Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi
Old
  (#1)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
Zindagi - 22nd December 2010, 01:41 PM

har kadam imtehaan leti hai zindagi
muskuraane ki keemat mangti he zindagi
kabhi hasaati he toh kabhi rulaati hai
apna har pehlu dikha deti hai zindagi

...Kabhi bachpan kabhi jaawaani bankar
apna har haseen rang dikhati hai zindagi
har mod pe ek nayaa fasaana sunaati
insan ki qadr karna sikhajati hai zindagi

mukaddar ke naam pe fareb karti he ye
insaan ko khilona bana deti hai zindagi
takdeer ka tamasha dikhate dikhate Rafat
ek din khud mauth se haar jaati hai zindagi


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th December 2010, 07:36 PM

Quote:
Originally Posted by silent-tears View Post
har kadam imtehaan leti hai zindagi
muskuraane ki keemat mangti he zindagi
kabhi hasaati he toh kabhi rulaati hai
apna har pehlu dikha deti hai zindagi

...Kabhi bachpan kabhi jaawaani bankar
apna har haseen rang dikhati hai zindagi
har mod pe ek nayaa fasaana sunaati
insan ki qadr karna sikhajati hai zindagi

mukaddar ke naam pe fareb karti he ye
insaan ko khilona bana deti hai zindagi
takdeer ka tamasha dikhate dikhate Rafat
ek din khud mauth se haar jaati hai zindagi
Bahut khoob ehsaas pesh kiye hai aapne tehreer me ... Anil ji ! dili daad !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com