Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan - 12th May 2006, 05:36 PM

aaj khud se kahata hoon to bhee yakeen nahee hota ki main yahan meree apnee 100 shayri ke panne chor chuka hoon. ye ab jo likh raha haoon main mera 100 van vark hai. kisee panne par shikayat hai kisee par romance hai kisee par ksiee aur ke ansoo hain. koyee achee hai koyee buree hai. par jo sab se achha mila bahut se logon ka bahut sa pyar. kuch ne mujhe achha kaha kuch ne bura bhee samjha mujhe par jab bhee kabhee gaya yahan beeta ek ek pal yaad rahega. jab koyee ballebaj 99 par hota hai to us ka dil hota hai woh 6 ran se apne 100 run porre kare. par sada hota nahee aisa. maine bhee bas koyee ek kavita yahan de raha hoon dekhen us ko kya mukam milta hai apake dilon main. par maine mere man se meree dil ko achee lagane wala kalam diya hai. aap ke sneh pyar aur ashirwad sada chahoonga main
Anil

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai
aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee
too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?
aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

main nek dil bhee tha
bura bhee naheen tha
par tujhe meree duniya ka hissa maan naheen saka
teree har baat main mera khayal tha
main khud ko hee kabhee pahchan naheen saka
aaj jab koyee kah gaya us kee duniya zuda hai
meree dunya zuda thee
mujhe ahsas huya main yoon hee sa shakhs tha
aur teree woh muhabbat khuda thee

mere hathon se hath chootana hee tha
mera dil kabhee to tootna hee tha
tona kabhee bura chaha naheen mera
par ahon main asar tha
aaj main pathar se pyar kar baitha
kal main bhee to pathar tha

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
12th May 2006, 05:41 PM

Anil ji….

bahut bahut bahut mubarak ho…..aapki kavitayon ki 1st century par…….aapne no doubt sixer hi maara hai…..aapki century poori hi sixers se hui hai….ismein…four shamil hi nahin hai…..bilkul bhi nahin…only sixers and sixers and sixers……!

aur iss kavita par kya kahoon……wah! Bas wah! Aur wah!..
….hamesha ki hi tarah dil par chhaap chod jane wale alfaaz…..wahi gherey khayal…..aur masoom se jazbaat……bahut khoob! Bahut khoob!....

jazbaaton ko lafzon mein dhaalna koi aapse sikhe….bahut simple bahut hi pyari kavita hai…..koi, na hote huey bhi gunahgaar ho gaya…..bina kisi galti kiye bhi saza mil jati hai kabhi kabhi……

daad kabool kijiyega

aur ek baar phir..dheron badhai aapko……dher saari talliyan aapke naam…..

dua rahegi aap hamesha aise hi century pe century poori karte rahen….. hanste rahen....muskurate rahen!

apna khayal rakhyiega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kamyayni
Guest
 
Posts: n/a
12th May 2006, 05:49 PM

bahaut khoon kaha hai aapne Anil Ji
humari aaho ko shabd de diye hain aapne.
ya yon kahein ki humare man mein uth_te
sawaalo ko jawaab de diya hai. shayad
aisa sab sochte honge ya is daur se har wo
shaks guzrega jiska aapne byana diya hai.

aapko bahaut bahaut mubaarkein ji
aapki 100 vi rchna pe. humare taraf se
aapko aage barhte rehne ka good luck!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
12th May 2006, 05:59 PM

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai
aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee
too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?
aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

main nek dil bhee tha
bura bhee naheen tha
par tujhe meree duniya ka hissa maan naheen saka
teree har baat main mera khayal tha
main khud ko hee kabhee pahchan naheen saka
aaj jab koyee kah gaya us kee duniya zuda hai
meree dunya zuda thee
mujhe ahsas huya main yoon hee sa shakhs tha
aur teree woh muhabbat khuda thee

mere hathon se hath chootana hee tha
mera dil kabhee to tootna hee tha
tona kabhee bura chaha naheen mera
par ahon main asar tha
aaj main pathar se pyar kar baitha
kal main bhee to pathar tha

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee





ANIL JI AAPKO BAHUT BAHUT MUBARAK HO...........aapke saath hamne bhi aapki yah 100 kavitaa padi.......har khushi ko, gam ko aapki har kavitaa ke khubsurat alfazo ke saath baanta...........aapki har kavitaa apne mein hi ek misaal hai ............

aap yun hi likhte rahe , aur jaldi hi ham aapke dawara likhi gaye bahumulaye jajabaato ko, dard ke aur khushi ke ehsasaso ko aapke rachaye shabado ke saath aapki 1000 kavitaa ke saath share kare........AMEEN...

bahut bahut shubkamanoo ke saath ............

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th May 2006, 06:11 PM

Anil yaar ...

aaj tumhari kavita ne majboor kar hi diya ki maiN aa hi kauN tumhare paas .. tumhare alfazoN ke aagaN maiN apne dard ki unchaiyaN leke .. jo kabhi darta tha ki tumhara aangan bhar na de .. par aaj to apna hi aina sa ghoorta mila ... bohat khoob ... meri dher sari mubarkeN is mukaam ko hasil karne ke liye

tumhara hamumra

Kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan
Old
  (#6)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan - 12th May 2006, 06:15 PM

Mubaarak ho..........................



aur kuch kehne ko sabad nahi..............shukriyah



Apna khayal rakhiyega





Quote:
Originally posted by masoomshayer
aaj khud se kahata hoon to bhee yakeen nahee hota ki main yahan meree apnee 100 shayri ke panne chor chuka hoon. ye ab jo likh raha haoon main mera 100 van vark hai. kisee panne par shikayat hai kisee par romance hai kisee par ksiee aur ke ansoo hain. koyee achee hai koyee buree hai. par jo sab se achha mila bahut se logon ka bahut sa pyar. kuch ne mujhe achha kaha kuch ne bura bhee samjha mujhe par jab bhee kabhee gaya yahan beeta ek ek pal yaad rahega. jab koyee ballebaj 99 par hota hai to us ka dil hota hai woh 6 ran se apne 100 run porre kare. par sada hota nahee aisa. maine bhee bas koyee ek kavita yahan de raha hoon dekhen us ko kya mukam milta hai apake dilon main. par maine mere man se meree dil ko achee lagane wala kalam diya hai. aap ke sneh pyar aur ashirwad sada chahoonga main
Anil

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai
aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee
too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?
aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

main nek dil bhee tha
bura bhee naheen tha
par tujhe meree duniya ka hissa maan naheen saka
teree har baat main mera khayal tha
main khud ko hee kabhee pahchan naheen saka
aaj jab koyee kah gaya us kee duniya zuda hai
meree dunya zuda thee
mujhe ahsas huya main yoon hee sa shakhs tha
aur teree woh muhabbat khuda thee

mere hathon se hath chootana hee tha
mera dil kabhee to tootna hee tha
tona kabhee bura chaha naheen mera
par ahon main asar tha
aaj main pathar se pyar kar baitha
kal main bhee to pathar tha

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
12th May 2006, 06:30 PM

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai

aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee

too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?

aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

ufff... ghazab ka asar hai in aashaar me.... just tooo good....

Anil,

Ek baar fir dil ke sab taar chhed gayi aapki rachna... bahut hi khoobsurati se har alfaaz sajaaya hai aapne.... inhe padhkar waah ke siva kucch nikalta hi nahi.... meri daad kubool kijiyega... likhte rahiye... yaa yeh kahoon aise hi sixers se centuris poore karte rahiye.... Sachin ka record aap hi todehnge


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai

Last edited by Pulkit_gupta; 12th May 2006 at 06:36 PM..
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
12th May 2006, 07:26 PM

anil ji
100 vi kavita par aapko bhaut bhaut badhayi

maine to gini hi nahi but sure 20 bhi nahi hui hongi

hahaahahha

aap bhaut aage nikal gaye kaise guru ho batao

ab likhna sikha dena

aapne bhaut gahre aasar diye hai har baar ki tarah

aap isi tarah likhen aur har baat ko likh dene ki kala sab mai kaha

aap jaisa sahayer duniya mai bhaut uncha mukaam payega

aapke is manjilon ko pane k liye bhaut bhaut badhayi


shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan
Old
  (#9)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan - 12th May 2006, 07:48 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
aaj khud se kahata hoon to bhee yakeen nahee hota ki main yahan meree apnee 100 shayri ke panne chor chuka hoon. ye ab jo likh raha haoon main mera 100 van vark hai. kisee panne par shikayat hai kisee par romance hai kisee par ksiee aur ke ansoo hain. koyee achee hai koyee buree hai. par jo sab se achha mila bahut se logon ka bahut sa pyar. kuch ne mujhe achha kaha kuch ne bura bhee samjha mujhe par jab bhee kabhee gaya yahan beeta ek ek pal yaad rahega. jab koyee ballebaj 99 par hota hai to us ka dil hota hai woh 6 ran se apne 100 run porre kare. par sada hota nahee aisa. maine bhee bas koyee ek kavita yahan de raha hoon dekhen us ko kya mukam milta hai apake dilon main. par maine mere man se meree dil ko achee lagane wala kalam diya hai. aap ke sneh pyar aur ashirwad sada chahoonga main
Anil

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai
aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee
too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?
aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

main nek dil bhee tha
bura bhee naheen tha
par tujhe meree duniya ka hissa maan naheen saka
teree har baat main mera khayal tha
main khud ko hee kabhee pahchan naheen saka
aaj jab koyee kah gaya us kee duniya zuda hai
meree dunya zuda thee
mujhe ahsas huya main yoon hee sa shakhs tha
aur teree woh muhabbat khuda thee

mere hathon se hath chootana hee tha
mera dil kabhee to tootna hee tha
tona kabhee bura chaha naheen mera
par ahon main asar tha
aaj main pathar se pyar kar baitha
kal main bhee to pathar tha

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
meri khamoshi ka matlab samj jana bhai aur haan badhai ho aapko


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
MashaAllah
Old
  (#10)
tumhari_dharkan
Registered User
tumhari_dharkan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: May 2006
Location: peshawar pak
Rep Power: 0
MashaAllah - 13th May 2006, 06:33 PM

Anil Ji...Apki sari shayri main nain parhi or bohat achi laghi
Its Amazing....
Or dusri baat aap nain jo mery liye shayri likki the us k liye Thanks
ik dafa ma ap sa fir kahounghi k aap ik Book zaroor likiye Bohat pasand ayeghi InshaAllah sabko....
God Bless yew In every field Of Life
Attached Images
File Type: jpg cans2.jpg (11.8 KB, 231 views)
   
Reply With Quote
wafa shukriya
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wafa shukriya - 13th May 2006, 06:53 PM

wafa 100 keno. par pahunch kar koyee jitnee taliyon kee ummeed karata hai tum ne un taliyon ko ek bahut hee pyaree shuruaat dee. mujhe sach main tumhre ko parh kar aisa laga kcuh kiya hai maine. meree mehanat ko keemat milee eenam mila nam mila. bahut lalachee hoon tareef ka jab likhta hoon niharata hoon meree kavita ko lafzon ko us ke baad ummed karata hoon shayed sab ko achhee lage kabhee kabhee mera andaza galat bhee hota hai par tum ne meree har kavita ko bahut pyar diya hai main dil se shukriya karata hoon tumhara tum meree shayri kee bahut achee dost ho
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
kamyanai
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kamyanai - 13th May 2006, 06:55 PM

har kadam par ab tumhe meree shayri ke sath pata hoom kamyani meree shayree ko naye rang milte hain is se nahee umang bhee main wada karata hoon kabhee bhee ghamand nahee karoonag aur sar jhka ke likta rahoonga aap sar utha ke parh sake meree shayri aisee koshish rahegee aap kos ada achee lagegee meree shayri bas yahee asha hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
ranjana
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ranjana - 13th May 2006, 06:58 PM

aap ne bahut man se meree har rachana ko khoja hai parha hai kayee baar jeevan mila hai tumhre parhne se meree kavitayaon ko, tumahree shubhkamanyon ke liye bahut bahut dhanyavad aage bhee meree shayri ke sath rahana sada
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
kunal
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kunal - 13th May 2006, 07:00 PM

kuanl kaheen tumhe apana hee ayeena anzar aya meree kavita main tum ne kaha achha laga ki apana pan mila kavita main ye bhe ummeed hai meree shayree ke sath kabhee kabhee chalte rahoge. jin logon ne sab se pahale kadam milaye the meree shayri se tum un main se ek ho sath rahana sada
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
diggaj
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
diggaj - 13th May 2006, 07:02 PM

tum bhagidfar ho diggaj meree is kavita main maine akale ye safar tay nahee kiya tum sath the mere khud ko khara huya kyon mahsoos karte ho mere sath chalte raho abhee bahut door jana hai hame abhee to bas safar ka irada kiya hais afar to abhee shuroo hona hai diggaj
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
pulkit
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
pulkit - 13th May 2006, 07:03 PM

bahut achee tarah se kavitayon ko andar se samjhne wala pulkit meree is kavita main mere sath raha bahut achha laga mere liye mere dil ke liye ye sachin ke pahale 100 kee khushee jaisee hai aur is khushee main kayee aise log hain un ka sath zarooree hai tum jante ho tum un main se ek ho
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
sharddha
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sharddha - 13th May 2006, 07:06 PM

gintee 100 huyee hai meree sharddha bas jahan tum ho aur tumhara samarpan hai kavita ke liye wahan kam logon ko dekhata hoon. tumhe main sikhayoonga? tum jahan ho wahan tumhre dil se uthee laharen hee tumahree guru hain wahee rah dikha rahee hain tumahree kabhee laghata tha han kahee kaheen sikha sakta hoon tumhe ab jo likh rahee ho woh advitiay hai
anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
mehul
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mehul - 13th May 2006, 07:07 PM

mehul bahut bahut dahnyavad main janata hoon tum aj kal nahee a arahe bas mere kahane par autogarph dene aye shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
dharkan
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dharkan - 13th May 2006, 07:10 PM

ek kavita to maine poore pakistan ke mere doston ke liye likhee hai in 100 kavitayaon main woh meree taraf se tumhe aur poore pak main hamar doston ke lioye hai aur ek poem jo tum ne mangee thee kisee ko gift karne ke liye woh dee hai achee lageen tumhe meree kavitayane bahut achha laga meree shayri ke liye hee nahee sabhee ko parhne ke liye yahan ate rahana aaj bahana ban gaya ek yahan id banane ka aur woh bhee tab jab meree 100 veen pom ayee achha waqt tha apana khayal rakhana aur mujhe aur sabhee ko parhtee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
13th May 2006, 08:38 PM

Anil ji

Kis tarha se bayaan karu, itni pyari rachna itne pyare ahesas aur upar se ye dard, gar tareef karungi to tohin hogi pyar ki, aur nahi karungi to tohin hogi ahesas ki... bas itna hi kahe sakungi ki jis dard ko aapne pesh kiya hai is post mai khuda aisa din kisi ki jindgi mai na laye.. aur ha mera to ye manna hai ki hame har vakt usiko pasand karna chahiye jo hame pyar karta ho, kyo ki kisi ko pyar karna aasan hai, par kisi ka pyar pan bahot mushkil..

Ant mai tahe dil se mubarak bad de rahi hu... aap ki is bahetrin post ko apni 100 vi rachna banane aur century puri karne ke liye..

bas yu hi likhte rahiye..

Khush rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
bahut shukriya naaz
Old
  (#21)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut shukriya naaz - 14th May 2006, 12:38 PM

kash dil se tum ne meree shayree ke liye bahut khas baat kahee bahut achha laga mujhe achha laga ag phir tum site par ho tum se bahut kboonsoorat shayree kee ummeed bhee rahtee hai meree shayree par bhee atee rahana tumahree shayree bhee kahtee rahana shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan
Old
  (#22)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: meree 100Veen kavita aap logon ke sneh kee arti bahut pyar mila mujhe yahan - 14th May 2006, 05:12 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
aaj khud se kahata hoon to bhee yakeen nahee hota ki main yahan meree apnee 100 shayri ke panne chor chuka hoon. ye ab jo likh raha haoon main mera 100 van vark hai. kisee panne par shikayat hai kisee par romance hai kisee par ksiee aur ke ansoo hain. koyee achee hai koyee buree hai. par jo sab se achha mila bahut se logon ka bahut sa pyar. kuch ne mujhe achha kaha kuch ne bura bhee samjha mujhe par jab bhee kabhee gaya yahan beeta ek ek pal yaad rahega. jab koyee ballebaj 99 par hota hai to us ka dil hota hai woh 6 ran se apne 100 run porre kare. par sada hota nahee aisa. maine bhee bas koyee ek kavita yahan de raha hoon dekhen us ko kya mukam milta hai apake dilon main. par maine mere man se meree dil ko achee lagane wala kalam diya hai. aap ke sneh pyar aur ashirwad sada chahoonga main
Anil

aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee
aaj jab mere hathon se koyee hath chhoota hai
aaj jab beawaaz mera dil toota hai
tab ye samjha hoon
tere dil ke tootane kee bhee awaz nahee hotee thee
too mujh se door
mujh se chip ke kaheen rotee thee
aaj jab rat maien jag ke katee
to socha too bhee kabhee sotee thee?
aur main tere har ansoo me muskraaya tha
aaj teree unhee boondo ko maine meree ankho main paya tha
maine barson tujhe udas kiya
aaj mujhe kisee ne rulaya tha
aaj teree boondo ko maine meree ankhon main paya tha

main nek dil bhee tha
bura bhee naheen tha
par tujhe meree duniya ka hissa maan naheen saka
teree har baat main mera khayal tha
main khud ko hee kabhee pahchan naheen saka
aaj jab koyee kah gaya us kee duniya zuda hai
meree dunya zuda thee
mujhe ahsas huya main yoon hee sa shakhs tha
aur teree woh muhabbat khuda thee

mere hathon se hath chootana hee tha
mera dil kabhee to tootna hee tha
tona kabhee bura chaha naheen mera
par ahon main asar tha
aaj main pathar se pyar kar baitha
kal main bhee to pathar tha

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee

Mubarak ho anil ji INSHALLAH aap hazaroun aise century maroge aur har baar ek se barh ker ek kaveeta hume parh ne ko doge wish u all the best keep writing


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#23)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 14th May 2006, 09:26 PM

angel kee duyaon ke liye bahut bahut shukriya meree koshish rahegee yoon hee hamesha likhoon jo har kisee ko apnee baat lage


anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#24)
GKS
Registered User
GKS is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Feb 2006
Location: New Delhi
Rep Power: 19
16th May 2006, 03:38 AM

Anil ji,
kavita chaahe 100vi ho chaahe dasvi ,dil ki baat numberon se tay nahi hoti . aapki is kavita ne fir se dil mei ek nayi jagah banaai hai. ek aashik ki nazar se to gum hum ne bahut dekha , aaj ik bewafaa (jise future mei bewafaai sehne ka dard kya hotaa hai pataa chalta hai) ki nazar mei base aansu bhi padh liye jaaye to kya gum hai.
aapki is rachna ke har paragraph ki tariff mei ek sher likhne ka mann chahta hai magar sabhi to nahi likh sakta yahan fir bhi ek-do pesh karta hun

apne toot te dil ki dhadkan to sun paata hai har aashiq
beaawaaz jo toota dil toota unka to kya woh sun paata hai har aashiq?

ek aur choti si magar zaroori baat

har "aah" ke baad dil darta hai ke yeh "aah "un tak na pahunche
koi keh gaya humein ke "aah" se pehle sachii duayein hai jaa pahunche
isiliye har "aah" ke baad dua karte hai ke yeh "aah" un tak na pahunche

isko mai itne sundar lafzon mein likh nahi paaya par aasha hai aap ahsaas padh lenge.aur rahi baat autograph ki to abhi bahut wakt hai ke mai aapko autograph dene laayak ho sakoon.is kavita ke liye shukriya, isne mujhe fir se kuch likhne pe majboor kiya ,dil ke kisi kone mei qaid ahsaason ko aazaad kiya


Aag ab bhi wahi hai
Dard ab bhi wahi hai
Waqt shayad badal gaya hai
Meri shakhshiyat ab bhi wahi hai.

GKS

Last edited by GKS; 16th May 2006 at 03:41 AM..
   
Reply With Quote
bahut dino baad
Old
  (#25)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut dino baad - 16th May 2006, 03:15 PM

bahut dino baad bahut sundar dil ke sath bahut sundar lafzon ke sath tumhe dekha achha laga. jo kah diya tum en woh bhee jana maine jo nahee kaha woh bhee samjha hai tumha jar shabd is post par ek hastakshar hai dhanyavad
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#26)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
16th May 2006, 04:16 PM

mubarak anil ji....

sach mein aaj dil buhut khush ho raha hai kyuki ju feelings mere ander thi aaj iss kavita mein hai...iss kavita ko padh kar itni khushi ki aap andaaza nahi laga sakte...ek ek shbd mein gehrayiii aur sacchaiii hai.....itni achi kavita lagi mujhe ki bas jee chah raha hai ki padhte raho padhte raho.....dil buhut khush haai aaj anil ji...bhagwaan se dua hai aap humesha likhte rahe aur iss se bhi acha...


unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~~
Ju PaL mIlE uSs PaL kO jEe lO
sHaYaD kAl Ho Na Ho......

love is seeing yourself in someone's
eyes and finding yourself in somebody's heart!!!!!(*-*)


(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

ITS STATE OF MIND.....
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
16th May 2006, 04:28 PM

hi

anil ji

apki 1st century per dili mubarakbad pesh-e-khidmat he qubool farmaye

mene apka pura kalam to nahi padha magar jitna padha he utne se hi apki ala zarfi ka andaza ho chuka he jiski main mukammal tor per qayal ho chuki hoon

main apse ek baat poochna chahti hoon ki kya apne apni koi book publish karai he agar karai he to kisnam se he aur kahan milegi aur agar nahi karai to ap pochna chahungi ki itne khubsurat kalam ko parde main rakhne ki wajah janna chahungi

apke tamam kalam ki tarah ye bhi zabardast he bahut hi khubsurat jazbat bahut se logon ki aap biti apne bayan ki he

"ye apka andaz he ya khubi
ap (apka kalam) jahan hote hain mehfil ki jan hote hain"

ek baar phir tah-e-dil se bahut bahut bahuuuuuuuuuuuuuuuut sari mubarakbad pesh he qubool farmaye

keep writing

take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#28)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
nice - 16th May 2006, 07:35 PM

nice jab kisee ko meree shyaree main us ke ahsas nazar ate hain mujhe lagata hai maine jo likha us kee keemat mil gayee. nice tumhhara dil se shukriya meree shayri ko iatana apana pan aur man dene kiye kabhee kabhee meree shayree se baat kartee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
rubina jee shukriya
Old
  (#29)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
rubina jee shukriya - 16th May 2006, 07:37 PM

aap ka ana meree shayree ke liye baree baat hotee hai kyon ke gahare dil se parhteen hain aap aur aaj kee tumahree baatcheet meree shayree ko bahut bara kar gayeen mujeh bahut khushee de gayee "aap ke kalam jahan hote hain mahfil kee jan hote hain" ye kah ke tum ne kitna bara kar diya mujhe bas main hee samjh sakta hoon laga barson kee mehanat ka sila mil gaya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#30)
aftav
Guest
 
Posts: n/a
18th May 2006, 11:06 AM

Anil Ji,
Aapko yun to apna freind philosopher aur Guide manta hoon. Ek aisa ahsas hai apme jo aur kahi nahi. Appki poori 100 kavitayen to nahi par saka hoon magar jitni bhi paree hain aur jo kuch bhi suna hai apse , wo la jawab hain. Ek Gahrai, Ek Uthalapan Saath saath tairten hain apki kavitaon mein. Jab koi sannata chata hai to uthalapan gungunane lagta hai , taki safar bojhil na ho. Jab jindgi apne astitwa ki talas karti hai to Gahraina gaati hai , sach dikhati hain.
Aur jeewan ki kashti duniawi tufano main bahti jaati ek kavita ban kar pannon par utarne ke liye.

