Desh ka chehara -
4th January 2011, 09:38 PM
Desh ka chehara - aajkal is chehare ki pahchaan nahi ho pa rahi hai kyo ki raajneeti ke ghotaale karane waale logo ne desh ka muh kaala kar diya hai raajneeti ke astar par ham apne desh ki garima ko taak par rakh chuke hai, aur apni kwahisho ke liye desh ko daav par laga rahe hai, aur ghotaale ke ittihaas bana rahe hai, yadi aise padhe-likhe log aisa karne lage to kyaa hoga is desh ka bhavishya aur uske sath judaa hua hamara bhavishya.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|