Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 41 votes, 4.20 average. Display Modes
Old
  (#3721)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
9th March 2009, 04:41 PM

WOH roi toh bahut perr DIL tod k roi,
badi majboor thi muf mod k roi,

phir kerk mere samne meri tasveer k tukdke,
baad mein unhi tukdo ko jod k roi..............................nm

sister khan jab aap online ho toh is aash'ar ko zaroor quote kijienga,apne word mein

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3722)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
9th March 2009, 07:58 PM

Yaaro kal raat jo hua,us se mai KHUSH hu,

usne muh mod liya yaaro, fir bhi mai KHUSH hu...

MERI UDASI SE WO B UDAS NA HO JAYE YAARO,
ISILIYE MAI KHUSH HU....

Last edited by asdfgh; 9th March 2009 at 08:05 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3723)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
9th March 2009, 10:13 PM

Unko dekheiN se jo aa jaati hai Muh pe roanak
Wo samajhteiN hai beemaar kaa haal achchhaa hai

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Yaaro kal raat jo hua,us se mai KHUSH hu,

usne muh mod liya yaaro, fir bhi mai KHUSH hu...

MERI UDASI SE WO B UDAS NA HO JAYE YAARO,
ISILIYE MAI KHUSH HU....

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#3724)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
9th March 2009, 10:44 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Unko dekheiN se jo aa jaati hai Muh pe roanak
Wo samajhteiN hai beemaar kaa haal achchhaa hai
nice one rashid ji...

mujhe bimaar karne wale ,
teri khushi chahta hu...
Kitna pagal hu mai,
ye mai kya chahta hu...

Jisne mujhe khushi di hai,
meri har baat ko ungliyo pe yaad ki hai...
Mai nachiz use kya de paunga,
kitna pagal hu mai,
ye mai kya chahta hu...

Mere liye usne har roop badla,
meri tanhaiyo ko mehfilo me badla,
mai nachiz use kya de paunga,
kitna pagal hu mai,
ye mai kya chahta hu...

Fir bhi agar bhoole se koi gam ka tinka us se takra jaye,
uske chain ko cheene, usey bikhra jaye,
to mai usko samet lena chahta hu,
kitna pagal hu mai,
ye mai kya chahata hu...
   
Reply With Quote
Old
  (#3725)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th March 2009, 10:48 PM

very nice buland shayar jii........................

"woh tera zara sa parda sarka ke dekhna,
aur meri dhadkao.n ka be-kaabo ho jana,
kya yehi pyar hai bata to zara sanam,
har pal teri khidki ki aur mera jaaNkna"

-sunita virender

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3726)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
9th March 2009, 11:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
very nice buland shayar jii........................

"woh tera zara sa parda sarka ke dekhna,
aur meri dhadkao.n ka be-kaabo ho jana,
kya yehi pyar hai bata to zara sanam,
har pal teri khidki ki aur mera jaaNkna"

-sunita virender
aap se seekha hai, warna ye chiz to ek nachiz he hai...
Just see the words 'pyar kya hai' words r same bt d meaning s diffrent...

Tum mujhse poocho pyar kya hai,
mai tumse poochu pyar kya hai,
choro poochne ki aadat ko,
aao milkar dikha de khuda ko,k PYAR KYA HAI...
   
Reply With Quote
Old
  (#3727)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th March 2009, 11:16 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
aap se seekha hai, warna ye chiz to ek nachiz he hai...
Just see the words 'pyar kya hai' words r same bt d meaning s diffrent...

Tum mujhse poocho pyar kya hai,
mai tumse poochu pyar kya hai,
choro poochne ki aadat ko,
aao milkar dikha de khuda ko,k PYAR KYA HAI...

"meri nazar de dekho to zara,
pyar sanam hai, pyar khuda hai"

-sunita virender

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3728)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
9th March 2009, 11:37 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"meri nazar de dekho to zara,
pyar sanam hai, pyar khuda hai"

-sunita virender
ab tak aap he ki nazro se dekhta aaya hu mai,
isliye har baat ki kshama mangta aaya hu mai,
ab apni nazro k kabil nahi raha,
k har baar teri najro se girta aaya hu mai...

