Film: Anamika(I think). Pyaar mein aksar younhi hota hoga.
Meri yaad mein tum na aansoun bahana
Na jii ko jaalana mujhe bhoul jaana
Samajhna ke tha ek sapna suhana
Woh gujra Zamana mujhe bhoul jaana
Meri yaad mein
Juda meri manzil juda teri rahe
Juda meri manzil juda teri rahe
Milengi na ab teri meri nigahein
Mujhe teri Duniya se hain dur jaana
Na jii ko jaalana mujhe bhoul jaana
Meri yaad mein
Yeh ro ro ke kehta hain touta hua dil
Yeh ro ro ke kehta hain touta hua dil
Nahin houn main teri Muhabbat ke qabeel
Mera naam tak aapne lab pe na lana
Na jii ko jaalana mujhe bhoul jaana
Meri yaad mein tum na aansoun bahana
Na jii ko jaalana mujhe bhoul jaana
Samajhna ke tha ek sapna suhana
Woh gujra Zamana mujhe bhoul jaana
Meri yaad mein............