Jawani ka alam bhi ek ajeeb hota hain, is daur ka nasha kuch jiyada hota hain
Is Nashe ka nasha bhi har nasheman ko hota hain, kabhi jyada to kabhi kam hota hain
Raste kabhi pyar se bhare hain, daulat aur shauhrat ke mayne bhi kya hain
Yeh to ati hain, jati hain, jo koyee is daurse gujarta hain, woh khushiyose jyada khush hain
Jawanise pahle kabhi jawani ati nahi, jawanike baadbhi yeh kabhi kabhi jati nahi
Iska taluk dil se hain, dimag se hain, yeh to akar bhi jati hain, akar bhi ati hain
Jawani ka alam bhi ek ajeeb hota hain, is daur ka nasha kuch jiyada hota hain
Yaha habib kabhi khub saath dete hain, rakeebokabhi hona jaroori hain
Bina dono ke, jindagi adhoorisi hain, kalka rakeeb aaj ke baad habeeb honga
Kya pata, kalka habeeb aaj rakeeb bhi honga, iske pahelumein kya hain
Dekha to pata chala, kabhi wajah muhabbate hain, kabhi daulate hain
Koyee kitna bhi mohaseen ho, habeebo aur rakeebo ki duniya uske har dagar pe hain
Kis dagar pe habeeb khada hain, kis dagar pe rakeeb, aaj ka daur bhi ghayal hain
Jawani ka alam bhi ek ajeeb hota hain, is daur ka nasha kuch jiyada hota hain
Main Jindagi hoon teri,
tuzhe pata nahin.
Tum taqdir hon meri,
mujhe khabar nahin.