Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Padhiyega zuroor
Old
  (#1)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Post Padhiyega zuroor - 16th February 2010, 11:04 AM

aadaab dosto,

maine kai baar gaur kiya hai ki hum log likhte waqt kai buniyaadi galatiyaN karte haiN, jaise ki ‘hai’ aur haiN’ ke istemaal meiN, “z” aur “j” ke istemaal meiN…mujhe khud ko koi zyada ilm nahi hai, lekin aksar kuch galatiyaN aisi hoti haiN jinke kaaran padhte padhte zyaqa kharaab ho jaata hai….aur achha kalaam hone ke bawjood maza nahi aaata padhne meiN….kuch galatiyaN jo aksar ki jaati haiN maiN i’s thread ke zariye bataana chahunga…aur umm’eed karunga ki agar kisi bhi dost ko i’s se zyada ya behtar tariqa aata ho to wo yahaN bataye….urdu zabaaN hi kuch aisi hai ki halke se her-pher se mayane badal jaate haiN jaise ki…
majboor ko aksar maine mazboor likhte dekha hai, majboor ka matlab hota hai helpless jabki mazboor ka matlab hota hai something written. to dekha aapne ki kitna farq pad jata hai.

“hai” aur “haiN”:- hum meiN se bahut se dost i’n dono meiN farq nahi samjhte.
“hai” wahaN istemaal hota hai jahaN ek cheez ya aadmi ki baat ho aur “haiN” wahaN istemaal kiya jata hai jahaN par se zyada cheezoN ya logoN ki baat ho…jaise ki…
wo kya kar raha “hai”?
we kya kar rahe “haiN”?

roman script meiN hindi ya urdu likhte waqt, capital letter tab likha jaata hai jab kahiN par aadhe alphabet ki zaroorat ho ya ki jahaN par behad halki aawaaz ho u’s alphabet ki.

dosto neeche kuch aksar istemaal meiN aane wale lafz jinme “z” ya “j” ka istemaal hota hai aur jinhe hum log aksar galat likhte haiN likh raha hooN…..

galat……………………....sahi

jindagi………………... zindagi
zanzeer……………... zanjeer
samzh/samj…………….samjh
wazood……………......wajud/wajood
khanzar……………......khanjar
majboot…………….....mazboot
mazboor……………....majboor
wajan…………………...wazn
tuzhe/tuze……………..tujhe
muze……......................mujhe
jalim…………………..zalim
jajbaat/zazbaat ………..jazbaat
uzaala…………………ujaala
jakham ………………..zakhm
naraaj…………………naraaz
wazeh…………………wajeh/wajhe
najar…………………..nazar
jamaana……………….zamaana
zigar…………………...jigar
najariya………………..nazariya
julfoN…………………zulfoN
gazare…………………gajare
najdeek……………….nazdeek
jameen ……………….zameen
jaroori………………..zaroori
aarjoo………………...aarzoo
jehan…………………zehn
janaaja/zanaaza………janaaza

aur bhi kai alfaaz haiN, ho sakta hai ki likhte waqt maiN bhi galat likh gaya houN, agar ho to bataiyega….umm’eed hai ki mere yuN likhna ka matlab galat nahi liya jayega aur i’se amal meiN lane ki koshish ki jayegi….
duaoN ke saath ijaazat....

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com

Last edited by zainy; 27th November 2010 at 08:06 PM..
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th February 2010, 11:15 AM

Superb Vikram ji.......very nice and informative post...mere zehan me bhi yeH baat kayi baar aayi, per waqt ki kami ki wajah se ,maiN likh nahi payi , good to see this post here, ummid hai aapki is post se hamare kayi members fayda uthayenge...

Waqay bohat kharaab lagta hai jab koi lafz ko sahi pronounce nahi karte...yeh mujhse behtar aur kaun samajh sakta hai, mujhe bhi kuch dost "Jainy" kehte hain kabhi kabhi,...i always keep correcting them......

Khair aapki is post ke liye reps++...(hmm looks like u will have to wait..)

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 16th February 2010, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post

shukriya zainy ji....
kai baar socha tha maine ki likhuN lekin phir maiN bhi kisi na kisi kaaran se likh nahi paaya....aaj socha ki likh hi daluN.....
reps dene ki sochi aapne yahi bahut hai.....bauht bahut shukriya....

