Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
teri ibadat hai
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
teri ibadat hai - 10th August 2015, 10:53 PM

mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 10th August 2015 at 11:04 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th August 2015, 11:19 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.
Sanjay bhai behad khoob ehsaas hue hai is baar, bahut aache



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
10th August 2015, 11:25 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Sanjay bhai behad khoob ehsaas hue hai is baar, bahut aache
Meri koshish ko sarahne ke iye tahe dil se mashkoor huN aapka Mast bhai.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th August 2015, 11:06 AM

wah sanjay saahib kya ghazab ka improvement hai, maza aa gaya yuNhi mas jaari rakheN aur bazm ko roshan karte raheN....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th August 2015, 11:43 AM

Waaah...sanjay ji...bahut dino baad aapka kalaam padhne ko mila....bahut pasand aaye ehsaas......
Aate rahein...
Likhte rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th August 2015, 12:14 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.



bahut hi aalaa darje ka kalaam pesh kiya hai aapne Sanjay saahab......
meri tarafa se dher saarii daad aur shubh kaamnaaen......

Reps added +++++++++++++


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th August 2015, 10:55 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
wah sanjay saahib kya ghazab ka improvement hai, maza aa gaya yuNhi mas jaari rakheN aur bazm ko roshan karte raheN....
Shukriya Lucky Bhai ,
aap ka yuN aana aur mera haunsala badana bada acha laga mujhe ..

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th August 2015, 12:53 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.

Sanjay ji....bahut accha likha hai aapne, hame poori gazal pasand aaye, yeh sher khaas dil ke kareeb rha.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

bahut khoobsurat sher hai yeh


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
12th August 2015, 05:35 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.

Bahot khoob sahab .....behad umda ghazal hui hai....dheron mubarakbaad aapko !!!!!!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
12th August 2015, 10:02 PM

Quote:
Originally Posted by hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
aye khuda tujh se ye shikayat hai .

Kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv mein lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

Kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
is dil mein basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost ishq buri cheez nahin ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

Mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.

bahut khoob rahe aapke yeh ehsaas sanjya bhai
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th August 2015, 07:28 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.
AchChhe Khayaalaat Pesh Kiye HaiN

Khoobsurat KalaaM Ke Liye Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th August 2015, 09:20 PM

Sanjay ji namaste,

Kafi dino baad aapko padhne ka mauka mila....
Behad khoobsurat ehsaaso ko aur bhi khoobsurat alfaz diye aapne......kya baat hai...
dheroon daad.....yoon hi hame naye naye kalam padhne ka mauka dete rahen

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
26th August 2015, 06:44 AM

Accha likha hai Sanjay ji

Aajkal aap hain kahan. Sdc se gayab hi ho gaye hain.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th August 2015, 09:03 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Accha likha hai Sanjay ji

Aajkal aap hain kahan. Sdc se gayab hi ho gaye hain.
Sarika ji ,

Main thora busy chal raha huN isliye aa nahi raha sdc pe .. Isi karan maine moderatorship bhi chori thi .. Dekho jab free hounga aap logon se phir jur jaaonga ..Yaad kerne ke liye shukriya .

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
27th August 2015, 12:07 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
mujhe mere ghum se mohabbat hai,
Aye khuda tujh se ye shikayat hai .

kyun baar baar imtehaan leta hai ,
mere zhakhmon mein abhi nazakat hai.

Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe bur jaati muskuahat hai.

Ab tau jeena bhi mera dushvar hua ,
log kehne lage kyun kerta himakat hai .

kaise batau unko apne dil ka ye haal ,
Is dil meiN basee unki ek chahat hai .

Aye mere dost Ishq buri cheez nahiN ,
zhakhm dena tau zamane ki riwayat hai .

mere mehboob jaan le zindagi ka falsafa ,
Hamdam her waqt kerta teri ibaadat hai.
Hamdam ji aadab. Aapki peshkash sher dar sher ahsaasoN se bharpoor sunder lagi.....

"Jab kaanton se paanv meiN lahoo nikla ,
unke chehre pe baRh jaati muskuahat hai.".....behad khoobsoorat...

Daad...wasool paaiyega .

saadar

Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com