Quote:
Originally posted by farhana
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
main achhi buri jaisi bhi hu
tu achha bura jaisa bhi hain
main teri hu kaisi bhi hu
tu mera hain kaisa bhi hain - 2
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
toote hue dil ki kashti ko
toofan mein kinara mil jaaye
tu thaam le mera haath agar
dono ko sahara mil jaaye
tera gham mera gham ek jaisa sanam - 2
hum dono ki ek kahani
aaja lag ja gale dil jaani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
|
Tumhari post k title ko dekha to mujhe gham ki jagah ghar dikha
Nazar ka dokha
Jagjit chitra ji yaad gaye"Ye tera ghar ye mera ghar,ishko dekhna ho agar" post nahi ki ho ab tak to post karna ok Ye song aaj hi suna shayad acha hai..Take care