Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

View Poll Results: just klik
bad 0 0%
so so 0 0%
ok 1 50.00%
thek hay 1 50.00%
Voters: 2. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aik Nazm Bedilmusafir K Naam<<<<
Old
  (#1)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
Aik Nazm Bedilmusafir K Naam<<<< - 12th October 2005, 05:14 PM

BEDIL K NAAM JO AIK ACHA DOST HAY,,,
TITLED
SORRY JANA ITS LATE
mgar aap se aik darkhwast hay k agar parhiye to
complete....yani shayri samjh kar ...
thanks
------
ab k lote ho jab sanson main hararat kam hay
ab k lute ho jab ragon main shrarat kam hay
ab k lote jab sawan bhi thera nahi kuch din
ab k lote ho baharon main baghwat kam hay

tum ab k lote ho jab main zmaan bhul gya
ehde rafta bhi yad nahi dore rwan bhul gya
bhulana nai asan magar mujrim ho tumara
ehdo paiman yad nhai koolu zuban bhul gya

,,,,,,tum ab k lote ho meri jaan????

ab k waqt ne mita dala hay sabi kuch
mere lafzon k kya the unwan yad nai
mumkin hay kaha ho kabhi"zindagi tum ho"
muaf karna sahi se "meri jaan" yad nai

madhoshi main kabhi un ko dohra leta hun jana
main tere khaton ko bhi ab har roz nahi parhta
apni hi nadani pe ro deta hon kisi raat
ab teri yad ka sawan bhi har roz nhai charhta
....tum ab k lote ho meri jaan???
ab tera naam bhi likh lo to behte nahi ansoo
honto per to ate hain kuch kahte nahi ansoo
pahle jo tere naam par bare shok se girte the
ab tere naam ki sakhti ko bhi sehte nahi ansoo
................tum ab k??????
ik waqt tha jab sitara-e-ishq dahkta hwa tha
ab waqt hay wo aftab-e-janoon gharob ho chuka
ik waqt tha jab main tumse mansoob hwa tha
ab waqt hay k koi muj se mansoob ho chuka

tum ab k lote ho meri jaan!!!!!!!


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
12th October 2005, 08:11 PM

mere khan,

tumhe padha....... padhti rahi......

tumhari ladli bahna
   
Reply With Quote
Re: Aik Nazm Bedilmusafir K Naam<<<<
Old
  (#3)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Aik Nazm Bedilmusafir K Naam<<<< - 13th October 2005, 11:27 AM

banjara bhai
ek ache shaksh ka dusre ache shaksh ki izzat mein kuch kehna.....dil ko bahooot bahooot acha laga...aajkal aap dono hi yahana birle dikhai padte hai...aaj bahoot acha laga aapko yahan dekh kar...
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
13th October 2005, 12:06 PM

mere khan,

aaj fir tumhe padhti rahi.........
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
13th October 2005, 09:34 PM

Khan bhai!

Kaisie hain? aapko yahan dekhkar bahut accha laga... umeed hai sab acche se hoga...

Bhai likha to humesha hi ki tarah khoobsurat hai aur naam kar diya bedil ke... sach uske liye jo kha jaaye kam hoga... Dost, bhai sab kucch hai....

meri daad kubool lijiyga.. likhte rahiye.. khayal rakhiye


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
13th October 2005, 11:51 PM

khan sahab,

kya baat hai...bada accha likkha hai hamesha ki tarah.yuhin mehfil sajate rahiye..take care


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
14th October 2005, 10:54 AM

ab tera naam bhi likh lo to behte nahi ansoo
honto per to ate hain kuch kahte nahi ansoo
pahle jo tere naam par bare shok se girte the
ab tere naam ki sakhti ko bhi sehte nahi ansoo
................tum ab k??????
ik waqt tha jab sitara-e-ishq dahkta hwa tha
ab waqt hay wo aftab-e-janoon gharob ho chuka
ik waqt tha jab main tumse mansoob hwa tha
ab waqt hay k koi muj se mansoob ho chuka

tum ab k lote ho meri jaan!!!!!!!



khan bhai.........

aapko padna har dafa.....ek naya jasbaat....ek naya tajurba.....

Akshat ke liye likha kalaam bahut khoob raha.....aur aapne aana bhi kam kar diya hai.....magar jab bhi aate ho...ek dilchaspi hoti hai aapko padne mein.....

aapka apna....



