Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Lutf e mohobbat ka maza liya karo
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Lutf e mohobbat ka maza liya karo - 26th June 2009, 04:32 PM

DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
29th June 2009, 08:45 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhuta hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo
wah Sameer jee,
bahot achhi ghazal hai,saath saath itne aache tips bhi
jee hum jarur yaad rakhenge ..........

aap youN hi kahte rahiye
khus rahiye

dua'oN ke saath

Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
30th June 2009, 12:39 AM

kYA baat haiN... bahut badiya likha haiN..
mujh bahut pasand aaya..
dil se daad Qabool kijiyee..

bas yehi kanha tujhko ki..

deewani ka diL dukhaya yuh nahi karte
Panii meiN kabhi aag lagaya nahi karte
kankar liye hath meiN yuh hii guzar jaa
soye huye bhaware ko jagaya nahi karte..

-- OMi

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo

Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th June 2009, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
wah Sameer jee,
bahot achhi ghazal hai,saath saath itne aache tips bhi
jee hum jarur yaad rakhenge ..........

aap youN hi kahte rahiye
khus rahiye

dua'oN ke saath

Diya
Diyaa jii shukriyaa......

Gazal per daad dene ke liye tahe dil se shukra guzar huN..
Well yeh tip's real experience hai....... to zarur yaad rakhiye..

Koshish Jari hai....
Aap bhi khush rahiye...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
2nd July 2009, 04:02 PM

Quote:
Originally Posted by heart_killer View Post
kYA baat haiN... bahut badiya likha haiN..
mujh bahut pasand aaya..
dil se daad Qabool kijiyee..

bas yehi kanha tujhko ki..

deewani ka diL dukhaya yuh nahi karte
Panii meiN kabhi aag lagaya nahi karte
kankar liye hath meiN yuh hii guzar jaa
soye huye bhaware ko jagaya nahi karte..

-- OMi
Hey Omi thanks Bro.....

Tumhara replly dekhker khushi hui......

But tumhara sher dimag ke uper se gaya plz define what are you saying By that..

Bhai jo samjh aaya usse kuch replly dene ki kohish ker raha hun..

Kisi ka dil dukhane ki hume aadat nahi
KankaroN uthane ki hume zarurat nahi
Nahi lagti kabhi aag pani me gehrai tak
Satah per lagi aagse hume masarrat nahi

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
3rd July 2009, 07:01 PM

Sameer ji.....aapki mohabbat shikhati nazm ka humne bhi padhkar bahut luft uthaya...bahut acha laga....nazm ke sabhi sher nasihat baate karte hi nahi balki umda hone ki numaindgi bhi karte hai....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)

3rd July 2009, 07:02 PM

  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th July 2009, 03:13 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer ji.....aapki mohabbat shikhati nazm ka humne bhi padhkar bahut luft uthaya...bahut acha laga....nazm ke sabhi sher nasihat baate karte hi nahi balki umda hone ki numaindgi bhi karte hai....
Naresh Jii...

Aapne humari nasihaton wali nazam ko padhker lutf uthaya...
Iske liye hum aapke tahe dil se abhar mante hai...
aate rahiye aur apne pyar bhare vicharon se hume avagat karate rahiye..

Dhanya-wad,
Khush rahiye...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
6th July 2009, 08:17 PM

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Bohat khoobsurat peshkash Khwaish Saheb, Sach kaha hain aapne baat banane se hi banti hain. Par afsos har koi kaha is imtehaan me khara utar pata hain.

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th July 2009, 09:18 AM

bahut khoob kwahish jee...... mazaa aa gaya padkar...aise hee likhte rahhiye aur bazm ko roshan karte rahiye.............

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#11)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
10th July 2009, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Bohat khoobsurat peshkash Khwaish Saheb, Sach kaha hain aapne baat banane se hi banti hain. Par afsos har koi kaha is imtehaan me khara utar pata hain.
Shukriya Sajid sahaB...

Yeh to waqt waqt ki baat hoti hai Sajid sahab, apne alfazon mein aur ahtemad mein gar kami na aaye to beshak har baat bigadne se pahele hi sawar sakti hai...

