~*BaN gAyI kAhIn MeRi KaBaRr*~ -
13th October 2007, 04:50 PM
ik post daali thi (last One) jab I was happy because of someone especiall per shayad khushi palbhar ki hi hoti hai.... back to pavillion now
pasand napasand se nawaaziyega.... tc ji sabko
na duniya ko meri fikr
mein is duniya se bekhabar
na saath hi koi saheli
na koi saathi mera humsafar
akele akele rehna aur
daant khana mera ik hunarr
zindagi ko jeena markar
ban gayi kahin meri kabarr
na duniya ko meri fikr
mein is duniya se bekhabar
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Adaab Khulika ji................. wah bahut umda khayal apne pesh kiye hain bilkul sahi farmaya ki yeh dunia kisi ki bhi fiker nahi karti hai jo dard kisi ko milta hai wo usi ke liye hota hai bahut khoob dil ko chu gaya apka kalaam daad hazir hai kubool ho.............
"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"
Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko, wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain. Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif'' Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.
ik post daali thi (last One) jab I was happy because of someone especiall per shayad khushi palbhar ki hi hoti hai.... back to pavillion now
pasand napasand se nawaaziyega.... tc ji sabko
na duniya ko meri fikr
mein is duniya se bekhabar
na saath hi koi saheli
na koi saathi mera humsafar
akele akele rehna aur
daant khana mera ik hunarr
zindagi ko jeena markar
ban gayi kahin meri kabarr
na duniya ko meri fikr
mein is duniya se bekhabar
Shweta Ji..., Accha laga aap ko paRhkar...!Kaafi dard nazar aata hai aap ki shaayri main...!
Befikr rahiye, aap ka yaha parivaar aap ki fikr rakhti hai...!
Keep smiling, ok...?
Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai
Dear shweta.......chotti c umr mein etna dard kaha se aa gaya, aur aise kyu kahti ho ki na kisi ko meri fikar, hum sab hai na, aur hum to yehi dua kartey haiN ki hamarey es pariwaar meiN koi dukhi na ho, kisi ko koi dard na rahey, khuda sabke dard mujhe de de, taki mera yeh pariwaar hansta muskurata rahey.
kush raho, har kushi tumhe naseeb ho
duao.n ke saath
tumhari diii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
kuhulika ji....vaie to hum yahan kafi puraane hain....par shayri se naata toota to phir juda nahin....
par aaj yahan aaye..aapki shayri padhi to khud par hansi aa gayi....
kaafi kacche alfazon main gehre ehsaas bayaan kar die aapne....
khuda aapko salaamat rakhe....aur akela kabhi na rakhe...
duaon ke saath
izzazat
sanam(ruchika jain)
"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
Adaab Khulika ji................. wah bahut umda khayal apne pesh kiye hain bilkul sahi farmaya ki yeh dunia kisi ki bhi fiker nahi karti hai jo dard kisi ko milta hai wo usi ke liye hota hai bahut khoob dil ko chu gaya apka kalaam daad hazir hai kubool ho.............
hello ji
Kashif ji
apko meri rachna pasand aayi mujhe khushi hai
sahi kaha yeh duniya kisi fikr nahi karti
aate rahiyega
tc ji
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
aapka dard-e-dil is gazal mein saaf jhalakta hai. har lafz mein dard nazar aata hai. aapka likha yeh sher humein bahut acha laga:
zindagi ko jeena markar
ban gayi kahin meri kabarr
hum to bass yehi dhua karenge k aap humesha khush rahein.
aapka dost
manish
hello ji
Manish ji
kaise hai aap, umeed hai acchey honge
apko meri yeh post bhi pasand aayi mujhe khushi huyi jaankar
aapki dua kabool ho or mujhe khushiyaan naseeb ho....
sher pasand aaya... accha laga mujhe ye jaankar
bas aap yuhi padhte rahiye
tc ji
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
kya baat hai kuhu jaisa lag raha hai shayri nahi likha ek ghana likha hai,aur mano tum ghun ghuna rahi ho.................
see i read ur shayri............lolz(just kidding)
gr8 as always simple language but gr8 thoughts
keep writting.....
passionate....
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
Dear shweta.......chotti c umr mein etna dard kaha se aa gaya, aur aise kyu kahti ho ki na kisi ko meri fikar, hum sab hai na, aur hum to yehi dua kartey haiN ki hamarey es pariwaar meiN koi dukhi na ho, kisi ko koi dard na rahey, khuda sabke dard mujhe de de, taki mera yeh pariwaar hansta muskurata rahey.
kush raho, har kushi tumhe naseeb ho
duao.n ke saath
tumhari diii
hello ji
Didi ji
ab itna dard jahan se aaya hai na wahin wapis bhej dungi
mein bhi thakk gayi hu iska bhoja utha kar
khikhikhi
or aap aise kyun kehte ho ki sabka dard apko mile
aap kya specialist ho ismein
jiska hai usi ke paas rehne dijiye
take care ji
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
kuhulika ji....vaie to hum yahan kafi puraane hain....par shayri se naata toota to phir juda nahin....
par aaj yahan aaye..aapki shayri padhi to khud par hansi aa gayi....
kaafi kacche alfazon main gehre ehsaas bayaan kar die aapne....
khuda aapko salaamat rakhe....aur akela kabhi na rakhe...
duaon ke saath
izzazat
sanam(ruchika jain)
hello ji
Sanam ji
meri khushkismati ki aap meri post per aaye
wo bhi itne tym baad
ya kaha jaaye apko meri post ne yahan ane ka nyota diya
apko post pasand aayi mujhe accha laga
bas aage bhi u hin aate rahiyega
ok ji
tc ji
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*