Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jurm e ulfat ka ehteraam rahe
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
jurm e ulfat ka ehteraam rahe - 28th December 2012, 10:21 PM

mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards

Last edited by zidd; 28th December 2012 at 10:26 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
28th December 2012, 10:36 PM

achha likha hai aapne...achha lga


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th December 2012, 11:40 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards
aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

WaaH ! Kyaa Kahne ... Bahut Khoob !!

Asar Andaaz Ashaar ... Pur Waqaar Ghazal Huii Janaab !!

Arse Baad Zidd Bhai ... Aap Ko PaDh Ke ... Lagaa Ki ... Puraane Din Laut Aaye !!

Bakamaal Kalaam Ke Liye Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th December 2012, 09:45 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards

Zidd saab aadaab.... qaayal kar diyaa hai aapne... waaahhhhh

Kyaa nayaab sher nikaale hain ek se badh kar ek.....

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe


ye sher sab se khoob hai...... daad peshe khidmat hain.. qubool kijiyegaa...

Shukriyaa

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
31st December 2012, 07:19 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards
Tasleemaat Zidd bhaee! Aapko mahfil mayn daykh bayhad khushee mahsoos huee!

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe
Umar Khayyam ki kahaanee bayaan kerdaalee is shayr nay aapkay! Kya baat haye......waah!


aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

Iss shayr na samaa baand diya! Sub'hAllah!


mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

Zabardast! Zabardast! Zabardast! isspar aapka stamp saaf nazar aata haye!

Ilteja haye aapsay yoon hee mahfil ko purnoor kartay rahayn apnay aalatareen kalaam say!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
31st December 2012, 07:26 PM

Bohat dino baad aapko mehfil me dekhker accha laga Zidd sahab.....yuhi mehfil ko raushan kiya kijiye.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
31st December 2012, 08:35 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards
Zidd Sahib ,
Main is forum mein abhi naya hun , per aapki behar wala writeup maine para
tha dheere 2 , thora samajh bhi aya.

Aaj apka kalam par kar man gad gad ho gaya .

regds
Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
31st December 2012, 09:11 PM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
Tasleemaat Zidd bhaee! Aapko mahfil mayn daykh bayhad khushee mahsoos huee!

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe
Umar Khayyam ki kahaanee bayaan kerdaalee is shayr nay aapkay! Kya baat haye......waah!

Bhai this is the story you've encapsulated in your one shayr I've quoted above.... hats off!!

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Neetu Bala
Zindagi Kaisee Hai Paheli
Neetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura aboutNeetu Bala has a spectacular aura about
 
Neetu Bala's Avatar
 
Offline
Posts: 174
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 14
1st January 2013, 10:03 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards
umda kalaam .... waaaaaaaaaaahhh.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
1st January 2013, 02:27 PM

Zidd Sahaab Aadaab!

Bahut khoob janab... kia kahne achchi kalaam rahi daad...


Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th January 2013, 07:46 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
achha likha hai aapne...achha lga
bahot shukriya sakhi ji

regards........................................... .................................
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th January 2013, 08:04 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

WaaH ! Kyaa Kahne ... Bahut Khoob !!

Asar Andaaz Ashaar ... Pur Waqaar Ghazal Huii Janaab !!

Arse Baad Zidd Bhai ... Aap Ko PaDh Ke ... Lagaa Ki ... Puraane Din Laut Aaye !!

Bakamaal Kalaam Ke Liye Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!
ji nareshji kuch niji problems me phas gaya tha.....kuch likhne karne me mann nahi lagta tha.....
waise ye kahna zara bhi jyada na hoga ki aap sdc ke ek pillar hai...aur bahut se log aapko dekhkar bhi mann bana lete hai kuch likhne ka.

thanks and regards
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 16th January 2013, 04:23 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards

bahut khoob zidd bhai kaafi dino baad aapko padne ko mila hai
dil se daad kubul farmaayen
aate rahiye mehfil ko roshan karte rahiye
radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
4th February 2013, 10:58 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Zidd saab aadaab.... qaayal kar diyaa hai aapne... waaahhhhh

Kyaa nayaab sher nikaale hain ek se badh kar ek.....

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe


ye sher sab se khoob hai...... daad peshe khidmat hain.. qubool kijiyegaa...

Shukriyaa

Shaad...
ghazal ke pasandgi ke liye bahut shukriya bhai....
aap jaise shayaro ki daad hi se to kuch sunane ka hausla qayam rakhte hai
thanks once again

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
4th February 2013, 11:50 PM

muaaf kijiyega zidd saahab

is gohar par pehle meri nazar nahiiN paRii, sharmiNdaa hooN

maqtaa khaas ta'ur se pasaNd aaya

ek aala aur pur asar qalaam hai, mubarakbaad Tikaa lijiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
5th February 2013, 10:43 PM

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe


Wah-wah, Zidd Sahab, Saki ki nigaheiN aur Jam dono sath ho to aur kyaa chhahiye......




Quote:
Originally Posted by zidd View Post
mere kafi dost dikhaii de rahe hai .....ab shayad kuch lutf aaye

jurm e ulfat ka ehteraam rahe
kuu e qatil me mera naam rahe

isse jyada ki chaah kya hogi
tum raho aur saath jaam rahe

aise dekho tum apne andar ke
aaine se dua salaam rahe

mai hara rakh bhi lunga zakhmo ko
zinda bus mera inteqaam rahe

bhool jaayen mujhe to bhoole vo
yaad zidd ka magar kalaam rahe

regards



Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
6th February 2013, 12:47 AM

bahoot khoob

nihayat u'mdaah peRHny mai asaan smajhny mai asaan ... wah ! wah !


kiya kehny bhai , aisy nageenoN se hamieN araasta kerty rahieN
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#18)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 12:45 PM

Zidd BHai.......!

Is Puray Forum Me Shayri Par Aap Ki Garift Mujhay Sab Se Mazboot Nazar Aayi.....

Saada Andaaz ME App Bahot Gehray Takhayyul KO Bayaan Kar Jaatay Hain.... Mujhay Aap Ka Ye Andaaz Acha Laga....

Is Kalaam Par Bahot Si Daaaad Qabool Kijiye

Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com