Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Humourous Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meri Shaadi Part--II
Old
  (#1)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Talking Meri Shaadi Part--II - 11th June 2015, 03:17 PM

Muaziz Dosto, Meri Shaadi--I ka link de raha huuN.. Ussi ki ek kaDi aage le jaate huye ek koshish aap sab ki nazar. Aapke saatTh ka muntizar rahunga.

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78592

Agar aapne oopar link par click kar ke ab tak ki aap beeti paDh lee ho to rukh kareiN aage ki daastaaN sun-ne keliye.


Saale sahib ko bhi 'Saala' bol nahi sakta
DukhoN ka pitara apna khol nahi sakta

Saasu maa to ru-baru aakar daraati haiN
Sotaa huN to khwaab meiN aakar chillati haiN

Sasur ji to khud mere marz meiN mubtila haiN
Issi liye nahi mujhe unn se koi gilaa hai

Dost kehte haiN ke ThoDa sa judaa ho gaya huN
Koun unheiN samjhaaye, shaadi-shuda ho gaya huN

Sochne samajhne ki, quwwat ab nahi hai
Hansa karta Tha kabhi, himmat ab nahi hai

Aaj maiN tamaatar jaisa ho gaya huN yaaro
Sabzi ke wajood meiN kho gaya huN yaaro

Baad mulaa.iza qissa heza, ashk jo gir paDeiN
Ek, do, teen martaba, iss ko phir paDheiN

Baad mulaa.iza qissa heza= After reading the above cited story

Ho sakta hai aap kisi ki hansi wapis laa sakeiN
Mere baad kisi ko shaadi karne se bacha sakeiN


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota

Last edited by Sagar Aashna; 11th June 2015 at 03:57 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th June 2015, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Muaziz Dosto, Meri Shaadi--I ka link de raha huuN.. Ussi ki ek kaDi aage le jaate huye ek koshish aap sab ki nazar. Aapke saatTh ka muntizar rahunga.

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78592

Agar aapne oopar link par click kar ke ab tak ki aap beeti paDh lee ho to rukh kareiN aage ki daastaaN sun-ne keliye.


Saale sahib ko bhi 'Saala' bol nahi sakta
DukhoN ka pitara apna khol nahi sakta

Saasu maa to ru-baru aakar daraati haiN
Sotaa huN to khwaab meiN aakar chillati haiN

Dost kehte haiN ke ThoDa sa judaa ho gaya huN
Koun unheiN samjhaaye, shaadi-shuda ho gaya huN

Sochne samajhne ki, quwwat ab nahi hai
Hansa karta Tha kabhi, himmat ab nahi hai

Aaj maiN tamaatar sa ho gaya huN yaaro
Sabzi ke wajood meiN kho gaya huN yaaro

Baad mulaa.iza qissa heza, ashk jo gir paDeiN
Ek, do, teen martaba, iss ko phir paDheiN

Baad mulaa.iza qissa heza= After reading the above cited story

Ho sakta hai aap kisi ki hansi wapis laa sakeiN
Mere baad kisi ko shaadi karne se bacha sakeiN


Janaab bada hee taras aa gaya hai mujhe aapki ye aapbeeti sunkar...pahli kadi bhi bahut mazedaar thi..aur ye to sone pe suhaga jaisi lagi mujhe...ho sakta hai aapke kuch bhaiyon ko rona aaya ho...par maaf kijiyega mujhe bas hansi hee aayi....

Dua hai...dard me kami aaye..
bahut shukriya hal e dil hamse batne ke liye...
aise hee rangeen kalaam likhte rahein khush rahein...
aate rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th June 2015, 03:51 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Muaziz Dosto, Meri Shaadi--I ka link de raha huuN.. Ussi ki ek kaDi aage le jaate huye ek koshish aap sab ki nazar. Aapke saatTh ka muntizar rahunga.

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78592

Agar aapne oopar link par click kar ke ab tak ki aap beeti paDh lee ho to rukh kareiN aage ki daastaaN sun-ne keliye.


