Main Nahin Darta Parlya Say Mout Yaa Toofaan Say.. -
7th September 2009, 01:02 PM
Ek student ka jivan .....kaisa hota hai kya aapnay mehsoos kiya hai..............?
Kitni mehnat kay baad wo fal ki kaamna karta hai ............ Kabhi socha hai aapnay ...............???????????
Aap bhi kabhi student thay kaisa tha aapka jivan
Bas aise hi kuch lamhoo ko kagaz per utara hai maine........ Un khatti methi yaadon ko sanjo kar rakha tha ...........jab main bhi student tha...... Bas aap sabhi say ek vinti hai ki ager meri kavita aapko pasand aaye to
hoslaaffzai ZAROOR kiyega........
Ab har sabject ko hi dakhiye wo kitni jehmat kata hai um main safal honye kay liye...............
cont.........2
subject:
MATH :- aank kay atirikat mujhko aur kuch bhata nahi,
kya karron lekin guna karna mujhay aata nahin ..
aakal alzabra humari jayegi jad say pacha,
teen main say chai gaye aur kya baaki bacha....
ITIHAAS :- hai naash ho itihaas ka san kay samnder beh gaye ,
mar gaye wo log ronay kay liye hum raha gaye ...
sharjahan ,babar,humayoun aur akhbar aap tha,
koun tha beta na janye koun kiska baap yha....
BHUGOLE :- bhugool mein gat varsh aaya gol hai kaise dhara,
aur maine ek pal main likh diya uttar khara..
gol hai puri kachori,poop papad gol hai gol, hai ladoo,jalaybi,rashgulla bhi gol hai.. golgappa gol hai muha bhi humara gol hai
is liye hay master ji yeh dhara bhi gol hai..
to cont...............
plz wait ...............
aapka vichitra
Yeh manjilen yeh rastay mushkilo bhari yeh dager.....
Tu nahin hai mere sath to mushkilo ka hai safer......
Tham lay tu mera daman meri khushiyan nahi hai koi.....
Na meri manjil na mera karwaan na humsafer hai koi............
|