Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb.......Ghazal
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb.......Ghazal - 14th July 2009, 04:12 AM

aadaab dosto

dostoN aur khair-khwaahoN ki bohat de'r se shikaayateN aa rahi haiN ke mehfil meiN aap shirkat nahiiN karte ab miyaaN uski wajaah yeh hai ke tabiyat in dinoN kuch aisi hai ke jism sheeshe ke ghar ki maaniNd maloom hota hai

ba-har-haal ek Ghazal haazir hai, saada si hai dekheN shaayad kisi kaam ki ho


mula'iiza farmaayeN :




kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb





maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#2)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
14th July 2009, 06:06 AM

Hello sir,

First of all I'm feeling so nice to be the first one to reply ur post ... just feeling lucky!!!

kaise hain aap?

aapki ki ghazal behaat aur bahut pasand aayiii... kayii barr hum kuch beyaan nahi kar paaten hain ..kuch esi hi hain aapki ghazal..

umeed karti hu hume aapki aur ghazal's ke saath aate raaye

aate rahye mehfil saajte rahye....

Dua karti hu aapki har ek khwaish purii ho ... zindgaii kaun sa rukh modh leti yeh koi nahi jaanta

take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th July 2009, 07:12 AM

maikash saheb . pahli baar padh raha hun aapko ......
lekin is gahzal ke baad apki bahut ghazlen padhi maine ....
bas kya batyen shaeb

khuda kare zor-e-kalam aur jyada...............

__

kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

sahi bahut sahi ..........

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

kya baat hai . umda kaha hai apne....... khyaal sada sa aur itna sadaa byaan ki intaa ho gayee


mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

ye to bas ..... ji bas
kash aisa kuch humme bhi hota badi baten chote se misre mai ......
kyaa baat hai


umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

khoob ji khoob ...........

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

jabardast ..........
koe jabab nahi ..... mere pas


maine apki kuch hi ghazel padhi hai .....
par ye wali to kyamat hai ........
bahut saaf khyaal saaf byaan hai

aisa kuch mujhme bhi aa jaye ... kash

aap likhte rahe ... aur hume padhate rahe
kahi bhi likhe hume zaroor batyen
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
14th July 2009, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post


kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb



maikash



Mashallah behad khoobsurat likha hai aapne Maikash jii.......har sher lajawaab hai ,saari kahani chand lafzoN me bayaaN kardi hai aapne......

yuhi mehfil me shirkat kiya kijiye......

duaoN ke saath.......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
14th July 2009, 01:41 PM

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb


Maikash bhai,

Bahut khoob likha hai aapne....Bahut khushi hoti hai aapko mehfil me shirkat karte dekh... yun hi aate rahiye aur apna khayaal rakhiye.... Dil se daad haazir hai aapke liye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
14th July 2009, 04:30 PM

AadaaB Maikash Jee

Subhan Allah...... Aapki gazal ne hume bahut mutasir kiya hai...
Aaj ek behtreeN gazal per dil se nikali daad kabool kijiye..........

Khuda aapko salamt rakhe,
Aur bhi aisi behtreen gazal aapke kalam se nikalti rahe ..
Yehi dua rahengi humari...

Khush rahiye, Bazam mein aate rahiye...
Khuda Hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th July 2009, 11:49 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab dosto

dostoN aur khair-khwaahoN ki bohat de'r se shikaayateN aa rahi haiN ke mehfil meiN aap shirkat nahiiN karte ab miyaaN uski wajaah yeh hai ke tabiyat in dinoN kuch aisi hai ke jism sheeshe ke ghar ki maaniNd maloom hota hai

ba-har-haal ek Ghazal haazir hai, saada si hai dekheN shaayad kisi kaam ki ho


mula'iiza farmaayeN :




kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb





maikash


Maikash jiiii namaskaar....lijiye hum aapki gazal par phir se hazir haiN, bahut kuch poochna chah rahi hoon par yeh soch kar nahi poooch rahi ki aap phir kaheNge ki aap etne mushkil sawaal kyuN poocti ho

sirf gazal ki hi baat kareN to SAHEB gazal ka har sher masha-allah...kehar barpa raha hai.....sabhi sher ek se badkar ek hai.