Aur haan wakai yeh ek inehan ki hi ghadi hoti hai aur sach mein ismein har koi khara nahi uar pata hai........ even main bhi nahi utar paya isliye yeh sher aap logoN ke samne hai...

Well aate rahiye aur hounsla afzai karte rahiye..
Khush rahiye...
Khuda Hafez,,,,,

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#12)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
11th July 2009, 06:52 AM

BAHUT KLHUB LIKHA HAI, DIL SE DAAD KUBUL KIJIYE..........
Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo

Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe

Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th July 2009, 05:45 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut khoob kwahish jee...... mazaa aa gaya padkar...aise hee likhte rahhiye aur bazm ko roshan karte rahiye.............
Shukriya Arvind Jii...

Aapko padhker maza aaya mano humari mehnat kamyaab hui...
Aage bhi aapka saath bana rahe yehi ummid...

Khush rahiye..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th July 2009, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by nalinmehra View Post
BAHUT KLHUB LIKHA HAI, DIL SE DAAD KUBUL KIJIYE..........
Thank you Very much Nalin jii......

Aage bhi aapka saath bana rahe aur aap yunhi mehil mein aate rahe..

Aapki daad dilse kabool hai..
Keep smiling......
God Bles you..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
18th July 2009, 09:48 AM

bahut khooobsurat salah janaab, vakai amal karne layak..
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Old
  (#16)
swetasingh9839
Registered User
swetasingh9839 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Jul 2009
Location: http://spicebolly.com
Rep Power: 0
18th July 2009, 11:29 PM

Very nice .......

DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
22nd July 2009, 04:47 PM

Quote:
Originally Posted by ABABBU View Post
bahut khooobsurat salah janaab, vakai amal karne layak..
Shukriya Babbu sahab........

Aapko humari salah khubsuraat aur amal karne layak lagi iske hum tahe dil se shukraguzar hai,

Aage bhi aapka saath milenga ummid karta hun..

aate rahiye aur apni salah se nawazte rahiye..

Khush rahiye..
Khuda Hafez..

Aapke sigy se mujhe apna ek sigy yaad aaya...

"Love Bigins but never ends"

Last edited by kwahish; 22nd July 2009 at 04:49 PM..
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
9th August 2009, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by swetasingh9839 View Post
Very nice .......

DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo
Thanks for your replly........ Hope aage bhi aapka saath milta rahenga...

Keep reading...
Keep smiling....
May God Bless you..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
9th August 2009, 11:36 PM

Sir,

Simply Great,

Wakai bahut pasand aayi mujhe aapki ye rachnaa, Padh kar sukun saa milaa

Aise hi mahfil ko ronak karte rahiye

With best wishes

Rashid

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#20)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
13th August 2009, 04:37 PM

Aadaab !

moHteram appki koshish achi lagi ... meHnat aur koshish jaari rakhieN aur meHfil ko sajate rahieN ...

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
16th August 2009, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Sir,

Simply Great,

Wakai bahut pasand aayi mujhe aapki ye rachnaa, Padh kar sukun saa milaa

Aise hi mahfil ko ronak karte rahiye

With best wishes

Rashid
Rashid sahab .... AadaaB..

Jii aap logoN ki hounsla afzai milti rahe to mehfil roshoN hoti hi rahengii....

Thanks for best wishes...

Be happy .
May God Bless You..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
20th September 2009, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab !

moHteram appki koshish achi lagi ... meHnat aur koshish jaari rakhieN aur meHfil ko sajate rahieN ...

Mujeeb
Mujeeb sahab Aadaab,

Aapne ki hui honsla afzai wakai ek behad dil ko pur-sukun karne wali lagi...
Aage bhi mehnat karta rahunga aur Insha Allah ek din aapko dil se pasand aane wali
gazal kahunga...

