Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 41 votes, 4.20 average. Display Modes
Old
  (#401)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
har khawaab tut jata hai ishk mein pura hone se pehle...
kaash koi rok leta humein bhi ye gunaah hone se pehle... nm
woh to ishq ke naam se ghabra jate hain
hum sochte the ishq unse karlein.........



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#402)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
woh to ishq ke naam se ghabra jate hain
hum sochte the ishq unse karlein.........
humein bhi kisi par pyaar aane laga....
par fir pehli mahobat ka anjaam yaad aane laga....

Last edited by stillalive; 11th August 2008 at 03:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#403)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 03:45 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"suna meri rukhsati ke baad usne aakar aansu bahaye,
kaash khudaya woh aa jate mere fanaah hone se phele"

-sunita virender
faanah to aashik hote hi rehte hain pyaar mein...
ye hi mahobat hai...ye hi iska aanjam hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#404)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th August 2008, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
woh peheli barish woh peheli mulakat
mere dil main tere eheshash ab tak yaad hai
"Bheege dupatte ko ungli par lapetna,
mera usse shararat se nazre.n milana,
aur uska sharma kar nazre.n jukana,
mujhe abhi tak sab yaad hai zara zara"

-sunita virender


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
uffffffff......
Old
  (#405)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
uffffffff...... - 11th August 2008, 03:55 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
humne bhi kisi par pyaar aane laga....
par fir pehli mahobat ka anjaam yaad aane laga....
pyar karne wale anjaam se nehin darte
jo darte hain woh pyar nehin karte



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#406)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"Bheege dupatte ko ungli par lapetna,
mera usse shararat se nazre.n milana,
aur uska sharma kar nazre.n jukana,
mujhe abhi tak sab yaad hai zara zara"

-sunita virender
mera pyaar jab use raas na aaya ...
wo chali gayi ye kehkar ki mujhe mila hi kya hai...
mera ghar jala kar bhi use chain na mila to..
mujhe jinda dekhkar kehti hai ki jala hi kya hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#407)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
pyar karne wale anjaam se nehin darte

jo darte hain woh pyar nehin karte
wo chale gaye to socha ki ab jee kar kya karna...
rab ne fir rehmat ki or ek diya jala diya.....
uski roshni mein jab jeene ki aarju hui...
to kisi ne diye k niche ka andhera dekha diya....
   
Reply With Quote
Old
  (#408)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
wo chale gaye to socha ki ab jee kar kya karna...
rab ne fir rehmat ki or ek diya jala diya.....
uski roshni mein jab jeene ki aarju hui...
to kisi ne diye k niche ka andhera dekha diya....
har kiske khwahish pure nehin hote
marne ki daar se jina to nehin chorte ...?



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#409)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 04:11 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
har kiske khwahish pure nehin hote

marne ki daar se jina to nehin chorte ...?
humme kab kise se marne ki khawaish ki hai...
humne to jis se bhi ki hai bus mahobat ki hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#410)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 04:21 PM

gazab halat ishq paida karta hai
hum jinke dil main hai
wohi hume mehefil main dhund rahe hain



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#411)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
11th August 2008, 04:33 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
gazab halat ishq paida karta hai
hum jinke dil main hai
wohi hume mehefil main dhund rahe hain

andaz apna aaine main dekhte hain wo
aur ye bhii dekhte hain ki koi dekhta na ho (NM)


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#412)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
11th August 2008, 04:40 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
gazab halat ishq paida karta hai

hum jinke dil main hai
wohi hume mehefil main dhund rahe hain
mehfil ko unki jab hum chhod kar chalne lage...
tab wo najrein jhuka kar muskarane lage the ....
samjh na sake ye unki ada thi ...
ya wo apni bewafai par najrein churane lage the...
   
Reply With Quote
Old
  (#413)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 04:42 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
andaz apna aaine main dekhte hain wo
aur ye bhii dekhte hain ki koi dekhta na ho (NM)
wah wah...kya karein humare halat kuchh aise hain
hum unke pyar main inte masroof hain
ki aaine main bhi wohi dikhayi dete hain



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#414)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
11th August 2008, 05:00 PM

[QUOTE=Diya_Jale;300413]wah wah...kya karein humare halat kuchh aise hain
hum unke pyar main inte masroof hain
ki aaine main bhi wohi dikhayi dete hain
[/QUOTE


aaine se kuch bhii chupana mumkin na hoga
nigahon main pyaar chupana mumkin na hoga
ishq or mushq chupaye nahi chupte log kahte hain
mere jaise aashiq se peecha chudana mumkin nahi hoga