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
16th February 2010, 12:42 PM

Vikram Ji....iss valueable post ke liye aapka bahut bahut shukriya....isse yaha sabhi naye aur purane likhne waalon ko zaroor laabh hoga.....aur mujhe toh zaroor hoga....ek baar phir se ...Thanks....vikram bhai...!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 16th February 2010, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Vikram Ji....iss valueable post ke liye aapka bahut bahut shukriya....isse yaha sabhi naye aur purane likhne waalon ko zaroor laabh hoga.....aur mujhe toh zaroor hoga....ek baar phir se ...Thanks....vikram bhai...!
naresh saaheb, agar meri post se aapko ya kisi ko bhi fayada ho to mujhe behad khushi milegi...aapka reply dekh kar achha laga.....agar yeh thread kisi ke liye fayedemaNd saabit hota hai to maiN i'se update karta rahunga....jo bhi kuch mujhe maloom hai ya jo bhi kuch maiN naya seekhuNga.....

aap achha likhte haiN, aur maiN umm'eed karta hooN ki aap yahaN ya kisi naye thread par apna i'lm zaroor hum sab ke saath share kareN...maiN aur dostoN se bhi, jo ki achha likhte haiN aur jinhe samjh hai shayari ki, darkhwaaSt karuta hooN ki apne i'lm ko hum sab ke saath share kareN....
shukriya.....

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
17th February 2010, 10:39 AM

Aapse ek guzarish hai vikram ji.... urdu me kuch words "kh"...aur "q" se shuru ya khatam hote haiN.......FOR EX:"KHARZ" OR "QARZ"..."KHILA" OR "QILA"...

I sometimes get confused with these words,do let me know the details, where to use what,if you have any information about it....

Thanks..........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 17th February 2010, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Aapse ek guzarish hai vikram ji.... urdu me kuch words "kh"...aur "q" se shuru ya khatam hote haiN.......FOR EX:"KHARZ" OR "QARZ"..."KHILA" OR "QILA"...

I sometimes get confused with these words,do let me know the details, where to use what,if you have any information about it....

Thanks..........
as with most of the scripts, alphabets mainly depict sounds. This forms the basis for formation of words. The Roman Urdu script is a compromise between accuracy and comfort.
I have a very limited knowledge as the language is too vast to be learnt as a hobby; therefore it is quite possible that I may leave room for fallacy. One more reason for saying so is that I have never learnt Urdu in a formal way, everything that I know is according to my understanding of other languages.

“kh” is a compound consonant and is pronounced as in English we pronounce “Scottish” or as we pronounce “khargosh”, “khat”, “khel” etc.
“q” in English language is followed by “u” as of necessity but it is not same in case of Urdu, I use “q” where the words sound similar to “q” and are sounded at the back of your throat i.e. qubuul, qila etc. “k” does not find a mention in the urdu language, there is a .(dot) beneath the alphabet, that forms a coarse sound from the back of your throat, but generally I have seen it being used at places where I would have used “q” and I think it is not wrong, according to my opinion these two alphabets can be interchanged at most of the places.

I am not sure whether this would be of any help to you or not but if it did not let me know I’ll try it once more with different examples. Practice is the one and only mantra….

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
6th April 2010, 07:48 AM

Vikram Bhai,,

Aap ki yeh baatieN mujhe boht achii lagi,
aap ne bikul sahi kiya...

Kyun k, bajaaye is k "members" ki posts
meiN un ki khaamiyaaN nikaali jayen,
yahan sahi alfaaz waazeh kar diye jayeN.....

Good work... Congratulation...

Regardz,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 7th April 2010, 10:53 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Vikram Bhai,,

Aap ki yeh baatieN mujhe boht achii lagi,
aap ne bikul sahi kiya...

Kyun k, bajaaye is k "members" ki posts
meiN un ki khaamiyaaN nikaali jayen,
yahan sahi alfaaz waazeh kar diye jayeN.....

Good work... Congratulation...

Regardz,,
Thanks a lot Hassan bhai....
jii aapne theek samjha, dar_asal kai baar padhte padhte, jab kisi umdaH khayal ko pesh karne wale alfaaz ka tal'afuz sahi na ho to mera man ek dum se kalaam se baahar aa jaata hai, ho sakta hai ki maiN zyada react kar raha houN, lekin shayari aur khaaskar urdu zabaan ek nafaasat wali zabaan hai, agar gaur kareN to pata chalta hai ki kis khoobsurati se kham aur bal aate jaate haiN ise bolne meiN, aapke ehsaasoN ko hu-ba-hu shaql deti hai ye zabaan....baat ye nahi ki mera khud ka tal'afuz behad badhiya ho, ya mujhse galati na hoti ho....lekin ek koshish to ki ja hi sakti hai...agar hum ek site pe likhne ke baare meiN soch sakte haiN to...bas inhi khayaloN ke chalte likh diya tha, aur darkhwast bhi ki thee ki koi dost jo thoda ya bahut jaanta ho, wo bhi contribute kare....lekin saheb waqt bada qimati hai....

aapko mere khayalat pasand aaye bhai aapka bahut bahut shukriya...!!!

