*~*Tujhko Pukare Mera Pyar-NEEL KAMAL*~* -
24th December 2005, 06:38 AM
Beautiful Song
*************
aaaa aaja aaja aaaja
aaaaaaaa aaja aaaja aaja
tujh ko pukarey mera pyaar hoo ho oo o
tujh ko pukarey mera pyaar
aaja mein to mita hoon teri chaah mein
tujh ko pukarey mera pyaar....
aakhri pal hai aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein
doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein
saamne aaja aik baar hoooo
aaja mein to mita hoon teri chaah mein
tujh ko pukarey mera pyaar....
doono jahaan ki bhent chadha di mein ne chaah mein teri
apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri
ab to chali aa iss paar hooooo
aaja mein to mita hoon teri chaah mein
tujh ko pukarey mera pyaar....
itney yugon tak itney dukhon ko koi seh na sakey ga
teri kasam mujhe tu hai kisi koi keh na sakey gaa
mujh se hay tera iqraaar hooye
aaja mein to mita hoon teri chaah mein
tujh ko pukarey mera pyaar....
teri nazar ki os padey to bujhey pyaas milan ki
terey badan ki oot mite to rahey laaj lagan ki
mil jaaye chain qaarar haaye
aaja mein to mita hoon teri chaah mein
tujh ko pukarey mera pyaar....
tujh ko pukare mera pyaar....
"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."
thanks a lot....ye mera bahut dil ki gehraiyo se pasandida song hai...shayad aaj apne mujh per ek bahut bara ehsaan kar diya isi yaha post kar diya...bahut dino se chaah thi ise sunNe ki...thanks again...