Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
PalkeN jhukaane lage hain....
Old
  (#1)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
PalkeN jhukaane lage hain.... - 16th August 2011, 11:50 PM

Sharam se wo PalkeN jhukaane Lage haiN,
ZabaaN se bahot LadkhaDaane Lage haiN.

Muhabbat na keeje, hame kah ke Zaalim,
Dabe Honth phir Muskuraane Lage haiN.

Mere Dekhne se, Jhijhak Uff Khudaaya,
Dupatte se Muh Ko Chupaane Lage hain.

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ajnabi
A Passing Stranger
Ajnabi has a spectacular aura aboutAjnabi has a spectacular aura aboutAjnabi has a spectacular aura about
 
Ajnabi's Avatar
 
Offline
Posts: 149
Join Date: Aug 2011
Location: Terra Nullius
Rep Power: 15
Love 18th August 2011, 09:44 AM

Sameer baii, inne khoobsurat or sohnay sohnay ashaar kahan se late ho? Aur o v ik k vad ik dhmakay kerde o, issay pelle ki sarkar thonu band kardayi control yaar control
Gud un again!!


Honaa Hai Fenaah Yaad Rakh Aye Shams Tujhko Bhi,
Is Kehkashaan Mein Mai He Nahi Waahid Shaye Faanee!


Ajnabi
  Send a message via Yahoo to Ajnabi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd August 2011, 06:57 PM

Quote:
Originally Posted by Ajnabi View Post
Sameer baii, inne khoobsurat or sohnay sohnay ashaar kahan se late ho? Aur o v ik k vad ik dhmakay kerde o, issay pelle ki sarkar thonu band kardayi control yaar control
Gud un again!!
Hhahaha waah ajeeb saa lagaa yoon aapka tareef kar jaana... Yooon lagaa muddat ke baad kisi kaafile ne ruk kar is bejaan se shajr pe nazar daaali hai..

Gumnaam hi rahne de mujhko koii naam ab naa de,
Ik naam tha pahle kabhi, badnaam huaa jo khoob..

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Ajnabi
A Passing Stranger
Ajnabi has a spectacular aura aboutAjnabi has a spectacular aura aboutAjnabi has a spectacular aura about
 
Ajnabi's Avatar
 
Offline
Posts: 149
Join Date: Aug 2011
Location: Terra Nullius
Rep Power: 15
24th August 2011, 07:40 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Hhahaha waah ajeeb saa lagaa yoon aapka tareef kar jaana... Yooon lagaa muddat ke baad kisi kaafile ne ruk kar is bejaan se shajr pe nazar daaali hai..

Gumnaam hi rahne de mujhko koii naam ab naa de,
Ik naam tha pahle kabhi, badnaam huaa jo khoob..

Shaad...
Paa ji tussi to abbi v young ho fir innay buddho jaisi gal kyun kerraye o?

Zamane ki nazar mein tu, hai bas ek shajar sehra mein,
Aashiyaan hai kitne parindon ka, ye tu jaane khuda jaane!

Teri har shaaq pe hai basti, hazaron zindagniyon ki,
haqeeqat zindagaani ki, ye mehlon waale kya jaane!

(i refer to the colonies of ants that live on tree branches working hard just to stay alive and the value of 1 life)

So my dear cheer up! Coz u know wht u r and smile on passing strangers like me!


Honaa Hai Fenaah Yaad Rakh Aye Shams Tujhko Bhi,
Is Kehkashaan Mein Mai He Nahi Waahid Shaye Faanee!


Ajnabi

Last edited by Ajnabi; 24th August 2011 at 07:43 PM..
  Send a message via Yahoo to Ajnabi  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th August 2011, 08:26 PM

what greatness of mind has gone into creating somthing so beautiful.....my salutes.

koi bhaut bada mafhoom sochkar shayri koi bhi kar sakta hai....game to jab hai ,jab general mafhoom me koi dilko chuye.

very very very very mature shayri from someone so very young.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.................ab iske agee koi kya kahe...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 25th August 2011, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Sharam se wo PalkeN jhukaane Lage haiN,
ZabaaN se bahot LadkhaDaane Lage haiN.

