Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hunar janta huN maY
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Hunar janta huN maY - 23rd May 2009, 04:16 PM

Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
23rd May 2009, 04:55 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY
Sameer ji

aapka hunar toh hum aapki har nazm mai dekhte hai....aapki iss Ghazal ke sabhi sher aapke hunar ki mujhse sifaarish kar rahe hai....mujhe aapki shabd rachna ne bahut mutaasir kiya hai...zindgi ke bahut kareeb ki Ghazal lagti hai ye.....taarif ke liye
shabd dund raha hu .....

---naresh mehra---
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd May 2009, 10:15 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer ji
aapka hunar toh hum aapki har nazm mai dekhte hai....aapki iss Ghazal ke sabhi sher aapke hunar ki mujhse sifaarish kar rahe hai....mujhe aapki shabd rachna ne bahut mutaasir kiya hai...zindgi ke bahut kareeb ki Ghazal lagti hai ye.....taarif ke liye
shabd dund raha hu .....
---naresh mehra---
Thanks Naresh....

Meri is rachna ko padhne aur sarahne ka bahut bahut shukriya....
And aisi bhi koi tariif ki zaruraat nahi dost ke tumko alfaaz dhundne
Pade....

aapka yehi replly bahut hai mere liye..

And thanks again dost..
Yunhi sath banaye rakhana...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
23rd May 2009, 10:26 PM

Wah wah wah...

mere bhai.. kya likha hai..
Teri Hindi wali lines dekh ke..tere ko hindi me daad deta huN.

dost teri yeh rachana..ek naye aayam ki or tera ek naya kadam hai.
yuh hi khayaloo ki justjoo me, aapne khwaboo ko sawarooo
unhe ek naya roop deke,, yuh hi prastoot karte rahoo..

Meri aur se tumhe...rep ++

-- Omi


Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY


Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th May 2009, 05:07 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY
Hailaa itne hunar kabse

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

wah wah daad

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

aisa hunar hona hi chahiye

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Koun kambaqt baadnaam karega aapko

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

yeh hui na mere jaise baat

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

fir to doobne ka chance hi kam

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY

ek khubsoorat ghazal per daad

Sameer ji tusi gr8 ho

ghazal mujhe bahot bahot .................pasand aayi

khus rahiye

Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
24th May 2009, 06:17 AM

hi sameer ji...

aapki yeh ghazal dil ko chu c gaye ... khooba kaha aapne .....

likhte raheye...

take care



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th May 2009, 03:47 PM

Quote:
Originally Posted by heart_killer View Post
Wah wah wah...

mere bhai.. kya likha hai..
Teri Hindi wali lines dekh ke..tere ko hindi me daad deta huN.

dost teri yeh rachana..ek naye aayam ki or tera ek naya kadam hai.
yuh hi khayaloo ki justjoo me, aapne khwaboo ko sawarooo
unhe ek naya roop deke,, yuh hi prastoot karte rahoo..

Meri aur se tumhe...rep ++

-- Omi
Thanks Bhai

Waise mujhe urdu aati bhi nahi

Bhai main har rachana mein bus yehi khayal rakhata hun ke mujhe urdu nahi aati
aisa kisi ko na lage....

meri kavita en jyadatar ishq per hi hoti hai per phir bhi koi usme chupi hindi ko samajh nahi pata per bhai tumne kaise meri hindi ko samjh gaye...

Wel thanks for your appriciation...

and yunhi apna sath banaye rakhana dost.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
24th May 2009, 04:47 PM

aab maiN kisi Queen Victoria ke yaha England me to paida nahi hua tha ki teri typical hindi naa samjh pau..

Indian huN.. Hindi ka har shabd achee se jaNta huN..
tuh kaisi bhi hindi likhe.. hum samjh lenge ree..

Ji jaroor janab... sath yuh hi banaye rakhenge.. bas log hume saQ se naa dekhe..
hahahahah..
keep writting Bro..

cyaa



Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Thanks Bhai

Waise mujhe urdu aati bhi nahi

Bhai main har rachana mein bus yehi khayal rakhata hun ke mujhe urdu nahi aati
aisa kisi ko na lage....

meri kavita en jyadatar ishq per hi hoti hai per phir bhi koi usme chupi hindi ko samajh nahi pata per bhai tumne kaise meri hindi ko samjh gaye...

Wel thanks for your appriciation...

and yunhi apna sath banaye rakhana dost.....


Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 24th May 2009, 05:58 PM

Sameer...........bahut accha likha hai aapne, muje aapki es shayri mein sabse acchi baat yeh lagi ki khud mein yakeeN hai aapko.....aur agar khud par yakeeN ho to kuch bhi na-mumkin nahi hai....sab kuch mumkin hai...yeh yakeeN bana rahe....aur aap apni manzil par pahuNcho.

duao.n ke saath
diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
25th May 2009, 03:40 PM

Bohat Khoob Khwaish Ji...

