Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jab bhi hum
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
jab bhi hum - 12th May 2011, 06:09 PM

jab bhi hum pur suroor hote hai
dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai

aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ahsan
Registered User
ahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to allahsan is a name known to all
 
ahsan's Avatar
 
Offline
Posts: 315
Join Date: Feb 2004
Location: Manhattan,NY
Rep Power: 26
13th May 2011, 03:07 AM

salaaam....


janab zid bahut khub...
mujhe yeh line bahut bahut pasand aayi

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai



apka har kalaam hum baakhubbi padhte hai bas uska reply nahi karte aur yahan hum har kisika ashaar padhte hai... mujhe aapke ashaar main ek ajeeb kashish laghti hai... keep up the good work... waise dis is my first reply to any post... mujhe accha lagha aur maafi chahunga ke main post nahi karta... but now i will do... dua main yaad.... really assume work... yunhi likhte rahiye.... allahfiz...


Be kinder than necessary because everyone you meet is fighting
some kind of battle. "


220-151-7878
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
13th May 2011, 08:54 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jab bhi hum pur suroor hote hai
dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai

aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai
zidd bhai
radhe radhe

kya baat hai .. sabhi ashaar zabardast rahe ... dil se daad ........


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th May 2011, 05:46 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jab bhi hum pur suroor hote hai
dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai


aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai




gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai


muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai


janaab zid shahab, pu saroor ...... ba shau'oor gahzal kahi hai ..

honsloN ka kohinoor honaa bahut achi baat kahi hai bhayee......

repss......... umeed hai add kar pungaa ......is bar
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th May 2011, 05:48 PM


paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai


muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai



BOHAT KHOOB.............................................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
13th May 2011, 06:56 PM

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai


Bahut Saadhgii Se ... Bahut Gheraaii Tak Chale Jaane Ki Aadat ... Zidd Sahab Aapki Shayri Ko AoroN Se Khaas aur Judaa Banaati Hai ... Bahut Umdaa Ghazal Kahi Hai Aapne ... Tahe Dil Se DheroN Daad ... Aapke Liye Haazir HaiN ... !

Aise Hi BehtreeN Kalaam Likhte RaheN Aur Aate RaheN Aage Bhi ... Khush Rahen .. !

DuaaoN Ke Saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 14th May 2011, 10:11 PM

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai

yaqeenan sari ghazal hi khoobsurat bani hai zidd saheb...lekin maqte ne jo kamaal kiya hai vo behisaab hai...ise padhte hi mujhe haNsi aa gayee...aap zuroor samjhe hoNge ki kyuN aayee....meri jaanib se daad qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Class ..Absolute Class!
Old
  (#8)
EnigmA
Registered User
EnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to beholdEnigmA is a splendid one to behold
 
EnigmA's Avatar
 
Offline
Posts: 199
Join Date: Oct 2010
Rep Power: 21
Class ..Absolute Class! - 15th May 2011, 02:31 AM

Adaab Mohtaram Zidd Sahab!

You never fail to go one notch up with every work of yours, you never! Hats Off! In your own league..as always! Daad qabool fermayen! Thanks for sharing with us such a piece! Dua hai Rab se ..Parwaan barhti rahe aur bhi Zyada! Khush Rahein! Abaad Rahien!


EnigmA
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
shab_seher
Registered User
shab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the roughshab_seher is a jewel in the rough
 
shab_seher's Avatar
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Mar 2007
Location: lucknow,india
Rep Power: 20
15th May 2011, 06:54 PM

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai


behterin jazabaat...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
15th May 2011, 08:51 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai
awesome..loved it.. god bless u zidd

aapka dost,
Pradhyuman - bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
16th May 2011, 12:38 PM

Zidd Sahab,

Har ek sher me sachchhai hai, jaise saare ashaar hamare dil ki gahraiyo se nikle ho. mere paas alfaz kam hai tareef bayaan karne ke liye. mujhe bahot hi pasand aayi aapki ye peshkash...

Mubarak baad

Rashid



Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jab bhi hum pur suroor hote hai

dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai

aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai

muskurakar koi mila jab bhi

zidd ko dhokhe zarur hote hai



Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

   
Reply With Quote
Old
  (#12)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
16th May 2011, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jab bhi hum pur suroor hote hai

dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai

aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai

muskurakar koi mila jab bhi

zidd ko dhokhe zarur hote hai
Wah Wah Zid Saheb….!Aap Ko Parhnay Ka Apna Hee Lutf Hai…Aap Ka Andaz Or SochKi Baseerat Kamal Ke Hain…Hr Sher Apnay Andar Daastan Samety Huay Nazar Aata Hai…Is Ghazal Ka Hr Sher Hee Qabil-e-Daad Hai…..Meri Taraf Se Dheron Daad Is Khubsurat Kalam K LiyeKhush Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
16th May 2011, 02:45 PM

Zidd bhai aadab,,

eak tawil arse ke baad yahan aana naseeb howa , aur aate hi apki ghazal pe nazar ruk gaai ghazal ne der tak apne hisaar me rakha ,,,,ghaza sar se paa tak lajawab hai , na jaane hum jaise kitne hi nau amoz apke mayari kalamo se sabaq hasil karte hain allah apko umr-e-khizr ata kare .. mubarak ke saat dad ka guldasta hazir hai khubool karen ...


aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai


is sher pe khurbaan kya sher hai bhai wah wahhhhhhhh dad behad o hisaab


dua go

qadeertoopchi



   
Reply With Quote
Old
  (#14)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
17th May 2011, 07:50 AM

zidd saheb...hamesha ki tarah beshkimti gazal.....bahut daad ,dero daad


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
18th May 2011, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
jab bhi hum pur suroor hote hai
dosto baa shaour hote hai

paas hote hai zindagi ke hum
khudse hum jab bhi door hote hai

gum nahi hote jo andhero me
hausle kohenoor hote hai

aabla paai dekhkar meri
raaste choor choor hote hai

bewafaii se hai wafa zinda
kaise kaise fitoor hote hai

muskurakar koi mila jab bhi
zidd ko dhokhe zarur hote hai
ji bhaut sunder........................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com