Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho
Old
  (#1)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho - 11th September 2014, 12:16 PM

Dayar-e-falak ki tumhi roshni ho
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho

Dayar-e-falak- The region of sky

Jo goonje to sab ko diwana bana de
Usi raag ki tum haseeN raagni ho

haseeN- Beautiful

hai sheereeN zabaaN jiski akhlaaq umdah
Kisi ko bhala us se kya dushmani ho

sheereeN – Sweet, Akhlaaq- Behaviour

Parizaat ho tum bohut khaas ho tum
Bohut khoobsurat bohut mohini ho

Mohini- Pretty woman

na ho sirf tum gham ke maron key hami
mata-e-muhabbat key bhi tum dhani ho

hami –Supporter/ Person who helps, mata-e-muhabbat- Things of love

tumhen dekh kar log kehte hain aksar
Ke chawal key ek daane se tum bani ho

eh tofeeq har aadmi ko khuda de
tumhari tarah oh wafa ka ghani ho

tofeeq- Mercy of God, Strength, Success, ghani- Rich, Wealthy
wafa- To give company/ Support

Moqaddar se Parwaaz ko tum mili ho
Badi dil lagi pyar ki chaashni ho

Chaashni- Syrup , Flavour


By Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
11th September 2014, 01:18 PM

Bohat khoob mujib sahab. ...

Aapse guzarish hai ke ek ghazal ko ek hi dafa aur ek hi section me post kijiye...




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
11th September 2014, 01:29 PM

Shukriya Zainy Saheba.

Agar is Ghazal ko "Shayeriye Ishq"" forum men muntakil kar den to ziyada munasib hoga.
Aisa kijiye agar ek hi forum ki baat hai to...jo mujhe pata nahin tha.

It ni si zehmat gawarah kijiye.....khushu hogi mujhe.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
11th September 2014, 01:39 PM

Jee zarur.................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
11th September 2014, 02:28 PM

wahh! waahh!... Mujeeb bhai,

Mehboob ki tareef karni ho to koi alfaaz aap se udhaar le kar jaaye!

Mazaa aa gaya.. sacch meiN..... masha Allah.. bohat pyar bharay eshaas haiN,
aur lafz lafz khushbu bakher raha hai fizaa meiN..

DherooN daad is pur-waqaar kalaam ke liye.. reps added!

Likhte rahiye,

DuaooN ke saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
11th September 2014, 02:36 PM

hahahaha....
bas yunhi ek halki koshish hai.

aap ki badi nawazish hai Hassan Saheb.

Isi tarah saath dete rahiye.

Aap ka dost
Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Smile 12th September 2014, 10:29 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Dayar-e-falak ki tumhi roshni ho
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho

Dayar-e-falak- The region of sky

Jo goonje to sab ko diwana bana de
Usi raag ki tum haseeN raagni ho

haseeN- Beautiful

hai sheereeN zabaaN jiski akhlaaq umdah
Kisi ko bhala us se kya dushmani ho

sheereeN – Sweet, Akhlaaq- Behaviour

Parizaat ho tum bohut khaas ho tum
Bohut khoobsurat bohut mohini ho

Mohini- Pretty woman

na ho sirf tum gham ke maron key hami
mata-e-muhabbat key bhi tum dhani ho

hami –Supporter/ Person who helps, mata-e-muhabbat- Things of love

tumhen dekh kar log kehte hain aksar
Ke chawal key ek daane se tum bani ho

eh tofeeq har aadmi ko khuda de
tumhari tarah oh wafa ka ghani ho

tofeeq- Mercy of God, Strength, Success, ghani- Rich, Wealthy
wafa- To give company/ Support

Moqaddar se Parwaaz ko tum mili ho
Badi dil lagi pyar ki chaashni ho

Chaashni- Syrup , Flavour


By Mujeeb Parwaaz
Bahut khoobsurat gazal mujib ji.....bahut lutf aaya padkar....mubarakbaad is umdaa gazal k liye.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 08:55 AM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Dayar-e-falak ki tumhi roshni ho
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho

Dayar-e-falak- The region of sky

Jo goonje to sab ko diwana bana de
Usi raag ki tum haseeN raagni ho

haseeN- Beautiful

hai sheereeN zabaaN jiski akhlaaq umdah
Kisi ko bhala us se kya dushmani ho

sheereeN – Sweet, Akhlaaq- Behaviour

Parizaat ho tum bohut khaas ho tum
Bohut khoobsurat bohut mohini ho

Mohini- Pretty woman

na ho sirf tum gham ke maron key hami
mata-e-muhabbat key bhi tum dhani ho

hami –Supporter/ Person who helps, mata-e-muhabbat- Things of love

tumhen dekh kar log kehte hain aksar
Ke chawal key ek daane se tum bani ho

eh tofeeq har aadmi ko khuda de
tumhari tarah oh wafa ka ghani ho

tofeeq- Mercy of God, Strength, Success, ghani- Rich, Wealthy
wafa- To give company/ Support

Moqaddar se Parwaaz ko tum mili ho
Badi dil lagi pyar ki chaashni ho

Chaashni- Syrup , Flavour


By Mujeeb Parwaaz


Mujeeb saahab.... aapki kaavish ka alag hi lutf alag hi mazaa hai... main bahot hi mutassir huaa hoon aur dil se aapko daad ki peshe aqeedat kaarta hoon..... tashreef laate rahiyega... shukriyaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Boht Khoob!
Old
  (#9)
Yasmine
Registered User
Yasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 13
Boht Khoob! - 14th September 2014, 09:46 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Dayar-e-falak ki tumhi roshni ho
Tumhi chand suraj tumhi chandni ho

Dayar-e-falak- The region of sky

Jo goonje to sab ko diwana bana de
Usi raag ki tum haseeN raagni ho

haseeN- Beautiful

hai sheereeN zabaaN jiski akhlaaq umdah
Kisi ko bhala us se kya dushmani ho

sheereeN – Sweet, Akhlaaq- Behaviour

Parizaat ho tum bohut khaas ho tum
Bohut khoobsurat bohut mohini ho

Mohini- Pretty woman

na ho sirf tum gham ke maron key hami
mata-e-muhabbat key bhi tum dhani ho

hami –Supporter/ Person who helps, mata-e-muhabbat- Things of love

tumhen dekh kar log kehte hain aksar
Ke chawal key ek daane se tum bani ho

eh tofeeq har aadmi ko khuda de
tumhari tarah oh wafa ka ghani ho

tofeeq- Mercy of God, Strength, Success, ghani- Rich, Wealthy
wafa- To give company/ Support

Moqaddar se Parwaaz ko tum mili ho
Badi dil lagi pyar ki chaashni ho

Chaashni- Syrup , Flavour


By Mujeeb Parwaaz
Boht khoob likha aapne, youn hi mehfil sajate raheeay!
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
15th September 2014, 11:29 AM

Naz@neenji,Hassanji, Zainyji, Madhuji, Saadji aur Yasmine ji aur baqi sabhi doston ko, meri taraf se pyar bhara adaab.

Aap sab ka teh dil se shukriya ada karta hun ke aap logon ne dher sari daadon se mujhe nawaaz kar meri hausla afzai ki.

Dar asl main dard ki fugaan ( Sense of sadness) apne dil men rakhta nahin hun naahin kalam men iski tasheer chodta hun. Wajah eh hai ke roz-marra ki zindegani men har shakhs pareshani men mubtalah hai aur kaamkaaj men masroof rehta hai. Usko chhahi ke aisi cheez mile jo uske chhere per muskaan bikhraye aur uska dil halka kare....us ki tafree kare...dil juee kare.