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya

Last edited by dilip200; 11th August 2008 at 05:05 PM..
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#415)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th August 2008, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
wah wah...kya karein humare halat kuchh aise hain
hum unke pyar main inte masroof hain
ki aaine main bhi wohi dikhayi dete hain
"is ishq ke haatho.n se har-giz naamaafar dekhaa
utanii hii ba.Dii hasarat jitanaa hi udhar dekhaa
thaa baa_is-e-rusavaa_ii har cha.nd junuu.N meraa
ki unako bhii na chain aayaa jab tak na idhar dekhaa"

-Jigar Moradabadi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#416)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 05:07 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"is ishq ke haatho.n se har-giz naamaafar dekhaa
utanii hii ba.Dii hasarat jitanaa hi udhar dekhaa
thaa baa_is-e-rusavaa_ii har cha.nd junuu.N meraa
ki unako bhii na chain aayaa jab tak na idhar dekhaa"

-Jigar Moradabadi
Ajeeb si kashish hai aap mein,
Ke hum aap ke khayaalon mein khoye rehte hai..

Yeh soch kar ke aap khawaabo mein aaoge,

Hum din mein bhi soya karte hai..
..nm



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
mere khayal se
Old
  (#417)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
mere khayal se - 11th August 2008, 05:10 PM

Sunita Ji
Actual alfaaz jinhe pakistan ke mash-hoor shayar AHMAD NADEEM QAASMI ne likha yun hain:

GALI KE MOD PE LADKON KE EK JHURMUT MEIN
YE KIS NE DARD BHARE SUR MEIN MAHIYA GAYA
MUJHE KISI SE MUHABBAT NAHI MAGAR AEI DOST
YE KYA HUA KI DIL-E-BEQARAR BHAR AAYA.

*kisi kisi jagah SUr ki jagah LAY bhi dikhai deta hai.
PRASHANT VASL
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"gali ke mod par yeh kisne dard bhari lai mein mahiya gaya,
muje kisi se mohabat to nahi magar dil-e-betaab bhar aaya"

-NM
   
Reply With Quote
Old
  (#418)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th August 2008, 05:12 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Ajeeb si kashish hai aap mein,
Ke hum aap ke khayaalon mein khoye rehte hai..

Yeh soch kar ke aap khawaabo mein aaoge,

Hum din mein bhi soya karte hai..
..nm

"door hai aaj lahre.n kyuN sahil se,
kyuN kinaro.n se takrake yeh lout jati haiN,
kahte hain pyar ke liye ek pal hi kaafi hai,
shayad esi khayaal se milne chali aati haiN"


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#419)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th August 2008, 05:16 PM

Quote:
Originally Posted by prashant vasl View Post
Sunita Ji
Actual alfaaz jinhe pakistan ke mash-hoor shayar AHMAD NADEEM QAASMI ne likha yun hain:

GALI KE MOD PE LADKON KE EK JHURMUT MEIN
YE KIS NE DARD BHARE SUR MEIN MAHIYA GAYA
MUJHE KISI SE MUHABBAT NAHI MAGAR AEI DOST
YE KYA HUA KI DIL-E-BEQARAR BHAR AAYA.

*kisi kisi jagah SUr ki jagah LAY bhi dikhai deta hai.
PRASHANT VASL
shukriya Parshant jee....maine yeh sher collage time mein kahiN pada tha aur yeh sher dil mein ghar kar gaya tha.....yahaN post kar diya....arsa pehle padne ki vajha se kahiN galti rah gaye....maafi ki haqdaar hoon...accha laga ki aap har post ko etni gour se padte haiN.....shukriya janab


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#420)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 05:27 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"door hai aaj lahre.n kyuN sahil se,
kyuN kinaro.n se takrake yeh lout jati haiN,
kahte hain pyar ke liye ek pal hi kaafi hai,
shayad esi khayaal se milne chali aati haiN"
aap ke sayari ka jawab to abhi de nehin paungi ...sayad yeh jawab aap ko pasand aaye Sunita ji
Tum na jao kahin,
Bas ik nazar dekh lene ki ijazat de do...
Kuchh waqt guzar loon tere qadmon mein,
Ik zindagi jeene ki ijaazat de do...nm



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#421)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th August 2008, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
aap ke sayari ka jawab to abhi de nehin paungi ...sayad yeh jawab aap ko pasand aaye Sunita ji
Tum na jao kahin,
Bas ik nazar dekh lene ki ijazat de do...
Kuchh waqt guzar loon tere qadmon mein,
Ik zindagi jeene ki ijaazat de do...nm
hmmmm....bahut accha hai reply

"hai bas yehi tamana dil-e-namuraad ki,
akhiri hichki teri bahho.n mein hi aaye"

-sunita virender


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#422)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th August 2008, 05:37 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hmmmm....bahut accha hai reply

"hai bas yehi tamana dil-e-namuraad ki,
akhiri hichki teri bahho.n mein hi aaye"

-sunita virender


Qaid kar rakha hai jo sadiyo se pyar iss dil mein tere liye
Aaj jee bhar ke tujhpe barsaane ki ijaazat de do..

