Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Imtehan abhi baaki hai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Imtehan abhi baaki hai - 24th September 2015, 11:06 PM

Ai khuda aur kitne imtehan abhi bakee hai,
Jeena padega humeiN jab tak jaan bakee hai.

Chah ker bhi ker nahi sakte kinara tujhse ,
Poore kerne haiN kafi armaan abhi baaki hai.

Kaise kerdeiN ruksat is zindagee ko abhi,
Karz utarne haiN kuch ehsaan abhi bakee hai.

Waqt ke hathoN yuN hi chot khate rahe ,
Naseeb ki giraft meiN gireban abhi bakee hai.

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

Hum tau kerte rahe zindagee se samjhauta ,
Ek din aana maut ka ferman abhi bakee hai

Bewajah befazool guzaar di saree zindagee
Sunani tumhe apni daastan abhi baakee hai.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 24th September 2015 at 11:34 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
25th September 2015, 02:11 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ai khuda aur kitne imtehan abhi bakee hai,
Jeena padega humeiN jab tak jaan bakee hai.

Chah ker bhi ker nahi sakte kinara tujhse ,
Poore kerne haiN kafi armaan abhi baaki hai.

Kaise kerdeiN ruksat is zindagee ko abhi,
Karz utarne haiN kuch ehsaan abhi bakee hai.

Waqt ke hathoN yuN hi chot khate rahe ,
Naseeb ki giraft meiN gireban abhi bakee hai.

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

Hum tau kerte rahe zindagee se samjhauta ,
Ek din aana maut ka ferman abhi bakee hai

Bewajah befazool guzaar di saree zindagee
Sunani tumhe apni daastan abhi baakee hai.
Sanjay ji - Bahut khoob ehsaas hue hai aur aapko mubaarbaad bhi dena chahungaa kyun aapke ehsaason ko nikharte dekha hai maine...har misre par aapki mehnat dikh rahi hai...beharhaal is ghazal ki baat karein to aapka radeef 'abhi baakee hai' thoda stretched lag raha hai agar aap sahi samjhe to ise 'hai bakee' karein to saani mein wazn aayegaa aur sher aur asardaar hoga yeh mera nazariyaa hai, kaafiya bhi ek sher mein thoda durust nahi lag raha hai ek baar dekh le..

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

yaha kaam baaki sheron mein use kiye hue kaafiye se alag hai aap is sher ko aur thoda gaur se dekhe aur marammat karein...

Baaki jaisa ki maine kaha aapki kalam ki rawaangi nikhar rahi hai aur yakeen maaniye behad aachi lagi ye ghazal bas thodi baarekiyon ki kami hai....

Umeed hai aapko meri kahi baat buri nahi lagegi..



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th September 2015, 02:37 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ai khuda aur kitne imtehan abhi bakee hai,
Jeena padega humeiN jab tak jaan bakee hai.

Chah ker bhi ker nahi sakte kinara tujhse ,
Poore kerne haiN kafi armaan abhi baaki hai.

Kaise kerdeiN ruksat is zindagee ko abhi,
Karz utarne haiN kuch ehsaan abhi bakee hai.

Waqt ke hathoN yuN hi chot khate rahe ,
Naseeb ki giraft meiN gireban abhi bakee hai.

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

Hum tau kerte rahe zindagee se samjhauta ,
Ek din aana maut ka ferman abhi bakee hai

Bewajah befazool guzaar di saree zindagee
Sunani tumhe apni daastan abhi baakee hai.


wahhhhhh...kya baat hai, bahut khoobsurat ehsaas......dil se daad hazir hai Sanjay ji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
25th September 2015, 04:12 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ai khuda aur kitne imtehan abhi bakee hai,
Jeena padega humeiN jab tak jaan bakee hai.

Chah ker bhi ker nahi sakte kinara tujhse ,
Poore kerne haiN kafi armaan abhi baaki hai.

Kaise kerdeiN ruksat is zindagee ko abhi,
Karz utarne haiN kuch ehsaan abhi bakee hai.

Waqt ke hathoN yuN hi chot khate rahe ,
Naseeb ki giraft meiN gireban abhi bakee hai.

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

Hum tau kerte rahe zindagee se samjhauta ,
Ek din aana maut ka ferman abhi bakee hai

Bewajah befazool guzaar di saree zindagee
Sunani tumhe apni daastan abhi baakee hai.
namaskaar sanjay ji...

Bahut hee asardaar kalaam pesh kiya hai aapne...har sher pasand aaya mujhe....mast sahab ki baton par bhi zaroor gaur kariyega....
Dher sari daad qubool kijiyega meri taraf se...
Yun hee likhte rahein....aur bhi achcha...

Khush rahiye..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th September 2015, 10:45 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Ai khuda aur kitne imtehan abhi bakee hai,
Jeena padega humeiN jab tak jaan bakee hai.

Chah ker bhi ker nahi sakte kinara tujhse ,
Poore kerne haiN kafi armaan abhi baaki hai.

Kaise kerdeiN ruksat is zindagee ko abhi,
Karz utarne haiN kuch ehsaan abhi bakee hai.

Waqt ke hathoN yuN hi chot khate rahe ,
Naseeb ki giraft meiN gireban abhi bakee hai.

Apni uljhano ke bojh tale dab ke reh gaye ,
Kitne adhure mere kaam abhi bakee hai

Hum tau kerte rahe zindagee se samjhauta ,
Ek din aana maut ka ferman abhi bakee hai

Bewajah befazool guzaar di saree zindagee
Sunani tumhe apni daastan abhi baakee hai.

bahut acchii kavita is baar bhi aapki taraf se ikhi gayee hai sanjay saahab....
likhte rahiye


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com