Last edited by asdfgh; 9th March 2009 at 11:51 PM.. Reason: Sorry
   
Reply With Quote
Old
  (#3729)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
9th March 2009, 11:53 PM

Ek MITTI ka Putla khuda se takraane ki baat kerta hai,
E-tahir tu kis zamaane ki baat kerta hai,

diya hai sir usne usi k saamne jhukane k lye,
aur tu hai ki aaj usi k saamne sir uthane ki baat kerta hai...kkkhantahir

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3730)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 12:06 AM

Tum nazaro ki baat karte ho,
har nazar me fark hota hai buland,

gunah karne wala khuda se nazar mila nahi sakta,
khuda jiska yaar ho, wo yaar ko khuda bana nahi sakta...

YAAR ko kuch kar dikhana chahat hai hamari,
YAARO se aise baat karna fitrat hai hamari...

Jo sanam ko khuda bana de wo nazar nahi rakhte,
jo khuda ko sanam banade wo nazar hai hamare paas...

Last edited by asdfgh; 10th March 2009 at 12:10 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3731)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 12:10 AM

SAARi umr kati ishq-e-butaa mein yara,
AKHRI waqt mein kya khaaq musalma honge.nm

mere bhaiyo buzurgo dosto, farsi language mein SANAM ka matlab buto(butparashtish) se hota hai...

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./

Last edited by Tahir kkkhan; 10th March 2009 at 12:25 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3732)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 12:31 AM

Khuda k sath mera bachpan ka naata hai,
isiliye har baar wahi mere kaam aata hai,
mujhe is duniya ka kuch b ilm nahi,
mai khelta rehta hu,wo batata jaata hai...

Gud night dosto...

Last edited by asdfgh; 10th March 2009 at 12:48 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3733)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 09:49 AM

DOST hai khuda sabka woh toh dosti nibhata hai,
per tahir her baar kyo jane usse dagaa ker jaata.........kkkhantahir

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3734)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 11:49 AM

Sare gamo ko bhool DOST ek nayi shuruaat kare...
Kuch tum badho aage,kuch hum, aur ek haseee mulaqaat kare...

Reply With Quote
Old
  (#3735)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 12:15 PM

chalo theek hai,
aaj 12 rabi ul avval hai, toh kuchh nabi s.a.w. ki shaan mein gustakhi kerna chahta hu.aaj aapki (s.a.w)paidaish ka din hai.
qur'an_surah_aal-e-imraan_aayat_164
"AUR AAJ HUMNE(ALLAH NE)MOHAMMAD S.A.W KO TUMHARE BEECH BHEJ KER TUM PER EHSAAN KER DIYA.

E KHUDA kaha kaha barasti hai rehmat teri lavzo mein baya'n kaise karu.
ZAMI TERI AASMA TERA,NABI TERA QUR'AAN TERA...kkkhantahir

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3736)
N@zneen
Banned
N@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud ofN@zneen has much to be proud of
 
Offline
Posts: 3,689
Join Date: Jan 2009
Rep Power: 0
10th March 2009, 12:42 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post
chalo theek hai,
aaj 12 rabi ul avval hai, toh kuchh nabi s.a.w. ki shaan mein gustakhi kerna chahta hu.aaj aapki (s.a.w)paidaish ka din hai.
qur'an_surah_aal-e-imraan_aayat_164
"AUR AAJ HUMNE(ALLAH NE)MOHAMMAD S.A.W KO TUMHARE BEECH BHEJ KER TUM PER EHSAAN KER DIYA.

E KHUDA kaha kaha barasti hai rehmat teri lavzo mein baya'n kaise karu.
ZAMI TERI AASMA TERA,NABI TERA QUR'AAN TERA...kkkhantahir
EID-UL-NABI MUBARAK HO..............

Duniya ki har fiza mei.n ujala RASOOL ka,
Ye saari kainaat hai sadqa RASOOL ka,
Khusbu-e-gulab hai pasina RASOOL ka,
Apko bhi ho mubarak mahina RASOOL ka.

(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#3737)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
EID-UL-NABI MUBARAK HO..............

Duniya ki har fiza mei.n ujala RASOOL ka,
Ye saari kainaat hai sadqa RASOOL ka,
Khusbu-e-gulab hai pasina RASOOL ka,
Apko bhi ho mubarak mahina RASOOL ka.

(NM)
thoda apna ILM aur badhao EID ka matlab festival hota hai,
aur aaj aapki paidaish k sath sath visaal(intikaal)k din bhie hai toh ise hum eid nahi keh sakte.

