Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Wafaa ka us par bharm ho rahaa hai
Old
  (#1)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
Wafaa ka us par bharm ho rahaa hai - 24th March 2011, 11:03 AM

वफा का उस पर भ्रम हो रहा है,
सीने में कुछ दर्द कम हो रहा है.

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

उधर का जब से किया जिस्त ने वादा,
तभी से इधर कुछ वहम हो रहा है.

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.




wafaa ka uss par bharm ho raha hai,
seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

udhar ka hai jabse kiya zist ne wadaa,
tabhi se idhar kuchh vaham ho raha hai,

na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.

parson ka vaada hai kerta anaarhi,
khabar hai ke kal tu khatam ho raha hai.....


"Anaarhi" 23rd march 2011


पुराने लिबासों में लाखों हैं पैवंद,
ख़यालों को चोला नया दे रहा हूँ .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up 24th March 2011, 11:11 AM

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.


Aadaab Anaari Sahab

Waah janaab kya khoob kalaam pesh kiya aapne bilkul Khiladiyoun wala ek-ek ashaar dil par chaap chodh gaya, aapka kalaam dil ke bahut nazdeek raha esa kalaam jise baar baar padhne ko dil chahe aapse ummed hai ki aagey bhi ese hi umda kalaam hame padhne ko milte rahenge.
Meri dilidaad aur mubarakbaad aapke behtreen fan ke liye kubool kare


Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
वफा का उस पर भ्रम हो रहा है,

सीने में कुछ दर्द कम हो रहा है.

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

उधर का जब से किया जिस्त ने वादा,
तभी से इधर कुछ वहम हो रहा है.

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.




wafaa ka uss par bharm ho raha hai,
seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

udhar ka hai jabse kiya zist ne wadaa,
tabhi se idhar kuchh vaham ho raha hai,

na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.

parson ka vaada hai kerta anaarhi,
khabar hai ke kal tu khatam ho raha hai.....



"Anaarhi" 23rd march 2011


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
24th March 2011, 12:08 PM

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.


Good One ....... Anaarhi Ji !

Nice Thoughts .......... Good Expression ... !

Tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... !

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ........... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th March 2011, 01:01 PM

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

sabse zyada pasandeeda sher mera yeh raha... bahot khoob Anaarhi , aap paani me bhi aag paidaa karne ka hunar jaante hain... likhte rahiye.

shukriyaah..


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
24th March 2011, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
वफा का उस पर भ्रम हो रहा है,
सीने में कुछ दर्द कम हो रहा है.

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

उधर का जब से किया जिस्त ने वादा,
तभी से इधर कुछ वहम हो रहा है.

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.




wafaa ka uss par bharm ho raha hai,
seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

udhar ka hai jabse kiya zist ne wadaa,
tabhi se idhar kuchh vaham ho raha hai,

na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.

parson ka vaada hai kerta anaarhi,
khabar hai ke kal tu khatam ho raha hai.....


"Anaarhi" 23rd march 2011
ji bhaut,bhaut sunder...................

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
24th March 2011, 01:51 PM

Dusra sher bohat zabardasttttttttt raha mere bhai aur maqta bhi apne aap me ek haseen shararat liye huye hai wah kya kehne mere bhai khush kar diya.


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
25th March 2011, 11:01 AM

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.


Aadaab Anaari Sahab

Waah janaab kya khoob kalaam pesh kiya aapne bilkul Khiladiyoun wala ek-ek ashaar dil par chaap chodh gaya, aapka kalaam dil ke bahut nazdeek raha esa kalaam jise baar baar padhne ko dil chahe aapse ummed hai ki aagey bhi ese hi umda kalaam hame padhne ko milte rahenge.
Meri dilidaad aur mubarakbaad aapke behtreen fan ke liye kubool kare[/QUOTE]

Kasif sahab,
Aadaab,
Janaab aapki zarranawaazi ka shukriya. yoon hi duaayen milti raheyn dosto se bas...........
Thx for appreciation,
regards
"Anaarhi"

_________________________________________________
Good One ....... Anaarhi Ji !

Nice Thoughts .......... Good Expression ... !

Tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... !

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ........... !



Naresh ji,

Namastey,

thanks , aap ka saath aur encouragement hamesha aage badney ka hausla deta hai.

Regards,

"Anaarhi"



---------------------------------------------------------------------------
zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

sabse zyada pasandeeda sher mera yeh raha... bahot khoob Anaarhi , aap paani me bhi aag paidaa karne ka hunar jaante hain... likhte rahiye.

shukriyaah..


"jo "shaad" keh raha hai wo kuchh na jaanta hoon,
main azal se apne ko anaarhi hi maanta hoon."...

shukriya shaad bhai,

"Anaarhi"


-------------------------------------------------------------------------------

ji bhaut,bhaut sunder...................


Ji shukriya Radhika ji,

regards
"anaarhi"


---------------------------------------------------------------------------------
Dusra sher bohat zabardasttttttttt raha mere bhai aur maqta bhi apne aap me ek haseen shararat liye huye hai wah kya kehne mere bhai khush kar diya.


