Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

View Poll Results: GHAZAL OF THE MONTH "SEP 09" IS
Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai 11 52.38%
Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n 8 38.10%
Khataao.n ke apne bahaane dhoonte hai.n 6 28.57%
Dard ki basti mein thikaane dhundte hain 5 23.81%
Jigar par log zakhmon ke nishaane dhoondte hein 5 23.81%
Multiple Choice Poll. Voters: 21. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal Of The Month "sep 09" (result announced)
Old
  (#1)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
Ghazal Of The Month "sep 09" (result announced) - 1st October 2009, 07:47 AM

Aadaab dostoN

Ghazal of the month "september 09" ke liye hame kul 5 Ghazalein mili haiN, . maiN sab se pahle un dostoN ki shukr-guzaar huuN jinhone 'Ghazal of the month' meiN hissa liya aur apnii ghazalein hame bheji...

Aap sab kii yeh ghazalein behad achhi lagii mujhe, iske liye mere taraf se daad aur mubaarakbaad qubool keejiye..

Ummid hai aagey bhi aap sab isi tarah gtm me hissa lete rahenge...

All the best to all the participants...

Aayiye dostoN in ghazaloN ko ab aap maze se padhiye aur voting karke inki hausla afzaai kijiye

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st October 2009, 07:50 AM

Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai
najaane hum diwaane, kya jaane ,dhundte hai

hum aise dhundte hai, is dunya me khushi ko
jaise parinde ,sahra,me daane dhundte hai

bachpan me, ghode haathi ,hass hass ke tod dale
Ro ro ke ab, khilone ,puraane dhundte hai

'Dil tak luta diya tha, jin dosto pe maine'
Vo jeb me meri, ik du-anne dhundte hai

taro.n ko chuune walo, kya tumko kuch khabar hai?
dairo haram ko tere, veeraane dhundte hai

ro ro ke muskurati, hai aediyan gumaa se
Jab baap beti bihane ,gharaane dhundte hai

Ik vo hai jo rihaii, ke dhundte hai pahlu
Ik hum hai, jo tire dil me , thaane dhundte hai

Bedar ho gayi hai, paiso se neend jinki
Besood ,khwab ab vo, sirhane dhundte hai

Sahra=desert,registan
Gumaa= pride,fakr,naaz
Besood=unnessary,bina faida
Bedar= alert,chaukanna hona
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)

1st October 2009, 07:51 AM

Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n
Adawato.n mei.n bhi hum dostaane dhoondhte hai.n

Woh surkh phool woh bulbul ke gaane dhoondhte hai.n
Hum ashiqui ke woh guzre zamane dhoondhte hai.n

Jinhe.n ladaai ki aadat padi ho bachpan se
Naye ladaai ke har din bahaane dhoondhte hai.n

Hum apne ghar se kahi.n door jab bhi jate hai.n
Waha.n bhi ghar ke mazedar khaane dhoondhte hai.n

Jo chahte hai.n ke purkho.n ki jaay-daad mile
Kachehri jake woh naqshe puraane dhoondhte hai.n

Ujaad deta hai ghar jinke waqt ka toofa.n
Woh badnaseeb naye ashiyaane dhoondhte hai.n

Jab unki beti ki shaadi ka waqt aata hai
Ghareeb log bhi achhe gharane dhoondhte hai.n

Talash husn ko rehti hai qadrdano.n ki
Nazar ke teer dilo.n ke nishaane dhoondhte hai.n

jo sirf paak zameeno.n pe phool khilte hai.n
Khud apne waaste taahir thikaane dhoondhte hai.n
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st October 2009, 07:53 AM

Khataao.n ke apne bahaane dhoonte hai.n
Wo teer chala ke nishaane dhoondte hai.n

Daikhenge dil mai to mil jaayega khuda bhi
hum hain ki usko kahan jaane dhoodte hai.n

Anjaam e ishq hai, har dour mein yahi key
har ik anaarkarli ko qaidkhaane dhoondte hain

Kahan gaye agle dour ke, ey ghalib ke tumko
maikado ke khushq paimaane dhoondte hain

Apni zameen chor kar dayaar e ghair mai
hum jaise mohajreen aashiyaane dhoondte hain

Hum bhi ajab hain log khud mushkil bana kar
uljhi zindagi ke taanebaane dhoondte hain

Hai qad mai koi chota to usse apna nhi kehte
rishete nibhane ko unche gharaane dhoondte hain

Koi humse bada na ho jaaye is dar se hi to hum
saya paane ko shajr bhi darmiyane dhoondte hain
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st October 2009, 07:54 AM

