red times large doston ye ghazal meri pasand de dha hai. ye mujhe is waja se pasand hai k is main sachayi hai or sachayi har insaan ko pasand hoti hai
sach ye hai bekaar humain gham hota hai
jo chaha tha duniya main kam hota hai
dhalta suraj pehla jungle rasta gum
hum se pocho kesa aalam hota hai
oron ko kab forsat hai dukh dene ki
jab hota hai koi humdam hota hai
zahan ki shakhon par aashar ajaten hain
jab teri yadon ka mosam hota hai
zakham to hum ne in ankhon se dekhen hai
logon se sonte hai marham hota hai
jo kiya tha wada omer bhar nibhana
meri zindagi hai tum se kahin tum badal na jana