Har Shabd Jaise Jeena Sikha RAhi Ho..

Bohat Khoob...


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
25th May 2009, 04:02 PM

Dear,

bahut khub likha aapne.. hunar ki baat bahut achchhi lagi..bas yuN hi likhate rahiye...

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
26th May 2009, 11:05 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

wah bahot khoob

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

yahan donoen misroen ka rabt samjh nahi aaya...

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY
yahan kyunki aapne aage ke sheroen maiN Musibaton, Tookdon, Daagdaron, Khushbuon, Samandaron yeh words use kiye hai gar aap woh continuity rakhte to mazaa aa jaata...iss sher ka ek chehra yeh bhi ho sakta hai..

Ujaar zindagi hai aur rakhta hun aabaad hone ki kwahish
viraaniyoen se basarne ka hunar jaanta hun maY

ek achi koshish rahi..lekin gar aap meri baat ka bura na maane to yeh kehna chaahta hun ki aapka hunar jaanta hun maY aur yeh kaavish aapke hunar se ru-ba-roo nahi karaati..Sameer ji aap mere dost hai aur ek dost ki haisiyat se hi maine apni do kauri ki raaey di hai..maiN koi expert nahin hun...gar koi bhi baat buri lagi ho to dil pe naa lena..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th May 2009, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
ek khubsoorat ghazal per daad

Sameer ji tusi gr8 ho

ghazal mujhe bahot bahot .................pasand aayi

khus rahiye

Diya
Diyaa Jii Shukriya....

aapko hamari koshish pasand aayi mano hamari koshish kamyab hui..

aage bhi aapka sath bana rahe yehi ummid...

duaoN ke sath..

Ijazat dijiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th May 2009, 03:06 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
hi sameer ji...

aapki yeh ghazal dil ko chu c gaye ... khooba kaha aapne .....

likhte raheye...

take care
Mandeep jii Shukriya..

aapko hamari gazal pasand aayi, aur aapne hounsal afzai ki
tahe dilse shukraguzar huN..

Jii koshish jaari hai...
apna sath banaye rakhiye..

Khush rahiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Purvi
~ Ek Ghazal ~
Purvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant futurePurvi has a brilliant future
 
Purvi's Avatar
 
Offline
Posts: 1,454
Join Date: Dec 2008
Location: London
Rep Power: 32
27th May 2009, 03:10 PM

sameer

Man'na padega ke tum itne saare hunar jante ho!!

Good job...

Purvi


~*~Kaash Dil ki aawaz mein aisa asar ho jaaye
Jise Hum Yaad karte hai use Khabar ho jaaye ~*~
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
27th May 2009, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Sameer...........bahut accha likha hai aapne, muje aapki es shayri mein sabse acchi baat yeh lagi ki khud mein yakeeN hai aapko.....aur agar khud par yakeeN ho to kuch bhi na-mumkin nahi hai....sab kuch mumkin hai...yeh yakeeN bana rahe....aur aap apni manzil par pahuNcho.

duao.n ke saath
diii
Dear Dii..

Aapki hounsla afzai ka behad shukra guzar huN...

Haan khud mein kafi yakin hai mujhe isliye hi yeh creation ho gayi...
Aameen aisa hi ho mera yakin kuch ek namunkin ko bhi munkin kar de
to mujhe sabse jyada khushi hogi...

Allah mere yakeen ko barqarar rakhe......

DuaoN ka shukriya apna sath banaye rakhiye aur aapne replly se hounsla badhate
rahiye...
Khush rahiye...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th May 2009, 02:54 PM

Quote:
Originally Posted by Aashique View Post
Bohat Khoob Khwaish Ji...

Har Shabd Jaise Jeena Sikha RAhi Ho..

Bohat Khoob...
Thanks Aadi,

aapka replly dekhker achcha laga aur ummid hai aur aage bhi aapka sath milta rahenga..

Thanks you very much..

God Bless You..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th May 2009, 02:57 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Dear,

bahut khub likha aapne.. hunar ki baat bahut achchhi lagi..bas yuN hi likhate rahiye...

Akant...
Thanks Akant

Yeh aapka naam hai bada pyara hai, Akela, Tanha achche meanings hai..
Jee koshish jaari hai..

Apna sath banaye rakhiye aur apni rai se nawazte rahiye..

Khush rahiye pe Akant mein nahi... Mehfil mein


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
28th May 2009, 03:05 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY
Hunar toh vakayi hai aapme Sameer Ji. Bahut hi umda aur khoobsurat Ehsaas hain. PAdh ke bahut achha laga. Yun ki likhte rahiye....

