Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sharaab-e-Tanhayee(Have u Ever Loved anyone?)
Old
  (#1)
nobboprobin
Registered User
nobboprobin is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Aug 2007
Location: Bangladesh
Rep Power: 0
Sharaab-e-Tanhayee(Have u Ever Loved anyone?) - 6th August 2007, 05:05 PM

Sharaab-e-Tanhayee ko pee gaaye hai hum jaan bujh ke,

Paaththar ban gaya Dil tabse mera, aab dhadakta nehi hai.

Isme na to tumhari thi kasoor, na khata ishq me hamari,

Waqt ne aisi khel dikha diye, Ke hum baith gaaye karne shaayri.

Kahen bhi ti to kya kahen kissi se, Lafz bejubaan hai mera,

Aashqui ki thi tumse ekbar baas, Mohabbat ka ek lamha bhi nilakle ne

paaya.

Ungli utthakar kissi ne dikha diye humko, aur chupke se kehen gayen

tumse,

Badnaam kyun hote aise ho? Beshaq dur rahon aise shaayar aashiq se.

Rahon me nikalte the jab bhi, sochte the ke hum hai baadshah koi,

Gooroor tha har ek kadam me ,Ke tumhare dil me saltanat hai meri.

Achanak tum dur ho gayee mujhse, Na jaane logon ne kya kehe diya khilaf

hamare,


Tabse shayri meri baan gaayi matam, aur hum Jaan bujhke pee gaaye

Sharaab-e-Tanhayee.

Last edited by nobboprobin; 6th August 2007 at 05:08 PM..
   
Reply With Quote
shraab
Old
  (#2)
deepak1negi
Registered User
deepak1negi is on a distinguished road
 
deepak1negi's Avatar
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Oct 2007
Location: delhi
Rep Power: 0
Love shraab - 31st October 2007, 05:36 PM

Quote:
Originally Posted by nobboprobin View Post
Sharaab-e-Tanhayee ko pee gaaye hai hum jaan bujh ke,

Paaththar ban gaya Dil tabse mera, aab dhadakta nehi hai.

Isme na to tumhari thi kasoor, na khata ishq me hamari,

Waqt ne aisi khel dikha diye, Ke hum baith gaaye karne shaayri.

Kahen bhi ti to kya kahen kissi se, Lafz bejubaan hai mera,

Aashqui ki thi tumse ekbar baas, Mohabbat ka ek lamha bhi nilakle ne

paaya.

Ungli utthakar kissi ne dikha diye humko, aur chupke se kehen gayen

tumse,

Badnaam kyun hote aise ho? Beshaq dur rahon aise shaayar aashiq se.

Rahon me nikalte the jab bhi, sochte the ke hum hai baadshah koi,

Gooroor tha har ek kadam me ,Ke tumhare dil me saltanat hai meri.

Achanak tum dur ho gayee mujhse, Na jaane logon ne kya kehe diya khilaf

hamare,


Tabse shayri meri baan gaayi matam, aur hum Jaan bujhke pee gaaye

Sharaab-e-Tanhayee.
kitni pi kaise kati raat mujhe hosh nahi
raat ke saath gai baat mujhe hosh nahi

mujhko ye bhi nahi maloom ke jana hai kahan
thaam le koi mera hath mujhe hosh nahi

Last edited by deepak1negi; 31st October 2007 at 05:36 PM.. Reason: i like this
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
deepak1negi
Registered User
deepak1negi is on a distinguished road
 
deepak1negi's Avatar
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Oct 2007
Location: delhi
Rep Power: 0
31st October 2007, 05:38 PM

aadaab zanaab kya haal hai aapki shayri waakai taarif ke kaabil hai aage bhi aise hi likhte rahiyega ok bye bey and take care

Last edited by deepak1negi; 31st October 2007 at 05:38 PM.. Reason: nothig
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
she need to be loved again..........!!!! ISHIQA AGGARWAL English Poetry 0 19th October 2006 09:07 PM
I Loved You Once Ayaan English Poetry 0 7th August 2004 02:51 PM
for all loved ones........ priyanka jain Shayri-e-Dard 14 7th April 2004 01:57 PM
tujhe qasam hai saaqiyaa sharaab laa sharaab de Neha Haroon Shayri-e-Sharaab 0 30th April 2003 03:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com