Is lehaaj se jo asaar seerat aur surat ki tareef bayaan karte hain oh asaar ziyada mozuuN( fit) hain mere khayaal se. Mere aksar beshtar kalaam tareefon se taalluq rakhte hain.
Aur mere kalaam nayi aur purani behron men hote hain. Isi khaas baat ko madde nazar rakhte hue, aap hazraat is na cheez ki takhliqaat ko padhte rahen , sarahte rahen aur mujhe khidmat karne ka mauqa faraham karte rahen...isse se mujhe khushi hogi...magar han koi khaami hoto be-jhejhak bataya karen.

Aap sab khush rahen...muskurate rahen..isi dua ke saath rukta hun.

Khuda hafiz
Mujeeb Parwaaz

Last edited by mujib66; 15th September 2014 at 11:41 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 15th September 2014, 12:17 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Naz@neenji,Hassanji, Zainyji, Madhuji, Saadji aur Yasmine ji aur baqi sabhi doston ko, meri taraf se pyar bhara adaab.

Aap sab ka teh dil se shukriya ada karta hun ke aap logon ne dher sari daadon se mujhe nawaaz kar meri hausla afzai ki.

Dar asl main dard ki fugaan ( Sense of sadness) apne dil men rakhta nahin hun naahin kalam men iski tasheer chodta hun. Wajah eh hai ke roz-marra ki zindegani men har shakhs pareshani men mubtalah hai aur kaamkaaj men masroof rehta hai. Usko chhahi ke aisi cheez mile jo uske chhere per muskaan bikhraye aur uska dil halka kare....us ki tafree kare...dil juee kare.

Is lehaaj se jo asaar seerat aur surat ki tareef bayaan karte hain oh asaar ziyada mozuuN( fit) hain mere khayaal se. Mere aksar beshtar kalaam tareefon se taalluq rakhte hain.
Aur mere kalaam nayi aur purani behron men hote hain. Isi khaas baat ko madde nazar rakhte hue, aap hazraat is na cheez ki takhliqaat ko padhte rahen , sarahte rahen aur mujhe khidmat karne ka mauqa faraham karte rahen...isse se mujhe khushi hogi...magar han koi khaami hoto be-jhejhak bataya karen.

Aap sab khush rahen...muskurate rahen..isi dua ke saath rukta hun.

Khuda hafiz
Mujeeb Parwaaz
Mujeeb bhai,

Itni mohabbatoN se nawaazne ke liye bohat bohat shukriyaaH!
Aap younhi acche acche kalaam hum se ru-ba-ru karaatay raheN,
hum issi taraH hausla afzaai karte raheN ge... aur abhi tak to aap
ke kalaam meiN koi khaami dikhi nahi.... agar dikhi to zaroor
nishaan-dahi kareN ge...

Apna khaayal rakhiye ga,

Younhi meHfil sajaatay rahiye ga,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
25th September 2014, 05:13 PM

Hassan sb....adaab arz hai....thodi der hui aap se mukhatib hone men...bura mat maniyega.
Muhabbat hai jabhi to aap hazraat ke sath is anjuman men shamil hun.
Urdu se mujhe behad lagao hai..jabke roz roz ke kaam men ise istemaal nahin karpata hun.
By profession Sr. Scientist jo thera.
Lekin shayeri ke zauq ko taskeen dene ke liye hum sukhan logon ke beech ana pasand karta hun.
Aap sabhi hazraat bohut khoobsurat kalaam likhte hain aur achhe kalaam ke hami bhi hain.
khaas kar aap ke kallam achhe standard ke hote hain.
Waise sabhi logon ke lafzon ke intekhaabaat dekhtehi bante hain.
Baas aap log kaam jaree rakhenge..isi ummeed ke saath rukta hun
aur dua ki darkhwast karta hun.

Khush rahen.
Khuda Hafiz
Mujeeb Parwaaz.

Last edited by mujib66; 25th September 2014 at 05:15 PM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com