Aa bhi jaa, raat abhi baaki hai
Tujhse kehni thi jo ek baat abhi baaki hai
Khuli aankhon se soya hai koi intezar mein
Jism bejaan sahi, jazbaat abhi baaki hai