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb


es sher se bahut kuch samaj mein aa raha hai phir bhi agar aap mere pm ka reply tafseel se deNge to jayada accha hoga

apni sehat ka khayal rakhiye
bhagwaan ji aapko acchi sehat aur lambi umr deN....ameeN

duao.n ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
15th July 2009, 12:41 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Hello sir,


Hello jee


pehle to ba-sad-mazrat aapse guzaarish hai ke "sir" mat kahiye, maiN is khitaab ke laayaq harGhiz nahiiN huuN



First of all I'm feeling so nice to be the first one to reply ur post ... just feeling lucky!!!


This little comment made me smile, not that i deserve such importance, its just nice.

kaise hain aap?

agar yeh kahuuN ke "achcha huuN" to jhooth hoga, ba-har-haal saaNs abhi chal rahi hai so ganiimat hai


aapki ki ghazal behaat aur bahut pasand aayiii... kayii barr hum kuch beyaan nahi kar paaten hain ..kuch esi hi hain aapki ghazal..


aapki hauslaa-afza'ii hai, daad sar aaNkhoN par, bohat shukriya

umeed karti hu hume aapki aur ghazal's ke saath aate raaye

aate rahye mehfil saajte rahye....


aane waale kuch dinoN meiN yeh kohshish bhar'puur rahegi ke kuch na kuch mehfil ki nazar karta huuN, ummiid hai ke yeh har'chaNd badalne waali tabiyat is baar bhi dhokha nahiiN degi


Dua karti hu aapki har ek khwaish purii ho ... zindgaii kaun sa rukh modh leti yeh koi nahi jaanta



mohtarma jab koii khwahish hai hi nahiiN to puuri kya hogi, ziNdagi ke muttal'liq aapka tab'sraa durust hai

take care


you too

aapki duaaoN ka tah-e-dil se mashkuur-o-mamnoon huuN


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 26th July 2009 at 12:38 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
15th July 2009, 12:43 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb
Maikash Ji...........aapki SAHEB nazm ke sabhi sher zindgi ke chote-chote pehluo ko bahut hi sanzidgi ke saath chhute hai.....bahut khoob likha hai aapne........dil se daad detaa hu....har ek sher ko..........

aap apna khayal rakhiyega......god aapko hamesha sehatmand rakhe.......




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 15th July 2009 at 12:50 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#10)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
15th July 2009, 05:18 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post


mula'iiza farmaayeN :




kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb





maikash



aadab maikaash ji........
its very difficult for me to express my feelings about your wordings.......
har ek sher laazawaab......
hats off......
Reps++++++
apna khyaal rakhiye.....
aapki gazal ka intzaar rahega....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
16th July 2009, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
maikash saheb . pahli baar padh raha hun aapko ......
lekin is gahzal ke baad apki bahut ghazlen padhi maine ....
bas kya batyen shaeb

khuda kare zor-e-kalam aur jyada...............

__

kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

sahi bahut sahi ..........

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

kya baat hai . umda kaha hai apne....... khyaal sada sa aur itna sadaa byaan ki intaa ho gayee


mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

ye to bas ..... ji bas
kash aisa kuch humme bhi hota badi baten chote se misre mai ......
kyaa baat hai


umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

khoob ji khoob ...........

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

jabardast ..........
koe jabab nahi ..... mere pas


maine apki kuch hi ghazel padhi hai .....
par ye wali to kyamat hai ........
bahut saaf khyaal saaf byaan hai

aisa kuch mujhme bhi aa jaye ... kash

aap likhte rahe ... aur hume padhate rahe
kahi bhi likhe hume zaroor batyen
janumanu saheb aadaab


aapne mujh na ehl ki kaavish to pehli baar padha aur us par apni pasaNdiidagi ki mohar bhi lagayi ye mere liye behadd khushi ki baat hai


daad ke liye shukruguzaar huuN aur ummiid karta huuN ke duusri Ghazliiyaat bhi aapko pasaNd aayeNgii


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#12)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
18th July 2009, 11:01 AM