Saale sahib ko bhi 'Saala' bol nahi sakta
DukhoN ka pitara apna khol nahi sakta

Saasu maa to ru-baru aakar daraati haiN
Sotaa huN to khwaab meiN aakar chillati haiN

Sasur ji to khud mere marz meiN mubtila haiN
Issi liye nahi mujhe unn se koi gilaa hai

Dost kehte haiN ke ThoDa sa judaa ho gaya huN
Koun unheiN samjhaaye, shaadi-shuda ho gaya huN

Sochne samajhne ki, quwwat ab nahi hai
Hansa karta Tha kabhi, himmat ab nahi hai

Aaj maiN tamaatar sa ho gaya huN yaaro
Sabzi ke wajood meiN kho gaya huN yaaro

Baad mulaa.iza qissa heza, ashk jo gir paDeiN
Ek, do, teen martaba, iss ko phir paDheiN

Baad mulaa.iza qissa heza= After reading the above cited story

Ho sakta hai aap kisi ki hansi wapis laa sakeiN
Mere baad kisi ko shaadi karne se bacha sakeiN

Allaah re ye tadap aapkiii dekhii nahi jaatii sagar saahab....... aapkaa ye dard dekh kar dil meraa pighlaa jaa rahaa hai aur dil se yahi duaa nikal rahii hai ke Allah aapke ghamon aur dukhonko kam kare aur aapko sukoon de.... sar se paa talak dard me doobaa huaa kalaam...... ise to shayri e dard me honaa chahiye


bhai aapne ehsaan kiyaa hai mujh par ise likh kar aur pahle part ka link dekar warnaa agar aap link nahi dete to ham tadap uThte jab tak isse pooraa na padh lete...... maar daala saahab.. dil nikaal ke rakh diyaa aapne.....
wallaaah subhaan Allaah............

guzaarish hai ke kahin aur mann lagaaen dukhon se dimaag hataaen..... sach kahun to ek ek lafz aisaa lag raha hai ke mere liye hi likhaaa gaya hai..... ye combine comment hai dono parts ke liye.....

dil se repssss added hain........

likhte rahen....


Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th June 2015, 05:19 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post


Janaab bada hee taras aa gaya hai mujhe aapki ye aapbeeti sunkar...pahli kadi bhi bahut mazedaar thi..aur ye to sone pe suhaga jaisi lagi mujhe...ho sakta hai aapke kuch bhaiyon ko rona aaya ho...par maaf kijiyega mujhe bas hansi hee aayi....

Dua hai...dard me kami aaye..
bahut shukriya hal e dil hamse batne ke liye...
aise hee rangeen kalaam likhte rahein khush rahein...
aate rahein..

Chalo koi to hai jo taras khaa raha hai mere inn halaat par.
Mujhe aapse yehi ummeed Thi Madhu ji

Aage bhi sahaanubhooti ka izhaar karte rahiyega. Mera mann bhi halqa ho jaaya karega.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th June 2015, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Allaah re ye tadap aapkiii dekhii nahi jaatii sagar saahab....... aapkaa ye dard dekh kar dil meraa pighlaa jaa rahaa hai aur dil se yahi duaa nikal rahii hai ke Allah aapke ghamon aur dukhonko kam kare aur aapko sukoon de.... sar se paa talak dard me doobaa huaa kalaam...... ise to shayri e dard me honaa chahiye


bhai aapne ehsaan kiyaa hai mujh par ise likh kar aur pahle part ka link dekar warnaa agar aap link nahi dete to ham tadap uThte jab tak isse pooraa na padh lete...... maar daala saahab.. dil nikaal ke rakh diyaa aapne.....
wallaaah subhaan Allaah............

guzaarish hai ke kahin aur mann lagaaen dukhon se dimaag hataaen..... sach kahun to ek ek lafz aisaa lag raha hai ke mere liye hi likhaaa gaya hai..... ye combine comment hai dono parts ke liye.....

dil se repssss added hain........

likhte rahen....