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 8th April 2010, 07:36 PM

good one Vikram.... dusro ka pata nahi par mai bhi kaafi ghalatiyan karti hu... ab aapki is post ki wajah se meri ghalatiyon me kaafi hadd tak sudhaar aayega... shukriya....khush rahiye...

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th May 2010, 02:45 PM

A note on pronunciation
-----------------------

(a) Vowel pronunciation key.

'a' as 'u' in cut

'aa' as 'a' in car
'i' as 'i' in fit
'ee' as 'ee' in feel
'u' as 'u' in put
'oo' as 'oo' in pool
'e' as 'e' in bed
'ai' as 'ei' in neighbour
'o' as 'o' in mode
'au' as 'ow' in how

(b) Words ending with an 'a' should be pronounced as 'a' in 'car'.

Examples : 'kya' = what

'nateeja' = result

(c) Guttural sounds (capital letters) :

Examples : 'GH' as in 'GHam' = sorrow

'KH' as in 'KHayaal' = thought

(d) Use of 'N' for nasal sounds :

Examples : 'maiN' = me

'meiN' = in
'aasmaaN' = sky

(e) Note the distinction in usage between :

(i) 'i' and 'ee'

Examples : 'nigaah' = sight

'nishaan' = mark/sign
'teer' = arrow
'hakeem' = physician/doctor

(ii) 'k' and 'q'

Examples : 'shauq' = fondness/desire

'qaabil' = worthy
'kamar' = waist
'KHaak' = dust/ashes

(iii) small and capital letters

Examples : 't' as 't' in with

'T' as 't' in metal

Vikram sahab I am adding the above information to your thread..Hope it might be of some help to our members...

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#12)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 24th May 2010, 10:22 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
good one Vikram.... dusro ka pata nahi par mai bhi kaafi ghalatiyan karti hu... ab aapki is post ki wajah se meri ghalatiyon me kaafi hadd tak sudhaar aayega... shukriya....khush rahiye...
meri koshish ko pasaNd karne ke liye bahut bahut shukriya lamha ji...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#13)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 24th May 2010, 10:40 PM

zainy ji, aapka i's thread par information add karna qabil-e-taareef hai...
aapka bahut bahut shukriya jo aapne itne puraane thread ko yaad rakha...

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#14)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
27th November 2010, 06:50 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
aadaab dosto,

maine kai baar gaur kiya hai ki hum log likhte waqt kai buniyaadi galatiyaN karte haiN, jaise ki ‘hai’ aur haiN’ ke istemaal meiN, “z” aur “j” ke istemaal meiN…mujhe khud ko koi zyada ilm nahi hai, lekin aksar kuch galatiyaN aisi hoti haiN jinke kaaran padhte padhte zyaqa kharaab ho jaata hai….aur achha kalaam hone ke bawjood maza nahi aaata padhne meiN….kuch galatiyaN jo aksar ki jaati haiN maiN i’s thread ke zariye bataana chahunga…aur umm’eed karunga ki agar kisi bhi dost ko i’s se zyada ya behtar tariqa aata ho to wo yahaN bataye….urdu zabaaN hi kuch aisi hai ki halke se her-pher se mayane badal jaate haiN jaise ki…
majboor ko aksar maine mazboor likhte dekha hai, majboor ka matlab hota hai helpless jabki mazboor ka matlab hota hai something written. to dekha aapne ki kitna farq pad jata hai.

“hai” aur “haiN”:- hum meiN se bahut se dost i’n dono meiN farq nahi samjhte.
“hai” wahaN istemaal hota hai jahaN ek cheez ya aadmi ki baat ho aur “haiN” wahaN istemaal kiya jata hai jahaN par se zyada cheezoN ya logoN ki baat ho…jaise ki…
wo kya kar raha “hai”?
we kya kar rahe “haiN”?

roman script meiN hindi ya urdu likhte waqt, capital letter tab likha jaata hai jab kahiN par aadhe alphabet ki zaroorat ho ya ki jahaN par behad halki aawaaz ho u’s alphabet ki.

dosto neeche kuch aksar istemaal meiN aane wale lafz jinme “z” ya “j” ka istemaal hota hai aur jinhe hum log aksar galat likhte haiN likh raha hooN…..

galat……………………....sahi

jindagi………………... zindagi
zanzeer……………... zanjeer
samzh/samj…………….samjh
wazood……………......wajud/wajood
khanzar……………......khanjar
majboot…………….....mazboot
mazboor……………....majboor
wajan…………………...wazan
tuzhe/tuze……………..tujhe
muze……......................mujhe
jalim…………………..zalim
jajbaat/zazbaat ………..jazbaat
uzaala…………………ujaala
jakham ………………..zakham
naraaj…………………naraaz
wazeh…………………wajeh/wajhe
najar…………………..nazar
jamaana……………….zamaana
zigar…………………...jigar
najariya………………..nazariya
julfoN…………………zulfoN
gazare…………………gajare
najdeek……………….nazdeek
jameen ……………….zameen
jaroori………………..zaroori
aarjoo………………...aarzoo
jehan…………………zehan
janaaja/zanaaza………janaaza

aur bhi kai alfaaz haiN, ho sakta hai ki likhte waqt maiN bhi galat likh gaya houN, agar ho to bataiyega….umm’eed hai ki mere yuN likhna ka matlab galat nahi liya jayega aur i’se amal meiN lane ki koshish ki jayegi….
duaoN ke saath ijaazat....