Very beautiful lines Maikash,

these two were terrific

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
21st July 2009, 03:38 PM

azeez maikash bhaii,

kaise ho? oopparwaala aap ko khushiyaa.n aur achchi sehat ataa kare..

aaj kaafi dino ko aap ko paDhne ka mauqa milaa..

aap ki yeh Ghazal behad achchhi lagiii.. aap shayri.com ke un logo.n me.n shaamil hai.n jin ke Ghazalo.n se mai.n bohat zyaadah prbhavit hota huu.n, ya phir yeh kahuu.n to bhi Ghalat nahii.n hoga ki, shayri.com par mere sab se pasandidah shayar aur insaan aap hi hai.n .. aur mai.n hamesha sab se yeh kahta huu.n ki sher kaho to maikash ke jaise

maikash bhaii, aap ne is Ghazal par jo radeef liya hai woh bohat dilkash hai aur mujhe behad zyaadah pasand bhii hai.. kaii baar koshish kii,ki is radeef par ek Ghazal likhuu.n par, kaii baar waqt ki kamii aur kaii baar ehsaas ki kamii ke liye Ghazal matle se aage nahii.n baDhaa paaya.. ab to pata bhi nahii.n ki woh matla kahaa.n hai....

khair, ab aap ki Ghazal par aate hai.n..

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

kuchh der pahle, interview waale thread par aap ka post dekha tha, aur ab yeh sher ... ek aashiq ke dil ki baat aur dil ka dard bhala aap se behtar kaun jaan sakta hai... sher behad khuub hai!

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb.

waah wa! waah wa!

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

bohat khuub!

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb

shaandaar maqta! daad!

maiksah bhai, mai.n bhi yahi kahta huu.n, maikash bhaii ki guzre huye din nahii.n lauTe.nge, to, phir guzre huye lamho.n me.n jeena khaa.n tak sahii hai.. behtar hai, ki guzre huye din ko na rokar aane waale din ko haseen banaane ki ksohish kii jaaye!

Ghazal par dhero.n daad aur mubaaraq baad!

apna khayaal rakhiye

Mayank










  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
22nd July 2009, 07:24 PM

Huzur Maikash Sahab...Sat Sri Akal...

aaj ek arse baad Pulkit ki "Pehli Koshish" ka reply is bazm mein keench laya...aapka kalaam dekha to ruk gaya...kyunki ...aapko padne ka bahut kam mauka milta hai....

aapki kalaam mein abhi bhi vo tez hai...

Aapka apna...........



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
22nd July 2009, 07:49 PM

Sir,
Really Aapne kalam tod diye aur roshnai pee gaye, Superb! bahut hi achchha likha hai. Dil se daad kubul kijiye. Ye teen sher to tremendous, elegant, mind blowing and whatelse a man can admire-everything hai Ji. Bahut hi khoob

Ab Aap itni pyaari rachnaaye laane meiN itni der karenge to hum Fan log to pareshaan honge hi.

Upar walaa aapko achchhi sehat de (Hope you get well soon).

Take care



umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb


nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb


With best wishes

-Rashid




Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab dosto

dostoN aur khair-khwaahoN ki bohat de'r se shikaayateN aa rahi haiN ke mehfil meiN aap shirkat nahiiN karte ab miyaaN uski wajaah yeh hai ke tabiyat in dinoN kuch aisi hai ke jism sheeshe ke ghar ki maaniNd maloom hota hai

ba-har-haal ek Ghazal haazir hai, saada si hai dekheN shaayad kisi kaam ki ho


mula'iiza farmaayeN :




kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb





maikash



Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

   
Reply With Quote
Old
  (#16)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
23rd July 2009, 02:52 AM

MaikasH Sahib!...

Kaafi SaMay BaaD aaYa Mehfil MeiN... AaP Ke QalaaM paR nazaR gayi Aur Usko Pade Bina Raha nahiN Gaya!!!

Sach kahE to PuraNe Din AaJ bhi BahuT yaaD aaTe Hai... PaR ab Vo kaBhi WaPas nahiN aa SakTe! BeeTa hua LamHa Jaane Ke BaaD laautTa nahIN hai!

behaD purasar Qalaam likha AaP Ne... Padne Ke baaD Aaisa Lega Jaisa ki Aapne Hum ko Likh Diya! .. Wahh JanaB kya likha hai! AaP ne!