Teyz hawa hai kahin bujh na jaaye pyar ka DIYA
Zara roshan-e-dil hamein jalaane ki ijaazat de do..nm



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#423)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
11th August 2008, 06:06 PM

patthar ke Khudaa patthar ke sanam patthar ke hii insaa.N paaye hai.n
tum shahar-e-mohabbat kahate ho ham jaan bachchaakar aaye hai.n
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#424)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
11th August 2008, 06:19 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
patthar ke Khudaa patthar ke sanam patthar ke hii insaa.N paaye hai.n
tum shahar-e-mohabbat kahate ho ham jaan bachchaakar aaye hai.n
waah mayank sir kamal kar diya.......
khud ka to kuch turant bana nahi sakta.... ise hii post kar deta hoon

Patthar mujhe kahta hai mera chaane wala
Main mom hoon usne mujhe chhookar nahi dekha (~ bashir badra jii )


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya

Last edited by dilip200; 11th August 2008 at 06:25 PM..
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
bahat khoob Mayank ji
Old
  (#425)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
bahat khoob Mayank ji - 11th August 2008, 06:20 PM

Tujhe Chaheinge Hum Jism-o-Jaan Se
Mileinge Sabhi Se Teri Pehchan Se



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Dilip Jee aur Riya jee, aap dono ka bohat bohat Shukriyah..
Old
  (#426)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Dilip Jee aur Riya jee, aap dono ka bohat bohat Shukriyah.. - 11th August 2008, 06:57 PM



pyaar mujhase jo kiyaa tumane to kyaa paaogii
mere haalat kii aa.ndhii me.n bikhar jaogii
[Javed Akhtar]
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
sukriya Mayank ji ...bas chhotisi koshish hai mehefil ko sajane ki
Old
  (#427)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
sukriya Mayank ji ...bas chhotisi koshish hai mehefil ko sajane ki - 11th August 2008, 07:21 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post


pyaar mujhase jo kiyaa tumane to kyaa paaogii
mere haalat kii aa.ndhii me.n bikhar jaogii
[Javed Akhtar]
Rafta rafta tere pyar main bikharna chahati hun
ishq ke had kahan tak hai yeh dekhna chahati hun



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#428)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
11th August 2008, 07:29 PM



phir aaj mujhe tum ko bas itanaa bataanaa hai
ha.Nsanaa hii jiivan hai ha.Nsate hii jaanaa hai
[sudarshani Faakir]

Last edited by Mayank; 12th August 2008 at 02:34 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
per aap ne Diya ko Riya likhe hain
Old
  (#429)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
per aap ne Diya ko Riya likhe hain - 11th August 2008, 07:37 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
I love this couplet

phir aaj mujhe tum ko bas itanaa bataanaa hai
ha.Nsanaa hii jiivan hai ha.Nsate hii jaanaa hai
[sudarshani Faakir]
Zindegi to khawab hai khawab ko sajana hai
mana hai tumko sanam sang tumhare jina hai



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Haq Shayar Ka
Old
  (#430)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
Haq Shayar Ka - 11th August 2008, 10:49 PM

Sunita Ji
Baat maafi kya hai.Vaise maine bhi ye sher apne college days mein hi padha tha..aur bhool nahi paya.yahi achchi shayri ki parakh hai.Jahan tak ho sake,main un achche sheron ko zaroor padhta aur react karta hoon jahan shayar ka naam nahi aata..par us ka kaam aata hai.Ek 'genuine'shayar ki sabse badi CHAAHAT ye naam hi to hoti hai..Haan kabhi aisa bhi hua jab meri koi gazal mere saamne kahin sunaata hai.ye jaane bina ki main kaun hoon..to kuchch nahi kahta..balki achcha lagta hai..
khayal rakhkhen apna..
prashant vasl
Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
shukriya Parshant jee....maine yeh sher collage time mein kahiN pada tha aur yeh sher dil mein ghar kar gaya tha.....yahaN post kar diya....arsa pehle padne ki vajha se kahiN galti rah gaye....maafi ki haqdaar hoon...accha laga ki aap har post ko etni gour se padte haiN.....shukriya janab
   
Reply With Quote
Old
  (#431)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th August 2008, 11:13 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post


Zindegi to khawab hai khawab ko sajana hai
mana hai tumko sanam sang tumhare jina hai
jo yaad meri aaye to kabhi gam na karna...
meri chahat ko apne dil se kabhi kam na karna...
khuda ne chaha to hum fir milenge...
mere intjaar mein apni aankhein nam na karna...
   
