Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kaisa Ho Jata Tumhara Main Khud Apna Bhi Na Tha
Old
  (#1)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
Question Kaisa Ho Jata Tumhara Main Khud Apna Bhi Na Tha - 19th April 2008, 10:37 PM

Mujh se waqif to mere jism ka saya bhi na tha
Kaise ho jata tumhara main Khud apana bhi na tha



Jitna mayus hai wo shakhs bikhar kar mujh se
Itni shiddat se to main ne use chaha bhi na tha



Jaise ilzam lagaye hain mere sar us ne
Aisi nazaron se to main ne use dekha bhi na tha



Meri awaz ka Gam shahar ne jana kyonkar
Main to us bhir may Khamosh tha bola bhi na tha


Rana Sahri






Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
faizyrizvi
Registered User
faizyrizvi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
19th April 2008, 11:49 PM

iss qadar pahle kabhi sooraj ko to dhoka na tha
Mujh se waqif to mere jism ka saya bhi na tha...............

   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
23rd April 2008, 01:11 PM

Jitna mayus hai wo shakhs bikhar kar mujh se
Itni shiddat se to main ne use chaha bhi na tha


wah kya gazal share ki hai shukriya


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 25
23rd April 2008, 10:09 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Jitna mayus hai wo shakhs bikhar kar mujh se
Itni shiddat se to main ne use chaha bhi na tha


wah kya gazal share ki hai shukriya
Ç



Bohat khushi huyi ke aap ko yeh ghazal pasand aayi ...

Take care





Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
17th May 2009, 02:14 PM

Nice sharing ZishaN jee

kahan gayab ho aaj kal....?



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
17th May 2009, 03:16 PM

bohat hi khoobsurat ghazal hai zishan saheb,...thanks for sharing...........

zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khud se milna ho to...uske ghar jata hu... khamosh_aawaz Shayri-e-Ishq 22 15th July 2010 12:15 PM
Bas ek dharkan dharakti hai main khud ko bhool jata hoon chetan1nonly Shayri-e-Ishq 1 23rd June 2007 10:54 PM
khud hee ho jata hai blckyz Hindi/Urdu Lyrics 0 26th July 2005 02:14 AM
Khud Hee Ho Jata Hai..Ishq sachin_kim Shayri-e-Ishq 1 28th February 2005 04:13 PM
pyar khud hi ho jata hain prathm Shayri-e-Ishq 0 3rd July 2003 07:44 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com