Quote:
Originally posted by jat_in_mood
teri yaad ne meray dil ko sajja rakha hai...
tere pyar main sab kuch bhula rakha hai ...
kuch accha nahin lagta teri judai ke baad...
ek teri yaad ko sinay se laga rakha hai...
tera milna tu ab ek khuwab hi hai....
na janey kyun ab dil ko bhula rakha hai...
faqat teri yadon ko palkon main chupa rakha hai...
muqadar se milte milte bichar gaye warna...
aaj bhi tera naam dil main sajja rakha hai ...
na janey kyun koi jachta nahin in ankhon main....
ek teri tasveer ko dil main sajja rakha hai....
khusiyan to pal main ati aur chali jaati hain...
hum nai tu ghumon ko bhi apna dost bana rakha hai....
sabhi aaye tu bhi aa kar dekh mera haal...
ke main ne teray pyar main khud ko bhula rakha hai
-------------------------------------------------------------------------------
~!*DeeP*!~
|
Kya baat hai sarkar aap to chaa gaye hain
hum bhi kuch aarg kare aap ke likhe hue ke upper
"ke yaad to hi naa sajye rakhna ! humko yunn hi kabbon mein naa basaye rakhna ! ke kaabhi aa kar maang bhi lena haat mere khabindon se ! sada unn hi na sarmate reh jana ! "