"Gunah to abhi tak kiyaa hi naheeN hai,
par mud'da Bazm mein garam ho raha hai."

meri khushnaseebi sajid bhai k aap ko khush kiya, aap hamesha aisey hi khush raheyN meri koshish jaari rahegi.

Aapka kayal

"Anaarhi"
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th March 2011, 02:02 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.



Anaam Saahab Aadaab aur Namaste

kyaa khuub Ghazal kahte hai.n aap ek ek sher la jawaab hai.. aisi umda Ghazal bohat kam hi paDhne ko milti hai. mujhe quote kiye huye sher mujhe lambre arse tak yaad rahegaa... ummeed hai aage is mehfil me.n shabaab aur aayegaa.. Insha Allah aap ki poetry ka intazar rahega..

Daad qubool keejiyegaa...

-Mayank



  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ayan_khan
tanha musafir
Ayan_khan is a glorious beacon of lightAyan_khan is a glorious beacon of lightAyan_khan is a glorious beacon of lightAyan_khan is a glorious beacon of lightAyan_khan is a glorious beacon of light
 
Ayan_khan's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Oct 2010
Location: yours heart
Rep Power: 18
25th March 2011, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
वफा का उस पर भ्रम हो रहा है,
सीने में कुछ दर्द कम हो रहा है.

ज़िदा हूं इसका भरोसा दिला दो,
ख़त्म क्यों मुझ पर सितम हो रहा है.

उधर का जब से किया जिस्त ने वादा,
तभी से इधर कुछ वहम हो रहा है.

न पाने की मुझ को खुशी मिल रही है,
न खोने का मुझ को कोई ग़म हो रहा है.

परसों का वादा है करता अनाड़ी ,
ख़बर है के कल तू ख़तम हो रहा है.




wafaa ka uss par bharm ho raha hai,
seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

zinda hoon iska bharosa dilaa do,
khatm kyon mujh par sitam ho raha hai.

udhar ka hai jabse kiya zist ne wadaa,
tabhi se idhar kuchh vaham ho raha hai,

na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.

parson ka vaada hai kerta anaarhi,
khabar hai ke kal tu khatam ho raha hai.....


"anaarhi" 23rd march 2011
बहुत खूब लिखा है
ऐसे ही लिखते रहेँ
दिल से दाद कुबूल करेँ





I
LOVE MY INDIA



   
Reply With Quote
Old
  (#10)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
26th March 2011, 09:20 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Anaam Saahab Aadaab aur Namaste

kyaa khuub Ghazal kahte hai.n aap ek ek sher la jawaab hai.. aisi umda Ghazal bohat kam hi paDhne ko milti hai. mujhe quote kiye huye sher mujhe lambre arse tak yaad rahegaa... ummeed hai aage is mehfil me.n shabaab aur aayegaa.. Insha Allah aap ki poetry ka intazar rahega..

Daad qubool keejiyegaa...
[/CENTER]

-Mayank



Mayank ji,

aadaab namastey,

sahab aapka bahut bahut shukriya k aap ne nacheez ko kisi kabil samjha.

shukriya tahe dil se hai , aainda aap ki ummeedon pe khra utroon yahi duaa hai.

thanks
regards

"anaarhi"

--------------------------------------------------------------------


ayaan ji,

aadaab,

thanks for appreciation.

regards

"Anaarhi"
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
26th March 2011, 09:44 AM

Aadarniye Zid sahab,

namaskaar,

janaab aap k gyan k samander se is baar main 2 boond paane ki ich'chha lekar aap se mukhatib hoon.

janaab choonki mujhe kuch likhney k baad uski tarz banaane ki aadat hai isliye jab main is gazal ki tarz par kuch soch raha tha to gungunaate gungunaate mujhe laga k ye gazal "ishaaron ishaaron main dil lene waale - bata ye hunar toone seekha kahan se" geet par gungunaayee ja sakti hai. to fir maine is gazal main toda change kerke magar bina khyalaat se cherh chaarh kiye kuch is tareh likha to ye mukhrhe aur antre par takreeban fit baith gaee lagti hai....

wafaa ka jo uss par bharm ho raha hai,
seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

zinda hoon iska zaraa....
mujhko bharosa dilaa....

khatm kyon mujh par bataa...
sitam tera hone laga....... sitam tera hone laga.



na paane ki mujhko khushi mil rahi hai,
na khone ka mujhko koee gam ho raha ha.......

udhar ka hai jabse kiya....
zist ne wadaa bhalaa.....

kuchh kuchh tabhi se idhar....
vaham mujhko hone laga....vaham mujhko hone laga..,



parson ke vaadey pe khush hai anaarhi,
khabar hai ke kal ye khatam ho raha hai.....

wafaa ka jo uss par bharm ho raha hai,

seene mein kuchh dard kam ho raha hai.

janaab sawaal mere yahan 2 hain aap se k kya y behr mein hai? agar hai to kaun si,
doosra kya mukhra aur antra ek hi behr mein hain ? agar nahin to aisa kyon hai
.

aashaa kerta hoo k maakool jawaab milega aur zehn ki pyaas bhujhegi .

aapka

talib-e-ilm,
"Anaarhi".
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com