FARISHTE bhie ro diye bebasi pe AADAM ki, phir khuda ko na koi malaal aaya,
EK pal hi mein ho gai magfirat uski,jab dil mein mohammad ka khayaal aaya.
kkkhantahir..

70 saal tak aadam alai h salaam rote rahi per aapki duaa kabool nahi hui, per jab aapke dil mein mohammad ka khyaal aaya toh alla ne aapki magfirat kerdi,
had yeh thi ki farishte bhie aapke saath rone lage the.

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./

Last edited by Tahir kkkhan; 10th March 2009 at 01:11 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3738)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 01:43 PM

Thanx...

Dost, hum sab hai bande khuda k,to aisi baat karte kyu hai...
Chalo koi baat ni,
par tumhare lafzo ko dekh mere muh se nikalta
ZZZZUUUU hai... !

Rocket chhode jate hai ek gareeb par... !
Itna karm kiya hai, aur ek karde is khushnaseeb par... !

Last edited by asdfgh; 10th March 2009 at 01:51 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3739)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 02:25 PM

meri kya wakat hai dost,jo aap perk karam karu,koi galti hui ho toh muaaf kerna.

GHAM diya hai toh khushi bhie wahi dega,
k zindagi bhie toh deta hai maarne wala...........nm

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3740)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 10th March 2009, 04:11 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post

GHAM diya hai toh khushi bhie wahi dega,
k zindagi bhie toh deta hai maarne wala...........nm

tabiyat kuch ajeeb hai shayad, maut ke din qareeb hai shayad
vo zindagi mujhe udhaar de nahi sakta, maula mera gareeb hai shayad
not mine

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 10th March 2009 at 04:13 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#3741)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
10th March 2009, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
tabiyat kuch ajeeb hai shayad, maut ke din qareeb hai shayad
vo zindagi mujhe udhaar de nahi sakta, maula mera gareeb hai shayad
not mine
good one

Zindgii jane ko thi, maine maut ko bula liya
kya karen humse akele raha nahi gaya.......

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3742)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
10th March 2009, 06:30 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
good one

Zindgii jane ko thi, maine maut ko bula liya
kya karen humse akele raha nahi gaya.......

ye hi thi MAUT, jo bichad ke tujse humko mili,
zindagi to wo thi jo mehfil me teri guzar gayi

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3743)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 06:48 PM

Dost jo kehte hai mujhe,
aur wakat apni pehchante nahi,
unse jake kehdo koi,
k mere liye ve sab kuch hai,
mai unke bina kuch b nahi...

Jitne pal hanske, muskura k bita do wo zindagi hai,

ghamo me jeena b koi zindagi hai...

Gham ko bhool k jo auro ko hansa de,

yahi khuda ki asli bandagi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#3744)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
10th March 2009, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Dost jo kehte hai mujhe,
aur wakat apni pehchante nahi,
unse jake kehdo koi,
k mere liye ve sab kuch hai,
mai unke bina kuch b nahi...

Jitne pal hanske, muskura k bita do wo zindagi hai,

ghamo me jeena b koi zindagi hai...

Gham ko bhool k jo auro ko hansa de,

yahi khuda ki asli bandagi hai...

hey whatz up RAJ ?? kya haal hai dost ??

Yeh kon log andheron ki baat kerte hain???
Abhi to teri yaad ka baadal bhi dhala nahin...!!!

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3745)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th March 2009, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
hey whatz up RAJ ?? kya haal hai dost ??

Yeh kon log andheron ki baat kerte hain???
Abhi to teri yaad ka baadal bhi dhala nahin...!!!

"meri har baat meiN zikar tera hota hai,
kya tu bhi mujhe aisi yaad karta hai"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3746)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 09:44 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"meri har baat meiN zikar tera hota hai,
kya tu bhi mujhe aisi yaad karta hai"
ziindagi imtehaan ka ej daur bura hai
mila mukaam isme kisey kab pura hai
or na mila jo uska gham reh jayega
yehi sach hai baaki sab adhura hai

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#3747)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 10th March 2009, 09:49 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
ziindagi imtehaan ka ej daur bura hai
mila mukaam isme kisey kab pura hai
or na mila jo uska gham reh jayega
yehi sach hai baaki sab adhura hai

vicky

Thanks Vicky.........