Aapka Dost


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#20)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
28th May 2009, 03:13 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
yahan kyunki aapne aage ke sheroen maiN Musibaton, Tookdon, Daagdaron, Khushbuon, Samandaron yeh words use kiye hai gar aap woh continuity rakhte to mazaa aa jaata...iss sher ka ek chehra yeh bhi ho sakta hai..

Ujaar zindagi hai aur rakhta hun aabaad hone ki kwahish
viraaniyoen se basarne ka hunar jaanta hun maY

ek achi koshish rahi..lekin gar aap meri baat ka bura na maane to yeh kehna chaahta hun ki aapka hunar jaanta hun maY aur yeh kaavish aapke hunar se ru-ba-roo nahi karaati..Sameer ji aap mere dost hai aur ek dost ki haisiyat se hi maine apni do kauri ki raaey di hai..maiN koi expert nahin hun...gar koi bhi baat buri lagi ho to dil pe naa lena..

aapka dost,
Pradhyuman
Pradyuman Jii Aadaab!

aapka replly apni post per dekh khushi hui janab ko jo fursat to mili...

Haan main continuity ko rakhana chahata tha per bhai isse jyada mere zahen mein alfaz nahi aa raha the so rukna hi pada...

Maine makhte ke liye aur bhi dusra likha hai per woh thoda late zahen mein aaya..

Aapne bhi sahi kaha hai...
Maqta dekhiye...
Kya chu payengi muflisi bhi tere daman ko Kwahish
GurbatoN se ubharne ka hunar Janta HuN maY

Bhai aap jaise doston ki badolat hi to mehfil mein hai agar aap logon ki rai aur salah nahi mili to yeh Sameer ki Kwahish adhuri hi reh jayengii..

Aapke rai aur replly ka the dil se shukriya
Yunhi aapna sath banaye rakhiye...
Khush rahiye..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
29th May 2009, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hi sameer, achchi ghazal hai lekin lagta hai bht jaldi meiN likha gaya hai, akhiri polish dena bhool gae anyways tum to itne achche shayar ho ek aad galti maaf kiya ja sakta hai
Hii Naaz,
Arey, Pura ek hafta laga hai gazal ko complate karne ke liye...
Phir bhi gadbad ho gayi.....

Jii aapka bahut bahut shukriya Gazal ko pasand karne ke liye....
Achcha kya reh gaya zara bataiyenga... Mujhe kuch sikhane milenga....
Galti mauf naa karen galtiyan poit out kare to behter hoga...............

Arey Bhai main koi shayar nahi per aap logon ka yunhi sath bana raha to
Shayad jald hi ban jaunga...



  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 29th May 2009, 06:30 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

bahut khoob SAMEER............khas karke upar ke do aashar bahut khoob hai....ehsaas achche hai....keep writing dear...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#23)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th May 2009, 02:22 PM

Quote:
Originally Posted by Ek Ghazal View Post
sameer

Man'na padega ke tum itne saare hunar jante ho!!

Good job...

Purvi
Hii Dii.........

Aisa kuch Nahi Hai Dii......... Agar in HunaroN ko ahsaas ki Nazar se aap samjhi hai to
Yeh sab Hunar mujh mein hai... aur sab mein hai isme koi shak nahi...

Thanks a Lot.... aage bhi aapka sath bana rahe bus yehi dua..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#24)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
31st May 2009, 04:41 PM

Quote:
Originally Posted by Widhani View Post
Hunar toh vakayi hai aapme Sameer Ji. Bahut hi umda aur khoobsurat Ehsaas hain. PAdh ke bahut achha laga. Yun ki likhte rahiye....

Aapka Dost
Hello Amit Jii,
Bahut dino baad aapko SDC per dekh achcha laga..
Ahsaas ko ahsaas achche lage shukriya.................
Per aap bhi kuch kaam nahi hai...

Koshish jaari hai......
Ummid hai aage bhi aapka saath bana rahenga...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#25)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th June 2009, 09:53 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut khoob SAMEER............khas karke upar ke do aashar bahut khoob hai....ehsaas achche hai....keep writing dear...
Thanks Dear...........

Yunhi sath banaye rakhana...
Izzat nawazish ka shukriya....

Khush raho ...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#26)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
5th June 2009, 05:36 PM

bohat khoob janab pasand aya apka likha likhte rahiye.


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th June 2009, 02:27 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
bohat khoob janab pasand aya apka likha likhte rahiye.
Thanks Dost,

Hamarii koshish ko padhne aur sarhane ka bahut bahut shukriya...