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

Ek Sach ...

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

Behad Khoob SuraT AlfaaZon se TareeF Poori NahiN ho sakTi hai!

QalaaM ApanE AaP mein Ek TareeF hai!

Khayal RakhiiyeGa!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd July 2009, 11:51 AM

maiQash saahib !

janaab kaisii tabiiyat hai aapki ... ?

behad purasar ghazal kahii aapne , ek arse ke baad parha aapko ...

aapse guzaarish hai ki buzm meiN shirkat farmaate raheiN aur apnii sukhanfahmii se nawaazte raheiN !

daad Qabuul farmaaye ...

apna khyaal rakheiN !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th July 2009, 12:43 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Mashallah behad khoobsurat likha hai aapne Maikash jii.......har sher lajawaab hai ,saari kahani chand lafzoN me bayaaN kardi hai aapne......

yuhi mehfil me shirkat kiya kijiye......

duaoN ke saath.......


Zainy sahiba, aadaab


hausla-afza'ii ke liye behadd shukurguzaar huuN jee aapka


ummiid to hai ke aane waale kuch roz mehfil meiN haaziiri lagtii rahe, kohshish to ba-har-haal rahegi


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#19)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th July 2009, 01:02 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb


Maikash bhai,

Bahut khoob likha hai aapne....Bahut khushi hoti hai aapko mehfil me shirkat karte dekh... yun hi aate rahiye aur apna khayaal rakhiye.... Dil se daad haazir hai aapke liye...

Pulkit miyaaN

namaste


bhai raaz ki yeh hai ke yeh Ghazal mehfil ki nazar faqat aapki ki wajah se huii hai, aapne meri dukhtii rag ko kuch is tarah se cheRaa ke Ghazal post karni paDii vagarnaa yeh Ghazal bhi pata nahiiN kitni aur GhazloN ki tarah radii ki kisi Tokarii meiN paDii hoti


ba-har-haal aap ne daad se nawaaza, shukriya


dekheN phir dobara kab mulaaqaat ho


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#20)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th July 2009, 01:05 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
AadaaB Maikash Jee

Subhan Allah...... Aapki gazal ne hume bahut mutasir kiya hai...
Aaj ek behtreeN gazal per dil se nikali daad kabool kijiye..........

Khuda aapko salamt rakhe,
Aur bhi aisi behtreen gazal aapke kalam se nikalti rahe ..
Yehi dua rahengi humari...

Khush rahiye, Bazam mein aate rahiye...
Khuda Hafez.....


aadaab miyaaN

bhaii yeh baat mere liye baa'is-e-massarrat hai ke mujh naalaayiq ki yeh adnaa si kaavish aap jaise saahib-e-shauq ko mutaasir karne ke kaam bhi aa sakti hai

sitaayish ke liye shukriya qabuul farmaayeN



rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
27th July 2009, 11:23 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
Pulkit miyaaN

namaste


bhai raaz ki yeh hai ke yeh Ghazal mehfil ki nazar faqat aapki ki wajah se huii hai, aapne meri dukhtii rag ko kuch is tarah se cheRaa ke Ghazal post karni paDii vagarnaa yeh Ghazal bhi pata nahiiN kitni aur GhazloN ki tarah radii ki kisi Tokarii meiN paDii hoti


ba-har-haal aap ne daad se nawaaza, shukriya


dekheN phir dobara kab mulaaqaat ho


rab raakha
maikash
Maikash bhai,

Aapka dil dukhaane kaa yaa puraani baatein kuredne ka to mera katai iraada nahin thha... Magar mujhe is baat ki khushi hai ke aapne mehfil me is bahaane shirkat to kii...

Bhai... you are one of those people, whom many of aspiring shayars look up to and yours being present on the site would kep them associated too...

Read your reply on Kshitiz's post... Aapne jin teen logon ki baat kii, un teenon ki hi mehfil me shirkat bahut kam ho gayi hai... Magar mujhe yakeen hai aapko yahaan dekh, woh khud ko rok nahin paayenge...