aadaab
vikram bhai
shaayad ki pahli baar aap se mokhaatab ho rahaa hun ? is liye thoree jhijhak ghaalib hai
bahar haal pahle to main aapko is mobaarak kaam pe mobaarak baad pesh kartaa hun dosrey ek do baat ki jaanib isharah karnaa chaahungaa
janaab urdu me jahaan ek jaanib imlaa aor talaffuz ka maamila hai jis ki jaanib yahaan aap ne ishaarah kiyaa hai waheen pe us ke wazn ka bhi mas"alah hai yahee khaas baat hai ki agar lafz ko sahee na likhaa ya parhaa ya baandha jaaye to ghazal ki bahr muta"ccir ho jaatee hai is liye meree khowaahish hai ki log is baat ki jaanib bhi dheyaan den ki lafz ka wazn bhi sahee rahe

aap ne yahaan pe jin alfaaz ko likhaa hai un me se 3 lafz bhi sahee nahi hain plz aap use durust kar len

zakham jabki sahee hai zakhm
wazan jabki sahee hai wazn
zehan jabki sahee hai zehn

is ke elaawah omooman main ne dekhaa hai ki log shakal kahte bhi hain aor ghazal me baandhte bhi hain jabki sahee hai ,, shakl ,,
ummeed ki kisee saahab ko meree baat naagawaar na guzree ho gee
main shukr zuzaar hun aap kaa aor zainy saahbah ka ki un ki wajh se aaj ye link mil gayaa
doaaon ke saath
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
27th November 2010, 08:17 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
vikram bhai
shaayad ki pahli baar aap se mokhaatab ho rahaa hun ? is liye thoree jhijhak ghaalib hai
bahar haal pahle to main aapko is mobaarak kaam pe mobaarak baad pesh kartaa hun dosrey ek do baat ki jaanib isharah karnaa chaahungaa
janaab urdu me jahaan ek jaanib imlaa aor talaffuz ka maamila hai jis ki jaanib yahaan aap ne ishaarah kiyaa hai waheen pe us ke wazn ka bhi mas"alah hai yahee khaas baat hai ki agar lafz ko sahee na likhaa ya parhaa ya baandha jaaye to ghazal ki bahr muta"ccir ho jaatee hai is liye meree khowaahish hai ki log is baat ki jaanib bhi dheyaan den ki lafz ka wazn bhi sahee rahe

aap ne yahaan pe jin alfaaz ko likhaa hai un me se 3 lafz bhi sahee nahi hain plz aap use durust kar len

zakham jabki sahee hai zakhm
wazan jabki sahee hai wazn
zehan jabki sahee hai zehn

is ke elaawah omooman main ne dekhaa hai ki log shakal kahte bhi hain aor ghazal me baandhte bhi hain jabki sahee hai ,, shakl ,,
ummeed ki kisee saahab ko meree baat naagawaar na guzree ho gee
main shukr zuzaar hun aap kaa aor zainy saahbah ka ki un ki wajh se aaj ye link mil gayaa
doaaon ke saath
masood hassaas

Shukriyah Masood sahab,

Aapne jo ghaltiyaN batayi maine theek kar di hai, taaki koi aur yeh ghalti na kare....is baat ki itellah Vikram sahab ko abhi de deti huuN..

Waise yeh jo spelling mistakes haiN, iski wajah hai, roman editor,...hindi ya urdu se roman me tabdeel karne ke chakker meiN yeh ghaltiyaN dikhaayi de rahi haiN..

HalaNki jo log ghazal behr me likhte haiN, woh spelling ghalat hone ke bawjood, wazn sahi hi le rahe haiN...matlab pronounciation me ghalti nahi hai, sirf likhawat me ghalti hai..

khair ek baar phir aapka shukriyah, kahiN bhi koi ghalti nazar aaaye tou zarur bata dijiyega...taaki dusre members ko bhi isse faida ho....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th March 2013, 11:01 AM

Wallaah bahot acchi peshkash aur bahot informative thread rahi hai aapki Vikram saab.....
hope hum logon ko lafzon ke talaffuz karne me behad aasani ho jaaegii ise padh kar...
its very good effort for beginners and new learners...

hope to see u soon here with some other exciting packages...

take care...

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com