Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ab wafa ki talash me koi na jaye
Old
  (#1)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
Arrow ab wafa ki talash me koi na jaye - 24th October 2016, 12:52 PM

Talashe wafa. Jab jari hua
sharef log badnam nazar aye

kon kare sawal unse wafa ka
Miti ke chirag mehlon me nazar aye

tofiq ka salika ajab dekha ya khuda
badnam rahe Jo mohsin nazar aaye

guzar ho kis tarah rehbari ke bager
ret ke tillon per ashiyan nazar aaye

ras ayi na bahar kabhi uske bager
khilte huve gul bhi bezar nazar aye

tajkira kya kare koi rasme ulfat ka
hamnashi the jo be parwah nazar aye

girte huve ashqon me lahu batate rahe
damane-tar dekha to abshar nazar aye

Bebak rahe ta-umar husne Jamal per
shehar ki sadaon me afreen nazar aye

Eak vade ki khatir umar bhar likhte rahe
kya kahe hamari har gazal wo nazar aye

waqt ki karvaton ko kon samjha SHAKIR
Ab wafa ki talash me kahi koi na jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th October 2016, 03:32 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
Talashe wafa. Jab jari hua
sharef log badnam nazar aye

kon kare sawal unse wafa ka
Miti ke chirag mehlon me nazar aye

tofiq ka salika ajab dekha ya khuda
badnam rahe Jo mohsin nazar aaye

guzar ho kis tarah rehbari ke bager
ret ke tillon per ashiyan nazar aaye

ras ayi na bahar kabhi uske bager
khilte huve gul bhi bezar nazar aye

tajkira kya kare koi rasme ulfat ka
hamnashi the jo be parwah nazar aye

girte huve ashqon me lahu batate rahe
damane-tar dekha to abshar nazar aye

Bebak rahe ta-umar husne Jamal per
shehar ki sadaon me afreen nazar aye

Eak vade ki khatir umar bhar likhte rahe
kya kahe hamari har gazal wo nazar aye

waqt ki karvaton ko kon samjha SHAKIR
Ab wafa ki talash me kahi koi na jaye


bahut hi badhiyaa kalaam pesh kiya ahai aapne shaakir saahab........ likhte rahiey

shaad.........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th October 2016, 05:10 PM

Quote:
Originally Posted by shakir ali 01 View Post
Talashe wafa. Jab jari hua
sharef log badnam nazar aye

kon kare sawal unse wafa ka
Miti ke chirag mehlon me nazar aye

tofiq ka salika ajab dekha ya khuda
badnam rahe Jo mohsin nazar aaye

guzar ho kis tarah rehbari ke bager
ret ke tillon per ashiyan nazar aaye

ras ayi na bahar kabhi uske bager
khilte huve gul bhi bezar nazar aye

tajkira kya kare koi rasme ulfat ka
hamnashi the jo be parwah nazar aye

girte huve ashqon me lahu batate rahe
damane-tar dekha to abshar nazar aye

Bebak rahe ta-umar husne Jamal per
shehar ki sadaon me afreen nazar aye

Eak vade ki khatir umar bhar likhte rahe
kya kahe hamari har gazal wo nazar aye

waqt ki karvaton ko kon samjha SHAKIR
Ab wafa ki talash me kahi koi na jaye

waah!!khoob ashaar huye hai....

likhte rahein shakir sahab.....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
29th October 2016, 07:17 PM

Samer bhai behad shukrguzar. He
aapne tavojoh farmai

shakir ali
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
29th October 2016, 07:19 PM

Madhu jii hosla afjai ke liye
behad shukrguzar he

shakir ali
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com