marne ki khwahish hai dil mein
to kabhi jine ka armaan bhi rakha hoga
chahe jitna muskuraye koi insaan
sine mein kahin-na-kahin koi gum chupa rakha hoga......
Hmm, reality sounds in it
bahot khub likha hai aapne sagarji
welldone
keep writing
sanam
taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM