Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham
Old
  (#1)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham - 18th December 2015, 01:59 PM

naa tarjeeh, naa ibaadat aur naa inaayat me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa yaadon, naa qwaabon aur naa khayaalo me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa nigaaho, naa dil aur naa dhadakan me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa alfaazo me , naa hi unki khamoshi me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa muskaan , naa bekaraaari ki wajah hai ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham .....!!!!!


Kehne ke liye har koi lagta hai apna,
jhaak ke dekhe toh toh har rishta hai ik Sapna . . .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th December 2015, 03:10 PM

waaah waaah waah.....krishna ji...bahut sadgi se dil pe chot karte huye ashaar kahe hain aapne....bahut bahut mubarakbaad aur daad....

Aage bhi aapke kalaam ka intzaar rahega...

Aate rahiyega...

Takecare..
Madhu



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th December 2015, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by Krishnasharma View Post
naa tarjeeh, naa ibaadat aur naa inaayat me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa yaadon, naa qwaabon aur naa khayaalo me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa nigaaho, naa dil aur naa dhadakan me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa alfaazo me , naa hi unki khamoshi me ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham

naa muskaan , naa bekaraaari ki wajah hai ham
phir bhi kehte hai woh; unki muhobbat hai ham .....!!!!!



Krishna ji...bahut khoobsurat ehsaas...dil se pasand aaye...likhtey rhiye



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com