Reply With Quote
Old
  (#432)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th August 2008, 11:17 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hmmmm....bahut accha hai reply

"hai bas yehi tamana dil-e-namuraad ki,
akhiri hichki teri bahho.n mein hi aaye"

-sunita virender
duniya k sitam bhi kam na hue...
hmare jakhm bhi kuch kam na hue...
wo beshak hamesha ehsaas dilate rahe apni mahobat ka...
par jo ek baar bane the faasle wo kam na hue...
   
Reply With Quote
Old
  (#433)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
12th August 2008, 12:42 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
duniya k sitam bhi kam na hue...
hmare jakhm bhi kuch kam na hue...
wo beshak hamesha ehsaas dilate rahe apni mahobat ka...
par jo ek baar bane the faasle wo kam na hue...



Jism k faasle to mit jate hai pal do pal me hi........
Dilo ki dooriyaan mitne me waqt lagta hai.........
   
Reply With Quote
Old
  (#434)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
12th August 2008, 12:53 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
gazab halat ishq paida karta hai
hum jinke dil main hai
wohi hume mehefil main dhund rahe hain


Samj to aaya,dil me rehte hai aap humare.......
Kambakht nazar to aaye,ye khoya kaha hai.....




Mehfil me dhundh rahe the,apne dil k tukde hum.......
Unhe laga shayad hume unki talaash thi.....
   
Reply With Quote
Old
  (#435)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th August 2008, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by dr.raj View Post
Samj to aaya,dil me rehte hai aap humare.......
Kambakht nazar to aaye,ye khoya kaha hai.....




Mehfil me dhundh rahe the,apne dil k tukde hum.......
Unhe laga shayad hume unki talaash thi.....
yeh deewane bhi kitne jhoot bolte hain
Dil humse lagate hain Nigahein mile to saaf mukar jate hain



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#436)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
12th August 2008, 01:50 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
yeh deewane bhi kitne jhoot bolte hain
Dil humse lagate hain Nigahein mile to saaf mukar jate hain



Nigaahein milane ki himaakat kaise karen hum.....
Suna hai wo nazron se katl-e-aam karte hai......
   
Reply With Quote
Old
  (#437)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th August 2008, 02:01 PM

Quote:
Originally Posted by dr.raj View Post
Nigaahein milane ki himaakat kaise karen hum.....
Suna hai wo nazron se katl-e-aam karte hai......
mohhbat kii bhii nahi nigahon se dar gaye
suna hai ishq main log apna jaan de dete hain



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#438)
dr.raj
Registered User
dr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nicedr.raj is just really nice
 
dr.raj's Avatar
 
Offline
Posts: 450
Join Date: Jul 2008
Location: udaipur
Rep Power: 19
12th August 2008, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
yeh deewane bhi kitne jhoot bolte hain
Dil humse lagate hain Nigahein mile to saaf mukar jate hain
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
mohhbat kii bhii nahi nigahon se dar gaye
suna hai ishq main log apna jaan de dete hain



Samandar me doob jaye,par saahil nazar to aaye......
Dil kya jaan bhi de de,par koi kaabil nazar to aaye....
   
Reply With Quote
Old
  (#439)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th August 2008, 02:16 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
mohhbat kii bhii nahi nigahon se dar gaye
suna hai ishq main log apna jaan de dete hain
“na rahi koi doori do jismo.n ke darmiya.n,
andheri raat mein madham sa diya jale”

-sunita virender


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
namaste Sunita ji
Old
  (#440)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
namaste Sunita ji - 12th August 2008, 02:20 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
“na rahi koi doori do jismo.n ke darmiya.n,
andheri raat mein madham sa diya jale”

-sunita virender
Ek lamhe ko bhee ye dil tujhe bhulata nahi
Kaisee neend me houn ke hosh mujhe aata nahi....nm



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Reply

Tags
jab tum na thi, love poem

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
izhaar-e-khyaal(ek aise bazam jo sabke liye khuli hai) rajveeer Anjuman-e-Shayri 400 7th November 2014 10:50 PM
~*~"Sabke Nazar Main Kyun Gunehgar Ban Gayi"~*~ Diya_Jale Aapki Shayri 27 11th December 2008 01:47 AM
"AAJ WOHI MERE LIYE SAB SE PARAYI HAI.............." a shayri for her....."?" Dhaval Shayri-e-Ishq 14 26th November 2006 11:08 PM
"YE DARD BHARI KALAM...................." a shayri for her.........."ishq"...... Dhaval Shayri-e-Ishq 16 21st September 2006 06:09 PM
"ISHQ" har "DARD" sehna sikha deta hai.. kuhulika Shayri-e-Dard 4 25th November 2005 09:22 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com