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#8)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 14th October 2005, 12:40 PM

mnoj kureel
kaise ho dost?
aik arse baad likha or us par agar tumare jaise parne wale reply krain gain zahir hay likha acha ho jaye ga...
bedil k naam karna meri bhi khushkismati hay...ache log hamesha
dilon main rehte hain or bedil bohat acha hay
aap ki tareef ka shukria
apna khiyal;rkahiye ga
khan--------
--------------------
pulkit gupta
kais eho dost?
sab ache se hay na?
dekho bhai hmain to sbahi shikayat karterhae k ate nahi likhte nahi....milte nhai jab kuch din pahle tak yehi ilfaz ham dosron ko kaha karte the....khair hmari ghalti hay...
hamne likhne ki koshish ki aap ne parha or pasand kiya mehnat wasool hui
apna khiyal rkahiye ga
khan
-----
farhana
kasi ho?
aapki tareef ka bohat bohat shukria...
apna khiyal rkahiye ga
khan
-------
aman rahi....
kaise ho bhai?
tume mera likhe apsand aya thanks...
tumne kaha k jab bhi likhta hu us main aik nayi dilchaspi hot hay....sahi kaha bhai...infact ham jaise or ap jaise jo log hote hain na wo shidat psand hote hain...in logon ko dard ki adat ho jati hay or dard acha lagta hay...muje aksar apne opar hansi ati hay
isi baat se k likhte hwe mere hont larzte rehte hain ankhain geeli rehti hain(or aksar kagaz bhi)...mgar usi likhe ko likhne k baad jab main parhta hu to lutf milta hay...
ise kahte hain dard ko enjoy karna
anyw ay bhai thanks aap ne waqt nikala..
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#9)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 14th October 2005, 12:47 PM

meena
meri ladli bahna kasi ho?
tumari tareef do lafzon main khob....
or yakeen mano k main inhi lafzo k jwaab main bhi do lafz sochta raha mgar nahi shaya d bohat din hwe tumse bata kiye hwe
online ana to btana...
bedil or banno ne jab phone kiya to btaya k meena di pareshan hain muje lekar to main hazir ho gya ..
bedil k naam kiye chand lafz shayad shayri ki hasiyat se use ache lage..
apna khiyal rkahna jald online ana to btana
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
14th October 2005, 07:20 PM

Khan BHai ..

kabhi kabhi tareef karne ke liye humari tabiyat bechain rahti hai magar humari kabiliyat jawab de jati hai ..

Sach bahut khoobsorat hai ye .. aisa lag raha hai padhne ke liye nigaheiN aisa hi kuch talaash kar rahi thi

aur aisa kyoN likha bhai poora padhne ke liye ye to vo cheez hai ki koi padhne baithe to bas padhta hi rah jayega ..

DaaD tah e dil se Qabool ho


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
14th October 2005, 10:16 PM

Adaab Khan Bhai...

laga ki suraj chandrmaa dono hi zara hat ke nikle hain..

laute ho tau sanson mein hararat aa gayi
ragon mein bhi shararat machal uthi
sawan ki jhadhi bhi lagi hai dekho
udaas chaman mein bahaarein chaa gayin

apni jaana ko yaad rakha...aur behna ko bhula diya...? koyi baat nahin...jaana ne ek sher sunaya aaj apki dilkash awaaz mein...aur yeh bhi bataya ki aapne unke liye kuch pesh kiya hai...lajawaab...!!

ab laute ho tau thehar jaana...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
15th October 2005, 02:08 AM

KhaN Bhai...
Kaise hai Aap....

Bhai Aap Ke Qalaam Ko PadNe Ke BaaD AaDuRa ChoR NahiN SakTe Hai ...Ek KasisH Hai... PaD KaR BaHuT AccHa LeGa...

QalaaM Wakay... QaBile TaReeF Haiii....

AaP Ka DosT


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#13)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 15th October 2005, 11:36 AM

adaab moon,,,,,,,

vow, its a lovely poem bhut hi acha likha hai aap ne. wasiey is mai aapki jalak bi nazar aati hai aur bedil hi ki bi. bhut khushi hoi ke aap wapis aae to sahi warna shayri.com pe har koi aapki nazmo ko taras giya tha. poem ke baare mai aur kiya kaho maloom nahi kiyoke tareef ke liye lafz chahiye hote hai jo mere paas nahi and i cant express my feeling therefore i leave it to it.