Dard ki basti mein thikaane dhundte hain
musafir gham bhulne ko maikhane dhundte hain

Hai masroof itna woh alag hasti banane mein
apno ki mahfil mein bhi begaane dhundte hain

royi hai kayi muddat se aankhen woh unki
muskurane ko ab woh bahaane dhundte hain

sar basar raakh ho gayi jal kar jab shamma
kyun uss khaakh mein parwane dhundte hain

ruh, jism, jazbaat, imaan tak hai zhakhmi
chot naye dene ko log nishaane dhundte hain
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)

1st October 2009, 07:55 AM

Jigar par log zakhmon ke nishaane dhoondte hein
Mazaaq uDaane ko kaise bahaane dhoondte hein

Iss kashti ko aandhi o tuufaan ke paar le jaana hai
Saagar mein doob kar hi khazaane dhoondte hein

Laila Majnu ke khisse ab bahout puraane ho chale
Log hamare jeisse pyaar ke fasaane dhoondte hein

Ek khaas shaks ke saalgiraah manaana hai hamein
Kahin se bhi do chaar yaar puraane dhoondte hein

Khaali haanth bhalaa kaun jaayega uss jashn main
Unnke liye bazaar se kuch nazraane dhoondte hein

Hum iss umbr main yaaddasht par bahut zor de kar
Pyaar main wo guzre houe zamaane dhoondte hein

  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st October 2009, 09:36 PM

MaiN sach kahuN .. bada mazaa aaya mujhe yahan pe is baar

sab ne accha likha hai .. aur ek doosre ko jabardast takkar dee hai

KyuNki matla sabko ek hi diya gaya hai .. kayi jagahoN pe khayal bhi

ek se hi ban pade hai .. aur aisa lagta hai jaise imtehaan maiN naQl ki gayi ho

PEHLA aur AAKHIRI dil azeez raha .. phir bhi mera vote 1ST ko dounga maiN...

Aur waise to maiN koi hasti nahi rakhta .. par site ke khair-khuawoN ko ek iltezaa karna chahta huN.. ki Voting maiN multipal voting ko na shumaar kiya jaye .. kyuNki maine isse pehle bhi dekha hai ki kayi baar jo haqdaar hote hai wo peeche reh jaate hai,... ek shakhs ko ek hi Shayar ko vote dene ka haq ho... Baaki meri ye jaati raa'ii hai sunne aur kehne maiN kuch nahi jata .. phir bhi maiN muafi ka talabgaar rahunga agar kisi ko galatt laga ho mera yuN kehna

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
11th October 2009, 09:03 PM

Aray yaar lag raha hai isbaar SDC members thande pad gaye hai...... 10 tarique aa gayi aur kul votes itne kam aab kya kahuN.............

Khair sabhi Gazalen bahut khoob hai........ Ek ek gazal ke ahsaas aur kahayal juda lage kafiye eksaaN hone ke bawjood khayal itne alag alag dekh khushi hui............

Keep it up ...........
Come on friends give your vote to your fav gazal...........

Last edited by Mayank; 12th October 2009 at 11:54 AM.. Reason: font size
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th October 2009, 04:40 AM

itna bada bada kyuN likha hai ....@

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aray yaar lag raha hai isbaar SDC members thande pad gaye hai...... 10 tarique aa gayi aur kul votes itne kam aab kya kahuN.............

Khair sabhi Gazalen bahut khoob hai........ Ek ek gazal ke ahsaas aur kahayal juda lage kafiye eksaaN hone ke bawjood khayal itne alag alag dekh khushi hui............

Keep it up ...........
Come on friends give your vote to your fav gazal...........

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by Mayank; 12th October 2009 at 11:54 AM.. Reason: font size
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
12th October 2009, 03:16 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
itna bada bada kyuN likha hai ....@
Kunal Bhai mujhe kaam dikhai deta hai isliye itna bada bada likh diya........ yeh soch ker ke yahann ke members ko shayad mujhse kam dikhayi deta hai jo votings karne hi nahi aaye aab tak yahan.....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th October 2009, 10:58 AM

Friends...... ...pls apna vote dekar apne dostoN ki hausla afzai kijiye..........