Muhabbat na keeje, hame kah ke Zaalim,
Dabe Honth phir Muskuraane Lage haiN.

Mere Dekhne se, Jhijhak Uff Khudaaya,
Dupatte se Muh Ko Chupaane Lage hain.

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.


Shaad...

shaad bhai
radhe radhe

wah bhai bahut khoobsoorat ghazal kahi hai matle se makte tak kamaal hai daad kubul kijiye
duaon ke saath



Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
25th August 2011, 08:19 PM

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.


Waah ! Bahut Khoob ... Shaad Bhai !

BaDhe Maasoom Aur Dilkash Ashaar Kahe HaiN ... Umdaa Ghazal Hui .. Janaab !

Dilee Daad Aur Mubaaraqbaad !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
3rd September 2011, 08:25 PM

Aap sab ke waqt dene aur kalaam ki pazeeraai ke liye behad shukriyaa zidd bhain rajender bhai aur naresh bhai..aaindah bhi muntazir rahungaa aapki inaayatoN ke liye.. Shukriyaa

Shaad..


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
Sad 26th December 2011, 07:31 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Sharam se wo PalkeN jhukaane Lage haiN,
ZabaaN se bahot LadkhaDaane Lage haiN.

Muhabbat na keeje, hame kah ke Zaalim,
Dabe Honth phir Muskuraane Lage haiN.

Mere Dekhne se, Jhijhak Uff Khudaaya,
Dupatte se Muh Ko Chupaane Lage hain.

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka, ij
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.


Shaad...
As Salaam Alykom Shaad Saahab!

Sub'hanAllah! Waaaaaah!!!!!!!! Wahhhh! Subah subah dil 'S H A A D' kerdiya! Daad kay ambaar paysh e nazar hayn qabool farmayayn! Aur dili shukriya ayk aalatareen kalaam say dil ko shaad farmaanay ka! Reps nahi add ker paa raha hoon koi msgbox kehraha hai 'you must spread some rep..........' Ab ye rep points bhi koi cheese spread ya jam thodayee na hai k isay spread kia jaaye! Bahrhaal InshaAllah mustaqbil mayn phirsay koshish karayngay!

Duagoh
Ahmad

Last edited by Ahmad Hyderabadi; 26th December 2011 at 07:33 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
jat_in_mood
eK Dost !!
jat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nicejat_in_mood is just really nice
 
jat_in_mood's Avatar
 
Offline
Posts: 278
Join Date: Mar 2004
Location: Muscat, Oman
Rep Power: 25
26th December 2011, 07:59 PM

Shaad bhai bahot achhe ...

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

kya baat hai ... vaise to saare sher bahot sundar hai ... ye to mujhe khaas hi pasand aaye ... kuch apne apne se lage khayalaat

Yonhi likhte rahiye shaad bhai .... Humari taraf se daad qubool farmayein !!


♪~!*DeeP*!~♪
------------------------------------
Men may come , Men may go .. But i will go on forever ... :-)
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2011, 12:29 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
As Salaam Alykom Shaad Saahab!

Sub'hanAllah! Waaaaaah!!!!!!!! Wahhhh! Subah subah dil 'S H A A D' kerdiya! Daad kay ambaar paysh e nazar hayn qabool farmayayn! Aur dili shukriya ayk aalatareen kalaam say dil ko shaad farmaanay ka! Reps nahi add ker paa raha hoon koi msgbox kehraha hai 'you must spread some rep..........' Ab ye rep points bhi koi cheese spread ya jam thodayee na hai k isay spread kia jaaye! Bahrhaal InshaAllah mustaqbil mayn phirsay koshish karayngay!

Duagoh
Ahmad
Waalekum Assalaam Ahmad Saahab... Aapki Muhabbat bhari DuaaoN aur Mubaarakbaad hamare liye Meel ka patthar haiN.. aap jaise Aalaa Shaayir ko gar ye kalaam Mutassir kar sake to Allah ka behad karam samajhtaa hoon Khud par...