Ummid hai aage bhi aapka sath milta rahenga....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#28)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th June 2009, 06:24 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
yahan kyunki aapne aage ke sheroen maiN Musibaton, Tookdon, Daagdaron, Khushbuon, Samandaron yeh words use kiye hai gar aap woh continuity rakhte to mazaa aa jaata...iss sher ka ek chehra yeh bhi ho sakta hai..

Ujaar zindagi hai aur rakhta hun aabaad hone ki kwahish
viraaniyoen se basarne ka hunar jaanta hun maY

ek achi koshish rahi..lekin gar aap meri baat ka bura na maane to yeh kehna chaahta hun ki aapka hunar jaanta hun maY aur yeh kaavish aapke hunar se ru-ba-roo nahi karaati..Sameer ji aap mere dost hai aur ek dost ki haisiyat se hi maine apni do kauri ki raaey di hai..maiN koi expert nahin hun...gar koi bhi baat buri lagi ho to dil pe naa lena..

aapka dost,
Pradhyuman
Pradyuman Jii,

maufi chahunga aapko main tab tafsira nahi de paya...
Actually main aapka replly hi nahi samjha tha...........
Waise bhi log mujhe tube kehte hai jo der se jalti hai..

chaliye aab tafsira de deta huN.........

Aap to bade shayar hai Bus thode se ahsaas se samjhiye shayad aasani se samjh jayenge............

Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

Parbat ( kisi bhi bade admise) takrane ka hunar janta hun may
Aabshar jo kitni bhi uperse utre to bhi apna waqar nahi khote... usi tarha ka waqar rakhata huN may...

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Yahan to kuch samjhane ki zarurat hi nahi....... It's normal

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Yahan batana chahunga may tukdon se sawarne ka hunar janta hun phir bhi mere dil mein kisi aur baat ka dard hai, woh yeh ke main aab phir tukdon mein bikharna nahi chahta.........

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Shayad yahan bhi kuch safai dene ki zarurat nahi hogi...Yahan daagdaro nikharne ka hunar main un daagdar logon ke saath rehne ke baad hi sikha huN...

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Hmm aap yahan confuse the ....
aap jante hai khushbu bikharti to hai but tukdon mein baant ker nahi eksaa bikharti hai..
Yahan main aapne us yaar se keh raha hun apne us chahane wale se keh raha hun ke tum yeh mat socho ke main toot ker bikhar raha hun first line mein bikharne ke matlab tukdon mein bikharna hai.. phir second line mein khushbu sa bikharna jo tukdon mein nahi bikharti..

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Yahan koi safaai dene ki shayad zarurat nahi hai...

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY

Maqte mein thodi gadbad hui hai jis per main aapki rai se sehmat huN............

Bus may bee now no daubts in your mind...........
Hope your are satisfied from it...........

Be happy ...
God bless you...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#29)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
19th August 2010, 02:59 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY

ji very nice creation.........................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
19th August 2010, 03:37 PM

sameer ji kabil e tareef hai ye ahsaas... dil se daad

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#31)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
20th August 2010, 03:45 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY
bahut hi khoobsurat shabad kosh.bahut hi koobsurat andaj-e-viyan
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
22nd August 2010, 02:16 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Parbaton se takrane ka hunar janta huN maY
Aabsharon sa utarne ka hunar janta huN maY

dekh mere dil mein sabar ke paimane kitne hai
Musibaton se guzarne ka hunar janta huN maY

Kya jaano tum ke is dil mein khalish kis baat ki
Tookdon se sawarne ka hunar Janta huN maY

Karle kitne bhi koshishe mujhe badnaam karne ki
Daagdaron se nikharne ka hunar janta huN maY

Mat soch ke har pal main toot ker bikhar raha huN
Khushbuon se bikharne ka hunar janta huN maY

Mat rok mujhe In nigahon mein doob jaane de
Samandaron se terne ka hunar janta huN maY

Dekhi hai veerano se bhi aabad hone ki Kwahish
Ujad jane se basarne ka hunar janta huN maY
kya baat hai sameer ji..
sabhi sher bahut khoob rahe...
daad kubul keejiye...
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
22nd August 2010, 07:22 PM

behad khoobsoorat ahsaas dil sa daad


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
dil janta hai........ nice_off_me Shayri-e-Ishq 33 18th April 2005 01:29 PM
ji janta hai atul_sharma02 Shayri-e-Dard 2 13th March 2005 01:51 PM
janta hoon Ankit Anand Aapki Shayri 0 8th January 2004 01:33 PM
Khuda Janta Hai dilselovergirl Shayri-e-Ishq 0 21st December 2002 07:36 AM
koi nahi janta... Dilwale_Sanam Shayri-e-Ishq 0 18th May 2002 01:27 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com