keep on writing
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#14)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 16th October 2005, 09:14 PM

khitiz
kais eho dost?
sab thek hay na?
muje aksar shikayat ki dosto ne k aap ate nahi likhte nahi...
jaldi likhain to aik do bar maine aik sher likh kar post kar diya tab
unhi dosto ne kaha k yeh sher jis nazm yah ghazal ka hay wo complete post krain jab complete post kiya gya tab un dosto k reply se malom hwa k unho ne nazm ko parhe bgair hi tareefon k pul bandhe the...
tab main to shayad khush ho gya un ki tareef se magar mere lafz muj se naraz ho gaye...
akshit aisa dost hay jo phone bhi karta tha to kahta tha khan bhai kuch sunao to isi liye us k liye nazm taweel nazm post ki...
janta tha k ise app jaise yah kuch aise khas shayri ko samjne wale dost hi parhain gain ...
warna to bohat se log yehi dekh kar guzar jate hain k itni taweel...
aap ne pasand ki mere lafz khush hogaye
apna khiyal rkahna


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#15)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 16th October 2005, 09:21 PM

amrit
kaise ho bhai?
yar likhna shyad mere liye bohat asan ho magar us likhne ka
maza to tab hi ata hay na jab ap jaise kuch dost use parhain
or samjhain...
aap ki tareef wakayi meri liye hosla afza rahi hay
take care...
------------------
parastaar
kasi ho?
meri jana ne aap ko sher sunaya ????
han mumkin hay?
mgar kaise mumkin hay...main yehi soch nahi pa raha hun....
aap ko bhulana mumkin nahi hay or agar bhai se galti ho gayi hay to sorry yar..
next time aisa nahi hoga
apna khiyal rkahna...
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#16)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 16th October 2005, 09:24 PM

romana
(tumhare us swaal par or paras k is reply par main khud bhi heran hon...)
mgar hqeqat kiya hay i think u understand neway...
aap ne waqt nikala or meri nazm parhi or tareef bhi ki...
aksar aisa hota hay k jis tarah k lafz aap tareef k liye tlash kar rahe hote hain woh mil nhai pate jaise khitiz ne bhi kaha...
magar aap k in sada lafzo main sachayi dikhayi deti hay
apna khiyal rkahna....
(.....)?
moon


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd October 2005, 05:56 PM

Banjara Bhaaii...

Kaise ho? Bahoot dino ke baad aap ko post padhne ka mouka milaa.. behad khoobsoorat likha hai aap ne... Dil ko chhu lene wale ehsaas ke baare mai kya kahna... Apna khayaal rakhiye aur aate rahiye apne is pariwaar me...

Aap ka...

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#18)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
thanks - 23rd October 2005, 03:10 PM

anjana rahi
kaise ho bhai?
janta hu bohat din baad sahi magar lafz hain kabhi
saath dete hain kabhi saath chor jate hain
mere lafzon main or meri jana main ik yehi adat
milti hay ..kabhi muje lagta hay k sirf meri hain or kabhi lagta hay
kabhi meri nahi ho sakti hain...
khair aap ki daad ka shukria
apna khiyal rkahiye ga
khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd October 2005, 03:25 PM

Khan Bhai

Aisa kyoN likhte haiN

kaun bevkoof hoga jo itni khoobsorat nuzm ko sarapa nahi padhna chahega .. ?

aur jo aisa karenge beshaQ unhe iski tameez hi nahi hogi

waise aapka Qad in sab batoN se bahut upar hai ..

aap sirf likhiye aur hum jaise diwanoN ko ye nazar e sukhan hone dijiye

khyaal rakhiye


andaaz
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#20)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 23rd October 2005, 03:29 PM

khitiz
aisa kiya likhd iyamiane khitiz bhai
aap jaise log hain to ye bazme sukhan kayam hay
...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ek Chulbuli Nazm.....aap Sab Ke Naam...:) zainy Shayri-e-Dard 35 10th August 2010 07:48 PM
Aik Azad Nazm AIk Bedil Musafir K Naam(Akshit Agarwal)<<<< banjara'''' Shayri-e-Dard 5 30th November 2008 03:47 PM
Eik Benaam Nazm ....Kuch yaadon ke naam ! MahamAzmi Shayri-e-Dard 28 21st April 2008 02:54 PM
gujrat kae fasaagaat kae naam aek nazm yasmeenraaz Shayri-e-Dard 0 15th July 2006 11:26 AM
ek nazm doston ke naam saud(sahil) Shayri-e-Dard 4 2nd April 2004 01:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com