Khush rahiye,
Aur apni kimti rai se aage bhi nawzte rahiye...
Khuda Hafez...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#23)
abed_farooqui
Registered User
abed_farooqui will become famous soon enoughabed_farooqui will become famous soon enough
 
abed_farooqui's Avatar
 
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 16
20th September 2009, 10:34 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
DostoN yahan aaj kal dekha ke insprital post dekhne bahut mil rahe hai socha main bhi
apni aur se kuch inspiraton de dun... yeh Ishq ki bazam mein isliye post ker raha hun kyun
ki ism ishq karne walon ke liye hi inspration hai......... Ya samjhiye yeh meri salah hai mere ahsaas hai...

To arz karta huN

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo
Sameer Bhaiya

kita mast lika hai apne ek ek sher sachi me sacha laga muze aur acha bi kunse sher ko pand karu ye bi samj nai aara sabi sher ache hai bhot mast...........

PARWANA
Abed Farooqui

Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
vichiter
Registered User
vichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura aboutvichiter has a spectacular aura about
 
vichiter's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Aug 2009
Location: south delhi india
Rep Power: 17
Love 26th September 2009, 09:02 AM

Sameer ji aadaab

mafi chahata hoon ki aapki is gazal ko padnay main dair ho gaye chalo dekhtay hai kya likha hai aapnay...............

Aapne dil mein gile shikwe daba liya karo
Baat bigade to mohobbat se bana liya karo

waha waha kya likha hai............

Rishton ki mithas waqt ke saath kaam hoti hai
Roothe jo yaar to foran hi mana liya karo

bhout achchay
..............

Dard jab bade dil ka to yunhi tanha na raho
Mile koyi humdard to hale dil suna liya karo

janaab yeh sher waki main dil ko bhata hai..........

Khafa hua mehboob to tum bhi khafa na hona
Jhui hi sahi muskaan hoton per saja liya karo

aafreen daad kabool kijiyega.................

Mehfooz nahi hai mohobbat tanz aur shubhe me
Khushmijazi se hi lutf e mohobbat ka maza liya karo waha waha dil say

daad daita hoon janaab kabool kijyega achcha likha hai aapnay aisay hi liktay rahiyega aapki aglai gazal ka intzaar main

aapka

VICHITRA
[/quote]

Yeh manjilen yeh rastay mushkilo bhari yeh dager.....
Tu nahin hai mere sath to mushkilo ka hai safer......
Tham lay tu mera daman meri khushiyan nahi hai koi.....
Na meri manjil na mera karwaan na humsafer hai koi............
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
habib.monu
saoda ikko jeha
habib.monu is on a distinguished road
 
habib.monu's Avatar
 
Offline
Posts: 68
Join Date: Sep 2009
Location: Gumraah
Rep Power: 15
26th September 2009, 09:28 AM

kwahish g.
Just love to read this one,kaash aisa ho jae.
By th way ,thanx to u 4 this

unko hame satane ka bahana mil gya, hme hmari maut ka thikana mil gya, hme to unke saath ki umid thi jo na mila , unko to sara jamana mil gya, hmari juban ko khamoshi ka kinara mil gya, meri ankho me ashko ka najara khil gya,
Ye kya kam tha k ik mulakat ho bus, tumhari dosti me kambakht hmara dil gya, hm drd ko khuda maan bethe he ab,mere maran k bahane me sath tumhara bn gya,,
Kya malum hqiqat me sath dega khuda,
Khwab aya k hmara ek jakham sil gya...M
  Send a message via Yahoo to habib.monu Send a message via MSN to habib.monu  
Reply With Quote
Old
  (#26)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th September 2009, 03:06 PM

Quote:
Originally Posted by abed_farooqui View Post
Sameer Bhaiya

kita mast lika hai apne ek ek sher sachi me sacha laga muze aur acha bi kunse sher ko pand karu ye bi samj nai aara sabi sher ache hai bhot mast...........
Aabed Bhai shukriya.........

Aji janab itni tarif ke kabil yeh post nahi hai par aapne ise itna taref e qabil samjha shukriya.. aapko mere gazal ke tamam sher pand aaye mujhe masarrat hui..........

Aage bhi apka saath bana rahe yehi ummid...

Khush rahiye..
Aate rahiye....
Khudaa Hafez..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com