Aur rahi baat Reps ki to bhai aapne kah diyaa humne qabool liyaa... Haan yahaan ke kuch rules haiN jinku wajah se aapko inhe har kahiN spread karne padte haiN.. i mean u cannot give reps before spreading between other 20 people... Jam ya butter na samjhiyegaa...

DuaaoN me yaad rakkheN... Shukriyaa


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th December 2011, 12:37 AM

Quote:
Originally Posted by jat_in_mood View Post
Shaad bhai bahot achhe ...

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

kya baat hai ... vaise to saare sher bahot sundar hai ... ye to mujhe khaas hi pasand aaye ... kuch apne apne se lage khayalaat

Yonhi likhte rahiye shaad bhai .... Humari taraf se daad qubool farmayein !!

Pyaare Deep Bhai, Aapki Daad, Pyaar, aur Khuloos ke liye tahe dil se shukrguzaar hooN jo aapne mujhe paRhaa, parkhaa, aur saraahaa... Bhai ye jazbaat , khayaalaat hote hain, aur khyaal wahi acche lagte hain jo dil se nikalte hain... Ab jab ek dil ke khayalaat haiN to dossre dil ko to pasand aane hi haiN... Behad shukriyaaa jo aapne hamaari is adnaa si koshish ko waqt diyaa.. YooNhi chahal kadmi karte rahiyegaa... Shukriyaa....


Shaad...
   
Reply With Quote
Awesome............
Old
  (#13)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
Awesome............ - 27th December 2011, 02:24 AM

Damn Good just loved it....

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Sharam se wo PalkeN jhukaane Lage haiN,
ZabaaN se bahot LadkhaDaane Lage haiN.

Muhabbat na keeje, hame kah ke Zaalim,
Dabe Honth phir Muskuraane Lage haiN.

Mere Dekhne se, Jhijhak Uff Khudaaya,
Dupatte se Muh Ko Chupaane Lage hain.

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th December 2011, 12:13 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Sharam se wo PalkeN jhukaane Lage haiN,

ZabaaN se bahot LadkhaDaane Lage haiN.

Muhabbat na keeje, hame kah ke Zaalim,
Dabe Honth phir Muskuraane Lage haiN.

Mere Dekhne se, Jhijhak Uff Khudaaya,
Dupatte se Muh Ko Chupaane Lage hain.

Sunaa hai wo Aaye hain wapaas shahar ko,
SitaaroN se Ghar Hum Sajaane lage hain.

Wo khat me to Poochaa kareN haal Dil ka,
Mile hain to AankheN Churaane lage hain.

khamoshii pe uske,na Gham "shaad" kar Tuu,
Wo Apnaa Samajhh Aazmaane Lage hain.

Shaad...
Janab Shaad Sb............ Maazrat Ke Sath .... Is Ghazal Pr Ahi Nazar Gai Hai....... Is Liye Taakheer Ki Muaafi Chahta Hun............
Shaad Sb....... Wahhhhhhhhhhh Boht Umdah Khayalaaat Ko Behtreen Andaz se Aap Ne Is Kalaam Me Piroya Hai....... Hr Sher Qabil-e-Daad Hai........ Andaz-e-Bayan Bhi Boht KHooob Raha........ Dheron Daad Qaboool Farmayen Is Khubsurat Kalaam pr......... Likhtay Rahen............ Khush Rahen.........




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
kabhi kabhi
Registered User
kabhi kabhi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Oct 2011
Location: hyderabad, india
Rep Power: 0
4th January 2012, 08:24 PM

shaad ji... kabhi aapki likhi hui koi bhi nazam ka koi jawab nahi hotaa... aapki har nazam bemisaal hoti hai... par aapki un sab bemisaal nazmou mein ye nazam sab se khoobsurat hai... your best one!!!


Aur To Kuch Nahi Chaiye Mujhe aye zindagi Tujhse...
Bas Wo Ek Shakhs Lota De Jo Mujhe Tujhse Bhi Pyaara Hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th January 2012, 12:33 AM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Damn Good just loved it....
Ton of thanks .................. Dear Brother........ Be happy always

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Taraana
Registered User
Taraana is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 0
8th January 2012, 12:59 PM

lajawaab gazal bani hai shaad saheb
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com