hi
arun
kya baat ha aapne to gajab likh diya yaar, itni sab agar sahi me mumtaz ha to yaar hume bhi ek tajmahel banane ka moka do yaar, hum aapka sukriya ada karenge.
ye sab to mann ka dokha hai. wo sahjahan tha jiski ek mumtaaj thi,
par ab
me ga to leta hoon magar mera raag bewafa hai
me bajaa to leta hoon magar mera saaj bewafa hai
jee me aata ke banwa doon tajmahal,
magar kya karoon , mera mumtaaj bewafa hai.