medha ji pehli baar aapki kalam se mukhatib hua hun, aur yakeen maaniye is baat ka afsosh hai ki ab tak aakhir ru-ba-ru kyuN na hua, bahut hi rawaangi bhari peshkash rahi, aur ehsash bhi kaai umda the, umeed karta huN aage v aapko yuNhi padhte rehne ka mauka milta rahegaa...