Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
*Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee** - 25th February 2006, 04:55 AM

Sabhii Hindustani Bhaii Behnon Ke Liye Yahaan Link De Rahi Houn...**
Thodi Si Waqt Nikal Kar Parhiyega Zarour **
*"Shayri-e-Ustaad" Page Par Submit Ki Houi Hain...**
Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Saare Phoul,Shukriya **

http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=46191


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: *Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee**
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: *Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee** - 25th February 2006, 10:19 AM

Kuchh Baat Hai Ke Hasti Mit-ti Nahin Hamaari
Sadion Raha Hai Dushman Daur-e-Zamaan Hamaara

KYA BAAT HAI....
shimul ji
behad shukrguzar hooon aapka jo aapne is behtreen geet ko sabke saamne pesh kiya,,,mujhe apne school ke din yaad aa gaye jab ham is geet ko prayer mein gaate the,,tab is ke maayne bhi achi tarah maloom nahin the.,..magar jab aaj padha to laga kitni gehri soch mein doob kar watan ko apne kalaam mein sametne ki koshish ki hai shayar ne.
meri daad kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: *Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee**
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: *Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee** - 25th February 2006, 07:03 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
Kuchh Baat Hai Ke Hasti Mit-ti Nahin Hamaari
Sadion Raha Hai Dushman Daur-e-Zamaan Hamaara

KYA BAAT HAI....
shimul ji
behad shukrguzar hooon aapka jo aapne is behtreen geet ko sabke saamne pesh kiya,,,mujhe apne school ke din yaad aa gaye jab ham is geet ko prayer mein gaate the,,tab is ke maayne bhi achi tarah maloom nahin the.,..magar jab aaj padha to laga kitni gehri soch mein doob kar watan ko apne kalaam mein sametne ki koshish ki hai shayar ne.
meri daad kubool kijiye
-MANOJ
Dear Manoj Jee, Dil Ko Bohot Achchha Laga Jo Aap Yahaan Aaye...Jee Haan, Sir. M. Allama Iqbal Jee Ki Paidaesh Bhii To Wahaan Ki Hii Thi Aur Aapne Mulk Ke Liye Dil Se Pyaar Tha Unko Aur Iss Liye Hii To Kitna Kuchh Likhha Unhone~*~Aur Unke Life Story Parhi Hain...Aap Sabhii Se Bohot Jald Hii Share Karoungi...Aur Unke Nazme Bhii**Aapka Reply Milegi Ye To Dil Kehta Tha... **Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Dher Saare Phoul, Shukriya **Waise To Yahaan Main Iss Liye Link Di Thi Ki Sabhii To Asian Hii Aate Hain To Shayaad Unke Jazbaat Jag Uthhe~*~Aur Dekhiye Na Kya Haal Houa Humaara..! Dil To Dukhta Hoga Unke Bhii Ye Haal Dekhkar..Khair, Ham To Baas Kowshish Kar Sakte Hain Aur Agein Sabhii Ke Marzi~Upar Wala Chahega To Sab Ek Phir Se Honge Aur Dil Ko To Ummeed Hain Ki Aisa Ek Waqt Aayega Zarour Jab Hum Sabhii Ek Dusre Ki Hii Sochenge Aur Pyaar Se Rahenge~Upar Wala Dil Ki Kuchh Duwaaen Quboul Karle...Allah Unki Rouh Ko Shanti De~Unhe Jaannat Naseeb Kare~Aameen Summa Aameen **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care... **God bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Lab pe aati hai dua banke tamanna meri,By ALLAMA IQBAL (with english translation) Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 9 24th September 2011 04:39 PM
*Tarana-e-Hind~Sir M. Allama Iqbal Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 13 25th July 2011 09:00 PM
Kamal Ghazal by Shayer-e-Mashriq (Allama Iqbal) Hassan Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 17th September 2009 05:08 PM
*Sir. Mohammad Allama Iqbal Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 19th June 2008 05:23 AM
allama IQBAL ka ek kalaam sayedzakir Shayri-e-Ishq 0 19th January 2004 04:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com