

Apna khayaal rakhiyegaa



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#30)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
17th September 2007, 04:33 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
manish bhaa'ii:

namaskaaR....

bahot Khuub liKhaa hay janaab... YuuNhii meHnat karte rahiYe... duaa haii aap aage aur bhee achchhaa liKheN...KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN....

duaaoN ke saath ijaazat..

aapka

~ Dhaval

jsk dhaval bhai

shukyira janab, aapko humara likha pasand aaya, humein bahut khushi hui. koshish karte rahenge acha likhne ki. aap yuhin, aage b saath dete raheiyga.

thnx 4 ur kind words

tc


manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Tumhari Jaan
Registered User
Tumhari Jaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Jul 2007
Location: germany
Rep Power: 0
17th September 2007, 04:37 PM

Bohot acha likha mr.ishq
pata hai ham to roone hi lage
aisa par kar bewaafaa hone ko dil nahi chata
par kya karun hame bhi lagta hai ke apne haathon se hi
bewafaai karni pare gi
kasch koi hame aisa karne se rok sakta
par bewafaai bhi jaan buj kar nahi ki jaati
woh to woh log hi jaane jine doo rahon par
yeh faisla karna hota hai ke woh kis raah ko chune ga

darr lagta hai ke woh bhi aap ki tarha mere baad aisa na likhne lag jaayen
but it is very good
bye aapki doast jaan



Unko chaha hai unko chahein ge
wade jo kiye te woh nibhayein ge

ho kar kisi aur ke bhi rahein ge unhi ke
ham chahein haar jaayen hamara pyaar nahi haare

jism chahe ho jaye kisi aur ka
dil to hai unka aur unhi ka rehe ga

mil sakein na woh aur ham kahin
phir bhi joodhre hain unka mera dil kahin

jaante hain ham mera kal koi aur hai
par phir bhi HUMKO UNSE PYAR HAI
  Send a message via MSN to Tumhari Jaan  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#32)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 17th September 2007, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........
Aadab manish ji,
kaise hai aap?

kya kahun manish ji,
sach,,yakin maniye aaj hamare paas alfaz nahi hai,,
kaha se laye woh alfaz jisse aapki taif bayan ho sake,

manish ji,wakayi aapki yeh nazam kabile tarif hai,
itne pyare ehsaas,itne pyare lafzon ka istemaal,
kamal hi kar diya aapne,

bas ab hamari daad ko kabul kar hi lijiye,

apna khayal rakhiye
khush rahiye.
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#33)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 18th September 2007, 09:43 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........
waah waah manish bahut hee khoob likha hai aap ne yunhee laikhate rahe,meri aur se dad kabool kare.

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#34)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 20
21st September 2007, 05:19 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
MANISH bhai ko mera pyar bhara aadab wah kya khoob likha hai apne accha laga apka kalam dilidaad hazir hai kubool ho..............aap ka bhai

bahut bahut shukriya kashif bhai. aapko yahan dekh-kar bahut khushi hui. aapko humara likha pasand aaya, humein yeh jan-kar acha laga. aage b yuhin saath dete raheiyga.

aana khyaal rakein aur humesha khush rahein

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#35)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
21st September 2007, 10:19 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........

hello ji
manish ji
bahut khoob likkha hai....
sacch.. dusre ne ki bewafayi ilzaam khud ko diya... ye mazaa bhi kucch or hai.. hai na Manish ji

bas yahi to saccha pyar hai...or kya

u hin likhte rahiye janab


tc ji


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
hii
Old
  (#36)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 20
Smile hii - 21st September 2007, 10:32 PM

hi manish bhot hi badhiya likha hai aapne..khush rahiye or yuhi sabko acchi acchi poems sunaaiye...kp smiling


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
hii
Old
  (#37)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 20
Smile hii - 21st September 2007, 10:39 PM

hi manish bhot hi badhiya likha hai aapne..khush rahiye or yuhi sabko acchi acchi poems sunaaiye...kp smiling


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
hi
Old
  (#38)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Cool hi - 21st September 2007, 11:23 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaskar, salaam and sas-ria-kaal dosto,

bahut dher k baad, kuch likha hai. umeed hai aap ko humara likha pasand ayega. aur humesha ki tarah, aap humara saath denge. gaur farmayien:

Barbaad hone do mujHe, apni najron se girne do mujhe
aaj us bewaffa ki yaad mein, jalne do muhhe
aab hum jeeyein to kiss ke liye
maut ki raah par chalne do mujhe

mat roko humein fanna hone se
tadapti shamma ki tarah bujne do mujhe

nah do humein risto ka vaasta tum
kagaz ki kasti ki tarah dubne do mujhe

mat sikayo humein hasna tum
saans lene k andaaz bulne do mujhe

mat dekho humari nigahon mein
tanhai mein aashq bahane do mujhe

dil aur rooh ko shikayat hai mujse
KABR ke us par....chupne do mujhe

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........
kyaa baat hai manish kamaal ka likha hai tumne yaar tumane yeh kalaam likh kar yeh saabit kar diyaa ki yaha "m" (sinh raashi waale) is family ke sabhi sadasya shaayri ke mastermind hai.(Kabhi khood ki taariff bhi kar leni chahiye ,) kyun sahi kaha na . Bahut badhiya likha hai dil se daad kabool karna ,yunhee likhate rehna manish ji

regards
manish
(manu)
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#39)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
22nd September 2007, 12:38 AM

Ei chhore

kaise ho re......wah wah...kya lilkha hai.....pata hai tumhari ye post pahale bhi dekhi thhi, padhi nahi thhi, aaj padh bhi li reply bhi kar diya.....warna tum kahate ke pooja aati nahi hahahahahahaa......

bahot achha likha hai.....kitna sacch hai, hansi ke pichhe ansoo hote hain....ye baat hum dono par fitt hoti hai.....daad lelo chhore.....warna.....!!!......

yunhi likhte raho....ek din itna achha likhne lagoge ke....ke..har shaqs tariff ke liye shabd hi nahi talaash payega.......yahi dua hai tumhare liye...khush raho......aur haaa.......chit-chat me bhi tashrif le aya karo....warna bahot maar paregi haaa.....soch lena.......bahot dant diya.......ab

ijaazat!!!

Grazie

Pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
22nd September 2007, 01:46 PM

ishq mein marna, kaam hai deewano ka
fanna ho-kar, yhe rasm nibane do mujhe........

Hi,

Accha likha hai aapne... khaaskar aakhiri sher mujhe bahut pasand aaya... likhte rahiye yun hi...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kabr.... pappu Humourous Shayri 1 3rd December 2004 02:58 PM
Kabr gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 5 15th October 2004 10:07 AM
kabr sandee1980guy Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 12th May 2004 10:20 AM
Kabr lovebug Shayri-e-Ishq 0 12th September 2001 03:54 PM
Kabr lovebug Anjuman-e-Shayri 0 12th September 2001 03:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com