Meri yeh personal request hai aapse... ke yahaan aate rahiyega... apna acche se khayal rakhiye... God Bless...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
27th July 2009, 12:25 PM

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb


maikasH sahab,

aadaab,

bahot umda ghazal hai..yeh sher to jaise dil me ghar kar gaya..god bless u...khush rahiye aur mehfil haiN shirkat karte rahiye..

cheers,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
1st August 2009, 01:16 PM

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb



nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb



Huzur,

Tasleemaat.....


Tafseelee khat apki pichlee ghazal pe likh chukee hei Maham aur baar baar apni tafseelee baat se apko nahi pershan karna chahtee hei ,

Bas itna hee ke ye ghazal bhi apki hasb e riwayat behud dil ke qareeb lagee aur dil ko ishee wajhe se shayed bhali lagee......

Jo ashaar ap ke raqam kiye vo khaaskar ruh pe naqsh bana gaye

Ajub bebasi hei ye ishq ki ...........jo in ashaar mein mehsus kee Maham ne

Daad , gu ke dene ka saleeqa nahi , magar haazir karte chalen socha,

Sada khush rahayae

Maham Azmi
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
5th August 2009, 05:19 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Maikash jiiii namaskaar....lijiye hum aapki gazal par phir se hazir haiN, bahut kuch poochna chah rahi hoon par yeh soch kar nahi poooch rahi ki aap phir kaheNge ki aap etne mushkil sawaal kyuN poocti ho

sirf gazal ki hi baat kareN to SAHEB gazal ka har sher masha-allah...kehar barpa raha hai.....sabhi sher ek se badkar ek hai.

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb


es sher se bahut kuch samaj mein aa raha hai phir bhi agar aap mere pm ka reply tafseel se deNge to jayada accha hoga

apni sehat ka khayal rakhiye
bhagwaan ji aapko acchi sehat aur lambi umr deN....ameeN

duao.n ke saath


Sunita Jee

namaskaar


meri Ghazal par aapka phir se swaagat hai


aapne to mushkil sawaal puuchne meiN koi degree kee maloom hoti hai !!


jo ash'aar aapko pasaNd aaye unke liye shukriya "Tikaa" lijiye


aur aap kehti haiN ke maqte se aapko kuch-kuch samajh aaya to us par mera kehna yeh hai ke duusrey ash'aar bhi "youN hi" nahiiN kahe gaye , aap ishaara samjheiN to janaab Javed Akhtar saheb ka ek she'r hai :


talkhiyaaN kaise na hoN ash'aar meiN
mujh pe jo guzrii mujhe hai yaad sab




in dinoN mere message box ka buraa haal hai lekin aapse vaada hai ke jaane se pehle har ek khat ka jawaab tafseel se zaroor duuNga, aap dheeraj rakhiye



rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#25)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
16th August 2009, 01:45 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Maikash Ji...........aapki SAHEB nazm ke sabhi sher zindgi ke chote-chote pehluo ko bahut hi sanzidgi ke saath chhute hai.....bahut khoob likha hai aapne........dil se daad detaa hu....har ek sher ko..........

aap apna khayal rakhiyega......god aapko hamesha sehatmand rakhe.......
Naresh saheb

namaste

bhai daad aur duaaoN ke liye khaaksaar ka shukriya "Tikaa" lijiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#26)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
27th July 2011, 03:34 PM

Maikash Sahab
Aadaab !

Do Din Se Garmaa Garam Bahas Dekh Aur PaDhkar ... Kahi Aapki Yeh Ghazal Zehan MeN Utar Aai ... Aaj Phir Se Isse PaDhaa Toh ... Wahi Taazgi Mili ... Bahut Umdaa Khayaalaat Arz KiyeN HaiN .... Khaaskar Yeh Do Sher Zehan MeN Der Tak Thahar Gaye ....

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb


Ek Baar Phir Se Dil se DheroN Daad Aur Mubaaraqbaad Qubuul KareN ... !