Shaad......
Jenab aap bhi samajh gaye mera dard, mujhe bohot sukoon mila.
Aur jahaN tak rahi aapki baat, to mujhe andaaza hai ke aapka haal bhi kuchh issi tarah ka hoga, tabhi aap khud ko co-relate kar paaye haiN aap.

Bohot bohot shukriya dard baantne keliye. Dost to wohi hai jo dard baaNt le


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
16th June 2015, 10:45 PM

Sagar sthana ji aakhiri vala sher sabse jyada pasand aya.. Lol
Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
17th June 2015, 08:40 AM

Sagar sahab...aapki aap beeti sun kar mujhe apni bhi yaad aa gayi.........kuch Aida hee haal mera bhi hai.....maza aa gaya vaise padkar.....apni begum ko bhi padaiye kabhi....aur humerous ho jayega.....lazawaab...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
17th June 2015, 12:25 PM

khoob manzar kheencha hai sagar bhai bahut khoob
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
19th June 2015, 11:30 AM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Sagar sthana ji aakhiri vala sher sabse jyada pasand aya.. Lol
Akant...

Akant ji, mashkoor hooN aapka jo aapne nazar-e-inaayat rakhi hai meri koshish par. Rahi aakhiri sheyr ki baat, to meri bas chhoti si koshish thi logoN ko bachaane kii
Aapko achha laga, meri khush naseebi.
SaaTh dete rahiye.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
1st July 2015, 06:06 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Muaziz Dosto, Meri Shaadi--I ka link de raha huuN.. Ussi ki ek kaDi aage le jaate huye ek koshish aap sab ki nazar. Aapke saatTh ka muntizar rahunga.

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=78592

Agar aapne oopar link par click kar ke ab tak ki aap beeti paDh lee ho to rukh kareiN aage ki daastaaN sun-ne keliye.


Saale sahib ko bhi 'Saala' bol nahi sakta
DukhoN ka pitara apna khol nahi sakta

Saasu maa to ru-baru aakar daraati haiN
Sotaa huN to khwaab meiN aakar chillati haiN

Sasur ji to khud mere marz meiN mubtila haiN
Issi liye nahi mujhe unn se koi gilaa hai

Dost kehte haiN ke ThoDa sa judaa ho gaya huN
Koun unheiN samjhaaye, shaadi-shuda ho gaya huN

Sochne samajhne ki, quwwat ab nahi hai
Hansa karta Tha kabhi, himmat ab nahi hai

Aaj maiN tamaatar jaisa ho gaya huN yaaro
Sabzi ke wajood meiN kho gaya huN yaaro

Baad mulaa.iza qissa heza, ashk jo gir paDeiN
Ek, do, teen martaba, iss ko phir paDheiN

Baad mulaa.iza qissa heza= After reading the above cited story

Ho sakta hai aap kisi ki hansi wapis laa sakeiN
Mere baad kisi ko shaadi karne se bacha sakeiN
Waah waaah waaah

ye to pehle se bada dhamaaka hai. ek dum nuclear bomp hansi ka!!

mazza aa gaya

REps nahi de sakti kyunki dene nahi dega ye system magar agar mere basmein hota to isey 5- 10 reps to de hi daalti..:

ye itna badhiya hai youtube par gaa kar daalo hit ho jaayega.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
16th July 2015, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Sagar sahab...aapki aap beeti sun kar mujhe apni bhi yaad aa gayi.........kuch Aida hee haal mera bhi hai.....maza aa gaya vaise padkar.....apni begum ko bhi padaiye kabhi....aur humerous ho jayega.....lazawaab...

Achha laga jenaab jaan kar ke aapka bhi haal kuchh aisa he hai.
Zyada tar logoN ka haal aisa he hoga mujhe lagta hai

aur haan, agar begum ko paDhaaya to agli dafeh shayri-e-dard pe he milungaa, aur kahiN pe bhi nahi

Shukriyaa saaTh dene keliye.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com