 |
|
|
|
|
 |
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

11th November 2010, 07:57 PM
Quote:
Originally Posted by masoodhassas
aadaab
bahot khoob bahot hi khoob mashallah subhaanallaah
kalaam bhi umdah hai khayaalaat me bhi farzaanagee ka uncur nomaayaan hai ehsaasaat ne sardee ki dhoop ki tarah dheere dheere jazbaat ka lebaadah orhaa aor talaatum ki kaifiyat paidaa kardee
tahe dil se daad haazir hai
masood hassaas
|
Hassas ji, aadaab....
aapne apne pyaare pyaare lafzon se mere is kalaam ko aur bhi zayada haseen bana diya... in ehsaason ko samajhne aur sarahne ke liye tahe dil se aapki shukra guzaar hu... aapne yaha aakar muj naa-cheez ko izzat bakshi hai...aapki daad mere sar-aankho par... yuhi saath dete rahiyega...khush rahiye... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

11th November 2010, 07:58 PM
Quote:
Originally Posted by anaarhi
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
Lamha ji,
Bahul Achcha khyal aur umda byani hai,
Anaarhi
|
Anaarhi ji,
bahut bahut shukriya ... yuhi saath dete rahiye.... khush rahiye.... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ミ Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
|
13th November 2010, 10:36 PM
Awwwshuum....................................
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
14th November 2010, 10:34 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Taaveez uske naam ke
daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main
aa aa ke basta rehta hai khwaaboN mai wo mere
shamil hai meri zaat mai haan maanti hun main
jab mil rahenge hum tum, kya vasl e qayamat hogi
un aamatoN ke darr se pareshaan si hun main
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
mujh mai usi ka aks phaila hai chaar soo
chaadar ab uski yaad ki lo taanti hun main
"Lamha" wo keh raha hai deewani ho gayiN kya?
Keh do ke khud mai shamil teri jaan si hun main
************************
|
bahut hee khoobsoorat ghazal hai. ek ek sher dil ko choo gaya vaise zainy jee ne sahi kaha hai technically kuch faults hain but overall its nice.
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
RooH Se RooH Tak
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 52
|
14th November 2010, 03:03 PM
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
Ji .. Very Nice ................................... 
Radhika
Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye
Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye
E-mail : radhika.nm2@gmail.com
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 07:48 PM
Quote:
Originally Posted by abdulqadeert
aadab mahutrama ,,
takhir ke liye mazrath ,, alfaz jab ahesasath ke samundar me gotazan hon ,,to aise hi natije aijad hote hai.N ,,,
ap jaisi sukhan shinas kiss dad ki mahutaj to nahi phir bhi rasman " ,, dad behad o hisab ,, is pur-lutf o puracar takhleeq ke liye dad o mubarak baad ki mustahiq hain .. allah apko khush rakhe ..
khadim
qadeertoopchi
|
Abdul ji,
aadaab,
aap jaise umdaa shayar ko meri ye adnaa si koshish pasand aayi ye mere liye bahut badi baat hai.... izzat-afzai ka bahut bahut shukriya.... aapki daad hamare sar-aankho par.... yuhi apna saath banaye rakhiyega.... khush rahiye....  
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 07:50 PM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
Shukriyana adaaygii bahoot achhi rahi...socha aapke iss qalaam per dii gayii tippani par ek nazer daali jaaye toh paya aapne kaafi der baad apni qalam ko majboor kiya kutchh likhne ko..  ...lekin jo bhi likha uske liye yahi kahooNga ke hamaare lafzoN se nahiN aapko tehreer me bahoot kutchh chhipa hai jo reader samajh sakta hai.....apne sahi farmaya ek jagah..ke ahsaasoN ke aage..technicalities kai baar pheeki paRh jaati haiN.....
Aapki iss Ghazal ka matla hi mujhe kheench ker dubara iss mehfil me le aya....
daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main
sach kahooN toh rashq hone laga hai  ......kitna dumm hai isme...is sher ke bhaaNvoN me...our .kai baar socha iss per kutchh likhoN......isi matle ko kai mukhtalif lafz diye hamne....inhi linoN ko kai martaba naya jaama pehnaya...ek toh yuN raha...
Dekha nahi hai usko magar jaanti hun main
Aahat uske qadmoN ki pehchaanti hun main
or
Dekha nahiN hai tujhko magar jaanti hooN maiN
Aahat Tere qadmoN ki pehchaanti hooN maiN
isse anyatha na leiN..bas yuNhi likh diye.....bahoot hi oomda bhaav liye hue aapka tmaam qalaam baar baar padne ko jee chaha....
our yaqeenan aane waale waqt meiN aap shayri.com per aapke funn ka koi saani na hoga.....likhte rahiyega....God bless you
Khuda aapko apni parchhaiyoN me rakhe..
Harash
|
Harash ji,
mai aapka jitna bhi shukriya adaa karu utna hi kam hai..... aapne yakeenan is naacheez ko bahut zayada izzat bakshi hai... aap ka yaha dobara aana mere liye khushi ka sabab hai... yuhi apna saath banaye rakhiyega.... hamesha khush rahiye....  
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 07:54 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Mashallah... wo qayamat hi hogi beshaq jab aap aise nazmon ke saath us anjaane ke saath honge... kuch to zaban ki talkhi kuch andaze bayaan hi ghayal karne me shumaar hain.. baharhaal kalaam ki baat kahen to bakamaal hain iska har ek sher kisi ek sher ki tareef karke poori ghazal ka lutf nahi bigaadna chahta... bas ek guzaridh hai ki yoon hi behtareen kalaamon ke saath aati raha karen... khush rahen. dhero duaaon ke saath ijazat
shaad...
|
Shaad,
muje bhi us kayamat ka besabri se intezaar hai... ... bahut bahut shukriya aapka ke aapko mera ye andaaz pasand aaya.. bas yuhi apna saath banaye rakhiyega.... aap jaise doston ka saath hi to hai jis'se kuch likhne ki himmat milti hai... khush rahiye.... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 07:57 PM
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 08:01 PM
Quote:
Originally Posted by shipra
jab mil rahenge hum tum, kya vasl e qayamat hogi
un aamatoN ke darr se pareshaan si hun main
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
kya kahne lamha.... bahut khoob...
daad kubul karo....
|
Shipra,
bahut bahut shukriya dear....aapki daad mere sar-aankho par.... yuhi apna saath banaye rakhiye.... khush rahiye.... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 08:05 PM
Quote:
Originally Posted by PRINCE 86
aay hay lamha kya baat hai bahot dino baad tumhara likha hua kuch padha aur padhke hi dil me khushi chha gai yaar waise kabhi miss nahi karti ho par miss bhi kar liya karo nahi to ek phone kar liya karo mujhe achha lagega par tumhari ye ghazal padhke maza aa gaya bahot hi achha likha hai lamha aise hi likhte raho aur hame yaad bhi karte rahena
|
Prince,
hiiiiiiiiii.... kya chhe yaar tu ?... kem chhe ?... bahu diwas thaya tarathi vaat thaye... i hope tu tya majama hashe... arey paagal tu maaro bahuj saaro dost che ane tane khabar chhe ke hu tane bahuj miss karu chhu... jaldi tane call karish...
bahut bahut shukriya dear ke tumhe meri ye koshish pasand aayi.... yuhi saath dete raho.... khush raho....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Awwwshuum....................................
|
Shaanu,
thank u sooooooooooooooooooooooo much for coming buddy.... aate raho... saath dete raho.... khush raho....  
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 08:09 PM
Quote:
Originally Posted by aru
bahut hee khoobsoorat ghazal hai. ek ek sher dil ko choo gaya vaise zainy jee ne sahi kaha hai technically kuch faults hain but overall its nice.
|
Aru,
bahut bahut shukriya ke aapko mera ye kalaam pasand aaya... mai zaroor Zainy ji ki baaton pe gaur karungi... aap yuhi apna saath banaye rakhiyega.... khush rahiye.... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
|