Khush RaheN ... !
Apna Theek Se Khayaal RakheN ... !
DuaaoN Ke Saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#27)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
27th July 2011, 04:53 PM

Maikash bhai
aadaab
aaj phir kaafi arse baad yahan aana huaa.
aap ke kalaam ko parhe baghair raha naheenjaa sakta.
bohat khoob janaab.
choti behar, aap ka tishna aur barjast lehja, gham e jaanaan aur gham e zamaana ka khoobsurat imtizaaj.
kyaa baat hai.
jitni daad aapko utni hi mere bhai pulkit ko bhi.
bohat bohat shukriyaa aap ka.
God bless you.
regrds
musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
27th July 2011, 05:49 PM

Quote:
Originally Posted by musharrafhusain View Post
Maikash bhai
aadaab
aaj phir kaafi arse baad yahan aana huaa.
aap ke kalaam ko parhe baghair raha naheenjaa sakta.
bohat khoob janaab.
choti behar, aap ka tishna aur barjast lehja, gham e jaanaan aur gham e zamaana ka khoobsurat imtizaaj.
kyaa baat hai.
jitni daad aapko utni hi mere bhai pulkit ko bhi.
bohat bohat shukriyaa aap ka.
God bless you.
regrds
musharrafhusain

aadaab musharraf bhai,

ek ar'sey baad aapse muKhaatib ho raha huuN, Ghzal ki paza'raii ke liye shukurguzaar huuN aapka, wazan meiN thoDi gadbadation hai , iski ek duusri suurat shayad Ghar meiN kisi kaGhaz par paDii huii hai kisi koney meiN

aap un giney-chuney logoN meiN se ek haiN jinko maiN aksar is bazm meiN dhooNdta rehta huuN

bohat khushi huii aapko yahaaN dekh kar

mehr'baani karke aate raha kariye

rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 27th July 2011 at 06:21 PM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
27th July 2011, 05:52 PM

maikaSh bhaiya:

SSA

bas itnaa hi kahuNgaa ki aapki GhazaloN ko paDhnaa aik alag hi baat haii.. ehsaas laa-jawaab! dil se daad aur duaaeN

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

Jai Shree Krishnaa

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
27th July 2011, 05:52 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Maikash Sahab
Aadaab !

Do Din Se Garmaa Garam Bahas Dekh Aur PaDhkar ... Kahi Aapki Yeh Ghazal Zehan MeN Utar Aai ... Aaj Phir Se Isse PaDhaa Toh ... Wahi Taazgi Mili ... Bahut Umdaa Khayaalaat Arz KiyeN HaiN .... Khaaskar Yeh Do Sher Zehan MeN Der Tak Thahar Gaye ....

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb


Ek Baar Phir Se Dil se DheroN Daad Aur Mubaaraqbaad Qubuul KareN ... !


Khush RaheN ... !
Apna Theek Se Khayaal RakheN ... !
DuaaoN Ke Saath ... !


Ghazal is qaabil nahiiN hai jitni daad apne di, shukriya bhai


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#31)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
28th July 2011, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab dosto

dostoN aur khair-khwaahoN ki bohat de'r se shikaayateN aa rahi haiN ke mehfil meiN aap shirkat nahiiN karte ab miyaaN uski wajaah yeh hai ke tabiyat in dinoN kuch aisi hai ke jism sheeshe ke ghar ki maaniNd maloom hota hai

ba-har-haal ek Ghazal haazir hai, saada si hai dekheN shaayad kisi kaam ki ho


mula'iiza farmaayeN :




kya piiyeN, kya chhalkaayeN saheb
buuNd-buuNd pe kya itraayeN saheb

chhoR deN usko, bhool jaayeN saheb
hau'sla itna kahaaN se laayeN saheb

mohabbat ki mareez-e-Gham se baateN
inko lil'laah chup karaayeN saheb

umr bhar aik hi mushkil rahi hai
kis tarah dil ko behlaayeN saheb

uTh chuke haiN raah tak'ne waale
ab aap aayeN ya na aayeN saheb

kaun ki raah, raah-e-maqtal hai
be-jhijhak huqm farmaayeN saheb

nahiiN lauTeNge ab guzre hue din
kaise "maikash" ko samjhaayeN saheb





maikash
Ji Very Nice Creation.................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com