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#12)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th October 2009, 10:44 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai
najaane hum diwaane, kya jaane ,dhundte hai

Bhayee jo bhi ho .. kyamat ho ... naadaan bhi ho aur aakal bhi
sajda hai ....!!

hum aise dhundte hai, is dunya me khushi ko
jaise parinde ,sahra,me daane dhundte hai

behad umdaa . behad umdaa................!!

bachpan me, ghode haathi ,hass hass ke tod dale
Ro ro ke ab, khilone ,puraane dhundte hai

Umdaaaaaaaaaaaaaaa

'Dil tak luta diya tha, jin dosto pe maine'
Vo jeb me meri, ik du-anne dhundte hai

a ha ha ......ik do aane ............. kamaal hai

taro.n ko chuune walo, kya tumko kuch khabar hai?
dairo haram ko tere, veeraane dhundte hai

zabardast ... bas yahi kahunga bacha liya ho shayeri ko jaise hum jaise utpataang shayro se

bhayee jao aur ballimaraan mai raho

ghalib chacha chhod gaye hawli tumko

ro ro ke muskurati, hai aediyan gumaa se
Jab baap beti bihane ,gharaane dhundte hai

ye samjh nahi aaya pahla misra ...
doosra katl hai...

Ik vo hai jo rihaii, ke dhundte hai pahlu
Ik hum hai, jo tire dil me , thaane dhundte hai

ha ha .....

Bedar ho gayi hai, paiso se neend jinki
Besood ,khwab ab vo, sirhane dhundte hai

acha hai sahi ... apna bank balance .. mujeh de dena
tab hi kahunga acha sher hai

Sahra=desert,registan
Gumaa= pride,fakr,naaz
Besood=unnessary,bina faida
Bedar= alert,chaukanna hona

Bhayee jo bhi ho kamaal ka likhte ho..... sach kahunga sahi mayne mai likhte ho

likhte raho
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#13)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th October 2009, 10:48 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n
Adawato.n mei.n bhi hum dostaane dhoondhte hai.n

Woh surkh phool woh bulbul ke gaane dhoondhte hai.n

Saheb ............. kyaa baat hai ........... behtreeen hai ............... ghazab

Jinhe.n ladaai ki aadat padi ho bachpan se
Naye ladaai ke har din bahaane dhoondhte hai.n

ha ha acha tanz hai

Hum apne ghar se kahi.n door jab bhi jate hai.n
Waha.n bhi ghar ke mazedar khaane dhoondhte hai.n

sahi hai....... bahut sahi ... abhi tak bade nahi hue aap . ya fir boodhy ho chuke
hai... dono hi sooraton mai masoom hain

Jo chahte hai.n ke purkho.n ki jaay-daad mile
Kachehri jake woh naqshe puraane dhoondhte hai.n

Is sher ne aapki poori ghazal padhne ko majboor kiya hai...........
aapne bahut behtar bata kahi bahut sachi aur bahut hi umda tareeke se

Ujaad deta hai ghar jinke waqt ka toofa.n
Woh badnaseeb naye ashiyaane dhoondhte hai.n

Jab unki beti ki shaadi ka waqt aata hai
Ghareeb log bhi achhe gharane dhoondhte hai.n

kitni saada baat hai ... koe tanz nahi fir bhi tanz ...........
sach bhi utna hi

sher suna tha ki

khoobsorat kitni bhi ho beti gareeb ki
bade ghar mai rista nahi manga jata

jo sirf paak zameeno.n pe phool khilte hai.n
Khud apne waaste taahir thikaane dhoondhte hai.n

beautiful
bahut achi gahzal likhi hia bhayee .... likhte raho

apna khyaal rakho
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#14)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th October 2009, 10:51 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Dard ki basti mein thikaane dhundte hain
musafir gham bhulne ko maikhane dhundte hain

Hai masroof itna woh alag hasti banane mein
apno ki mahfil mein bhi begaane dhundte hain

bahut achy ...... beautiful

royi hai kayi muddat se aankhen woh unki
muskurane ko ab woh bahaane dhundte hain

thoda sa uljh gaya hai

sar basar raakh ho gayi jal kar jab shamma
kyun uss khaakh mein parwane dhundte hain

kuredte ho zism aarzu kya hai

bahut acha sher hua hai

ruh, jism, jazbaat, imaan tak hai zhakhmi
chot naye dene ko log nishaane dhundte hain

sahi bahut sahi
bhayee Aapki gahzal pasand aaye aap aise hi likhe aur humko padhne ka mouka de

rabb rakkha
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#15)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th October 2009, 10:55 PM

[quote=zainy;367918]Jigar par log zakhmon ke nishaane dhoondte hein
Mazaaq uDaane ko kaise bahaane dhoondte hein

Iss kashti ko aandhi o tuufaan ke paar le jaana hai
Saagar mein doob kar hi khazaane dhoondte hein

kyaa baat hai janaab

kyaa baat hai .........

best of gahzal aur sabhi gahzalo mai ek umda sher mai gina ja sakta hai

Laila Majnu ke khisse ab bahout puraane ho chale
Log hamare jeisse pyaar ke fasaane dhoondte hein

sahi hai ....