17th November 2010, 08:10 PM
Quote:
Originally Posted by Radhika_2
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
Ji .. Very Nice ................................... 
|
Radhika ji,
aapka bahut bahut shukriya.... yuhi aati rahiye.... khush rahiye... 
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko段i hamnaam teraa ,
ko段i tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
anant
Offline
Posts: 59
Join Date: Nov 2008
Location: churu,rajasthan
Rep Power: 16
|
20th November 2011, 06:56 PM
lamha ji wakai lajawab likha hai aap ne .....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 34
Join Date: Feb 2011
Rep Power: 0
|
25th November 2011, 05:13 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
Taaveez uske naam ke
daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main
aa aa ke basta rehta hai khwaaboN mai wo mere
shamil hai meri zaat mai haan maanti hun main
jab mil rahenge hum tum, kya vasl e qayamat hogi
un aamatoN ke darr se pareshaan si hun main
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
mujh mai usi ka aks phaila hai chaar soo
chaadar ab uski yaad ki lo taanti hun main
"Lamha" wo keh raha hai deewani ho gayiN kya?
Keh do ke khud mai shamil teri jaan si hun main
************************
|
wah wah lamhaji....bahut hi khoobsurat alfaaz he aapke.....bahut khoob !!!!
it is nice sharing...........
|
|
|
|
|
eK Dost !!
Offline
Posts: 278
Join Date: Mar 2004
Location: Muscat, Oman
Rep Power: 24
|
25th November 2011, 07:40 PM
daikha nahi hai usko magar jaanti hun main
qadmoN ki aahatoN se pehchaanti hun main
aa aa ke basta rehta hai khwaaboN mai wo mere
shamil hai meri zaat mai haan maanti hun main
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
bahot hi achhi peshkash rahi aapki ...
ye teeeno share mujhe khaas pasand aaye , aakhiri wala kuch jyada hai :-)
Younhi likhte rahiye :-)
♪~!*DeeP*!~♪
------------------------------------
Men may come , Men may go .. But i will go on forever ... :-)
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 98
Join Date: Nov 2011
Rep Power: 18
|
29th November 2011, 11:19 PM
maza aagaya aapko padhkar Lamha ji.......
superbbb 1....... har sher mahobbat k rang me saja hua hai.. zabardast feelings........
aisa na ho ke mil kar mujhse juda ho wo
taaveez uske naam ke ab baandhti hun main
ye sher to bas dil me utar gaya.....
Aaj fir dil shayar hona chahta hai..
Dard lafzon me pirona chahta hai..
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |