Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
pyari maa
Old
  (#1)
fairy
Registered User
fairy is on a distinguished road
 
fairy's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
pyari maa - 18th August 2008, 02:58 PM

salam
dosto main ek nazam likh rahi hon shayed aaplogon ko pasand aye.ager galti hujaye to use bhol samajh kar maf kardena

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye
pyari maa mujh ko teri dua chahiye

lori gaga ke mujh ko sulati hai to
muskura ker sawere jagati hai to
mujh ko iss ke siwa our kiya chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri mumta ke saye main pholo phalo
tham ker teri ungli main badhti chalon
aasra bus tere pyaar ka chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri kidmut se duniya main azmat mari
tere paao(payer) ke niche hai janaat mari
umar bhar sar per tera saya chahiye.

pari maa mujh ko teri dua chahiye
teri anchal ki thandi hawa chahiye
pari maa mujh ko teri dua chahiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
18th August 2008, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by fairy View Post
salam
dosto main ek nazam likh rahi hon shayed aaplogon ko pasand aye.ager galti hujaye to use bhol samajh kar maf kardena

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye
pyari maa mujh ko teri dua chahiye

lori gaga ke mujh ko sulati hai to
muskura ker sawere jagati hai to
mujh ko iss ke siwa our kiya chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri mumta ke saye main pholo phalo
tham ker teri ungli main badhti chalon
aasra bus tere pyaar ka chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri kidmut se duniya main azmat mari
tere paao(payer) ke niche hai janaat mari
umar bhar sar per tera saya chahiye.

pari maa mujh ko teri dua chahiye
teri anchal ki thandi hawa chahiye
pari maa mujh ko teri dua chahiye...


bahut hi pyare ehsaas hai.....sach hi to hai,is k siva kisi ki kya chahat ho sakti hai.....khooobsurat khwahish hai.....likhte rahiye...yun hi....

aapka dost....
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
fairy
Registered User
fairy is on a distinguished road
 
fairy's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
19th August 2008, 07:55 AM

shukriya raj aap ne iss ehsaas ko samjha our pasand kiya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
Sad 8th September 2008, 04:15 PM

Quote:
Originally Posted by fairy View Post
salam
dosto main ek nazam likh rahi hon shayed aaplogon ko pasand aye.ager galti hujaye to use bhol samajh kar maf kardena

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye
pyari maa mujh ko teri dua chahiye

lori gaga ke mujh ko sulati hai to
muskura ker sawere jagati hai to
mujh ko iss ke siwa our kiya chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri mumta ke saye main pholo phalo
tham ker teri ungli main badhti chalon
aasra bus tere pyaar ka chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri kidmut se duniya main azmat mari
tere paao(payer) ke niche hai janaat mari
umar bhar sar per tera saya chahiye.

pari maa mujh ko teri dua chahiye
teri anchal ki thandi hawa chahiye
pari maa mujh ko teri dua chahiye...
Hi Fairy,

Aapke in alfaazon ne mujhe meri maa ki yaad dila di. Mere ye alfaaz unhe shradhanjali dene ke liye hain:

Maa tere aanchal ke siwa, aur is jahan mein kuch bhi nahin
Bas ek tere naam ke siwa, aur is jubaan pe kuch bhi nahin
Maa tu mujhe akela chhod, kyu mujhe door chali gayi
Tere kadmo ko choone ke siwa, is dil mein armaan kuch bhi nahin
Maa tu kahan ja rahi hai, maa tu door mat ja
Tere pyaar ko tarasta hu maa, aa mere paas aaa
Teri yaad mein mar raha hu maa, aa mere paas aaaaaa.


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#5)
fairy
Registered User
fairy is on a distinguished road
 
fairy's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
9th September 2008, 06:00 PM

shukriya amitji. aap ka jo ehsaas hai apni maa ke liye dil chone wala hai


manzeel unhi ko milti hai jinke hawsle buland hotehain
pankho se kuch nahi hota hawslo se udan hoti hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th October 2008, 09:03 PM

very nice........keep it up.......

zainy
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
22nd April 2009, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by fairy View Post
salam
dosto main ek nazam likh rahi hon shayed aaplogon ko pasand aye.ager galti hujaye to use bhol samajh kar maf kardena

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye
pyari maa mujh ko teri dua chahiye

lori gaga ke mujh ko sulati hai to
muskura ker sawere jagati hai to
mujh ko iss ke siwa our kiya chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri mumta ke saye main pholo phalo
tham ker teri ungli main badhti chalon
aasra bus tere pyaar ka chahiye.

pyari maa mujh ko teri dua chahiye
tere anchal ki thandi hawa chahiye

teri kidmut se duniya main azmat mari
tere paao(payer) ke niche hai janaat mari
umar bhar sar per tera saya chahiye.

pari maa mujh ko teri dua chahiye
teri anchal ki thandi hawa chahiye
pari maa mujh ko teri dua chahiye...
very nice.............................................. .......I'm speechless!!


"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Pyari si ...... ravi_thepoet Shayri-e-Ishq 0 5th January 2006 01:05 PM
Pyari Si... munazzah Anjuman-e-Shayri 5 3rd August 2005 08:30 PM
pyari pyari awaaz Aapki Shayri 1 23rd June 2005 10:48 PM
Pyari Maa gooddo Hindi Kavitayen 0 27th April 2004 06:31 PM
Maa Pyari Maa KHUSHBOO™ Shayri-e-Ishq 8 14th March 2004 08:37 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com