Ek khaas shaks ke saalgiraah manaana hai hamein
Kahin se bhi do chaar yaar puraane dhoondte hein

are bahut achy bhayee bahut achy

Khaali haanth bhalaa kaun jaayega uss jashn main
Unnke liye bazaar se kuch nazraane dhoondte hein

saada si baat hai ... par baat kaam ki hai

Hum iss umbr main yaaddasht par bahut zor de kar
Pyaar main wo guzre houe zamaane dhoondte hein

kaun si umr hai bhayee
waise umr yado ko aur taza karti hai ....yaden jitni purani utni taza

zahan door ki sochen lagta hia nazdeek ki nazar dhundhli padti hai soch ki

waise ye mera khyaal hai

Aaapki koshish bhi pasand aaye

kash hum review bhi utne achyd e pate jitna ki acha aap gahzal likhte hain
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th October 2009, 10:57 PM

Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai

aap jo bhi ho bhayee

umr khyaal aur sukhaan badhta hi rahe
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#17)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
14th October 2009, 01:30 AM

yun toh yaha sabhi ghazal taarif ke kabil rahi hai.....sab ne bahut acha likha hai.....mujhe IInd Ghazal "Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n " khaas pasand aai.....

dil se daad...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
14th October 2009, 10:52 PM

sabhee dostoN ne bahot hi Khoob liKhaa haii.. merii aur se sabhee dostoN ko dil se mubaaraQbaad!

KhuSh rahe.N!

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
16th October 2009, 02:58 PM

yaaraan-e-bazm,

aadaab arz hai..

chu.n kii, voting kaa ta'ey miyaad puura ho chuka hai.. to ab zaruurat hai ki 'Ghazal of the month contest for september'09' ka winner announce kar diya jaaye... dosto.n, aap ke support aur vote ko dekha gaya aur is ka result aap sab ke saamne haazir hai...

1)
Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai [by zidd saaheb (11 vote)]

2)
Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n[by fezan saahab (8 vote)]

3)
Khataao.n ke apne bahaane dhoonte hai.n [by noor saaheb (6 vote) ]

4)
Dard ki basti mein thikaane dhundte hain [by praneeta jee (5 vote)

5)
Jigar par log zakhmon ke nishaane dhoondte hein [by mushkil jee (5 vote)]

GHAZAL OF THE MONTH ke winner hai.n zidd saahab,

Zidd saahab jee ko Ghazal of the month sep'09 jeetne ke liye, aur baaqii dosto.n ko, is ka hissa ban,ne ke liye meri aur se
mubaaraqbaad ..

from Shayri.com Administration

Last edited by Mayank; 16th October 2009 at 04:27 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#20)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
16th October 2009, 03:02 PM

Many Many Congratulations Zidd ji

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th October 2009, 03:18 PM

Bohat bohat mubarak ho..manish jee....mujhe behad accha lagaa aaj aapko is muqaam per dekh ker......dil se mubarak baad qubool kijiye...

fezan saheb, aslam saheb, praneeta aur danny jii.....aap sab ki ghazalein bhi behad acchi lagi mujhe.....

Per contest hai to jeet haar to chalti rehti hai....ummid hai aap sab isi josh ke saath aagey bhi hissa lete rahenge....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 16th October 2009, 03:18 PM

Congratulations
and
Celebrations
Keep up Zidd ji
Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#23)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th October 2009, 03:58 PM

Badhai Ho Zidd sahab.........

Ek achchi gazal per aapne yeh contest jita hai dil se daad kabool kijiye........
Aise hi jiitte rahiye aur jite rahiye....
Congrats...........

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#24)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
16th October 2009, 05:47 PM

GHAZAL OF THE MONTH ke winner hone par zidd ji......aapko bahut bahut badhaai.....meri shubhkamna hai....aage bhi aap vijeta bane....

yeh jeet....umda Ghazal ki jeet hai.....aur sab se pehli jeet.....is ghazal ko janam dene wale zidd ji ki hai......main bahut khush hu.....

aapki umda ghazal rachna ko....dil se daad....kabul kare....

ek baar phir se....badhaai....!!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#25)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
17th October 2009, 02:22 AM

zidd ji bhut bhut mubarak ho aapko Ghazal of the month ke liyn mashallah se bhut hi umda ghazal se nawaaza hai aapne dil se mubarak hazir hai qubool keejiye,

Aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
Thumbs up 17th October 2009, 06:48 PM

Hamari taraf se bhi badhaayi ho, Zidd sahab...! Aap ke kalaam vaakai umda raha...!