"Khud hasna hi bahut muskil hai jamane main,
Phir kahan koi auron ki fikar karta hai /
Wo Massom sa Shayyar Ek Insaan se barkar hai ,
Jo auron ko hasane ka hunar rakhta hai //"

With all the best wishes and Advance Happy Birth Day on (20th May)

Your Fan
S.P.Gangwar " AFTAV"
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#31)
anupriya
Registered User
anupriya is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 67
Join Date: Feb 2006
Location: delhi
Rep Power: 19
hi - 18th May 2006, 08:27 PM

Anil ji,jis tarah apki 100th kavita padne ko mili hai....dua kerti hun ki usi tarah apki 1000th kavita padne ka saubhagya prapt hoga...


anupriya
   
Reply With Quote
aftav
Old
  (#32)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
aftav - 19th May 2006, 11:28 AM

sooraj bahut bahut shukriya mujhe itna man dene kiye meree is vishes kavita se pana yahan ka safar shuroo karne ke liye tumahree bahut see rachnayen parhn ko milen ye kamna hai aur meree har rachna par tumhe dekhoon ye bhee chahta hoon apana khayal rakhana

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#33)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 19th May 2006, 11:29 AM

shukriya anupriya bahut waqt baad meree is shayeri par ane ke liye chalao tumhara dobara yahan ka safar shuroo to huya dhanyavad bahut sara
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#34)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
20th May 2006, 10:52 PM

bahut khoob anil ji,
bahut acha likha hai aapne,bahut sahi bhi.

aj jab teree galee tera shahar tera pata maloom naheen
dil ke too aas paas hai
zis pyas ka kal main ab-e-hayat tha
ab mere lab pe wahee pyas hai
kal toone talash kiya aur kuch nahee mila
aaj mujh ko talash hai
ab mere lab pe wahee pyas hai

mere is dard ne khuda kee raza payee hai
ye game hizr naheen hai
maine gunahon kee saza payee hai
aaj barson baad teree yaad ayee thee
ab main samjha hoon tere pyar main gahareyee thee

bahut ache lage yeh sher,
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
akelijan
Old
  (#35)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
akelijan - 21st May 2006, 10:03 AM

meree 100 veen rachana par ane ke liye use pyar dene ke liye bahut bahut shukriya bahut achha laga tumhara waqt nikal ke ana yahan
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#36)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
22nd May 2006, 08:32 PM

Anil ji,

Mubaarak ho. aaise hi likhte raho aur apna khyaal rakho.
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#37)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 22nd May 2006, 09:07 PM

devangi mere liye meree ek mahtvapoorn kavita par ane kiye shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#38)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
25th May 2006, 10:35 PM

anil ji ...

sabse pehle maafi chahunga ..... ki aapki 100 vi kavita main itne time baad padh raha hun ..

aapki 100vi .... kavita bahut ki kamaal lagi mujhe ...
padh kar accha laga ....

aap yun hi likhte rahe sada ... bas yahi dua hai hamari sada ...

bahut bahut mubarak ho aapko aapki iss 100vi kavita par ...
hamesha kush rahiyega ...

aur sabse important baat humein nahi bhuliyega ...

bye n take good a very good care of yourself ...


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
ashu
Old
  (#39)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ashu - 26th May 2006, 07:15 AM

ashu shukriya meree 100th shayri ko pasand karne ke liye. aur deri nahee huyee woh aaj bhee 100veen post hai bahut achha laga tumhara ana. ab ana shuroo kar diya na shayri par achee baat hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#40)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
26th May 2006, 02:50 PM

anil ji........
kaafi dino baad mehfil me aayi toh aapke is khushi se bhare post ko padha........bahaut bahaut mubarakbaad aapko mere taraf se...khuda yuhin aapke ehsaason ka baagh ko pyaare aur haseen kalamon se mehkaata rahe musalsal......
meri dua aur mera pyaar aapka saath sada hai...chahe mei rahoon na rahoon phir bhi aap jabbhi apne dil me jhaak ke dekhenge mujhe payenge....apna khyaal rkahiyega aur khush rahiyega.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ke Tum Mujhe Pasand Ho... ! (Kavita) naresh_mehra110 Hindi Kavitayen 27 17th October 2010 04:49 PM
mujhe bahut pyar karneh doh!!! deewaana Shayri-e-Ishq 3 29th March 2010 09:29 PM
Khamosh bachaney walon ko yahan charchaa na mila sukanya Shayri-e-Dard 5 5th August 2006 12:39 PM
1000 veen post masoomshayer kee ya aap logon kee jinhone parha mujhe? masoomshayer Shayri-e-Dard 30 21st April 2006 02:21 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com