I would like to thank those who voted for mine ( and also those who haven't )

Shukriyaa

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#27)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
18th October 2009, 09:37 PM

bohat bohat mubarak

Kunaal.................

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#28)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
20th October 2009, 03:40 PM

sabhi members,jinhone meri ghazal dekhi unko mera teh e dil se shukriya........

and

mayank sahab, fezan sahab.zainy aur pari sahiba,khwaish,naresh noor,mushkil and kunal saheban ko bahut dhanywad........thats for congratulating me

thanks a lot to all............

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th October 2009, 04:12 PM

Zidd jee:

bahot bahot mubaaraQbaad!

KhuSh raheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
21st October 2009, 09:58 PM

Ziddi jee
bahot bahot mubarak .................

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd October 2009, 11:31 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Zidd jee:

bahot bahot mubaaraQbaad!

KhuSh raheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
dhavalji,
apka bahut bahut shukriya.........
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd October 2009, 11:32 AM

.................................................. .................................................. ......
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Ziddi jee
bahot bahot mubarak .................

tx...di
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
22nd October 2009, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
yaaraan-e-bazm,

aadaab arz hai..

chu.n kii, voting kaa ta'ey miyaad puura ho chuka hai.. to ab zaruurat hai ki 'Ghazal of the month contest for september'09' ka winner announce kar diya jaaye... dosto.n, aap ke support aur vote ko dekha gaya aur is ka result aap sab ke saamne haazir hai...

1)
Besabr hoke, yado.n ke , khaane dhundte hai [by zidd saaheb (11 vote)]

2)
Sulagte dasht mei.n mousam suhaane dhoondhte hai.n[by fezan saahab (8 vote)]

3)
Khataao.n ke apne bahaane dhoonte hai.n [by noor saaheb (6 vote) ]

4)
Dard ki basti mein thikaane dhundte hain [by praneeta jee (5 vote)

5)
Jigar par log zakhmon ke nishaane dhoondte hein [by mushkil jee (5 vote)]

GHAZAL OF THE MONTH ke winner hai.n zidd saahab,

Zidd saahab jee ko Ghazal of the month sep'09 jeetne ke liye, aur baaqii dosto.n ko, is ka hissa ban,ne ke liye meri aur se
mubaaraqbaad ..

from Shayri.com Administration
Zidd Ji aadab,

Ab dikhaya aapne raNg banarasi babu kaa. Mubarak ho aapko. Aise hi likte rahiye aur mehfil ki raunaq ba.Dhate reahiye. Agle muqaable meiN ru-ba-ruu hoNge!

Aadab,
Shyam

"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd October 2009, 04:03 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Zidd Ji aadab,

Ab dikhaya aapne raNg banarasi babu kaa. Mubarak ho aapko. Aise hi likte rahiye aur mehfil ki raunaq ba.Dhate reahiye. Agle muqaable meiN ru-ba-ruu hoNge!

Aadab,
Shyam
dua o mubarak ke liye tah e dil se shukriya..........
bhai......apka saath jaha bhi mil jaye accha hi hoga..........chahe jo jeete haare safar me to bahut mazaa aayega.........

aa jaiye ap bhi akhade me......ganga maa ka naam leke
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
23rd October 2009, 09:18 PM

Boht boht mubarik ho Zidd Jii,,,

Aap nay waqai aik achi ghazal compose ki,
aur aap is martabe k laayiq the

Keep writing

Take care

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th October 2009, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Boht boht mubarik ho Zidd Jii,,,

Aap nay waqai aik achi ghazal compose ki,
aur aap is martabe k laayiq the

Keep writing

Take care
hassanji...apka bahut bahut dhanyawad............

hausla afzai ke liye shukriyaa..

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
27th October 2009, 12:35 PM

mere kuch doston ne is ghazal ka beher ke liye mujhe PM kiya........unko to maine jawaab de diya phir socha sabko bata deta hu...........kisi ke kuch kaam aaye

'besabr hoke yadon ke khaane dhundte hai'
besabr /hoke yadon// ke khaane /dhundte hai'

iska beher mazaari hai........
musamsam 4 feet me.......
aur akhrab variation hai

digital me

221 2122 221 2122

famous song is ghazal me hai

'saare jahaa.n se accha hindusataa hamaara
hum bulbule hai iski ye gulsitaa hamaara"( iqbal sahab)

is gaane ki dhun par ap meri ghazal gaa sakte hai

regards
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com