"na sar jukka ke jiyo, aur na muh chuppa ke jiyo,
gamo.n ka daur bhi aaye to muskurra ke jiyo"

-nm

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3748)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th March 2009, 10:25 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
tabiyat kuch ajeeb hai shayad, maut ke din qareeb hai shayad

vo zindagi mujhe udhaar de nahi sakta, maula mera gareeb hai shayad
not mine
haqiqat mein tabiyat ajeeb si dikhti hai ,beshak maut tere qareeb si dikhti hai,
bahut hi NASHUKRguzaar hai tu,k khuda ki rehmat tujhe gareeb si dekhti hai.
kkkhantahir..

DENE WALE ne her qadam per apni rehmat bersaai,
per maangne walo ka hi daaman chhota tha......................IQBAAL SAHAB.

maangne ka tareeka sikho ,kyonki

DIL SE JO BAAT nikalti hai ASAR rakhti hai,
PAR nahi takat-e-pervaaz magar rakhti hai,

Qudsi-ul-ASL hai,RAF'AT pe nazar rakhti hai,
khaaq se uthti hai,Gardo'n pe guzar rakhti hai................IQBAAL SAHAB

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3749)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
10th March 2009, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
hey whatz up RAJ ?? kya haal hai dost ??

Yeh kon log andheron ki baat kerte hain???
Abhi to teri yaad ka baadal bhi dhala nahin...!!!
hi lamha ji,

haal ekdum mast hai
holi ka khumaar charo aur jabardast hai,
HAPPY HOLI DOSTO...

Jb se zindgi maut ki khabre aane lagi hai..

Mere dil me ek ajab si teees uthne lagi hai..

Bichad k ishq mujhse kaise rahega..

Ye soch k aankh me mere nami aane lagi hai...

Dil se nikli baat ko koi pehchaane kaise..

Koi gar sach kahe to usko koi maane kaise..

Aaj k daur me hanumaan hote to achha tha buland..

Koi apna dil khol k dikhaye,to dikhaye kaise...
   
Reply With Quote
Old
  (#3750)
Rashid_rahil
Registered User
Rashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to beholdRashid_rahil is a splendid one to behold
 
Rashid_rahil's Avatar
 
Offline
Posts: 309
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 26
12th March 2009, 03:43 PM

Bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai
Ki meri yaad kabhi to tujhe bhi aani hai
Harek shakhs ko apnaa banaa ke dekh liyaa
MileNge ab naa kisi se ye dil meiN thaani hai

Mohabbat Na samajh hoti hai samjhaanaa zaroori hai
Jo dil meiN hai use aankhoN se kehlaanaa zaroori hai
Salikaa hi nahi use mehsoos karne kaa
Jo kehtaa hai, Khudaa hai to nazar aanaa zaroori hai

Best wishes

Rashid

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
hi lamha ji,

haal ekdum mast hai
holi ka khumaar charo aur jabardast hai,
HAPPY HOLI DOSTO...

Jb se zindgi maut ki khabre aane lagi hai..

Mere dil me ek ajab si teees uthne lagi hai..

Bichad k ishq mujhse kaise rahega..

Ye soch k aankh me mere nami aane lagi hai...

Dil se nikli baat ko koi pehchaane kaise..

Koi gar sach kahe to usko koi maane kaise..

Aaj k daur me hanumaan hote to achha tha buland..

Koi apna dil khol k dikhaye,to dikhaye kaise...

Tu AndheroN -ujaaloN me mila kar mujhko
Zindagi ab to sawaloN me mila kar mujhko

Reply With Quote
Old
  (#3751)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 12th March 2009, 04:05 PM

Quote:
Originally Posted by Rashid_rahil View Post
Bichhad ke bhi mujhe tujhse ye badgumaani hai
Ki meri yaad kabhi to tujhe bhi aani hai
Harek shakhs ko apnaa banaa ke dekh liyaa
MileNge ab naa kisi se ye dil meiN thaani hai

Mohabbat Na samajh hoti hai samjhaanaa zaroori hai
Jo dil meiN hai use aankhoN se kehlaanaa zaroori hai
Salikaa hi nahi use mehsoos karne kaa
Jo kehtaa hai, Khudaa hai to nazar aanaa zaroori hai

Best wishes

Rashid

tere dil ne jinhe apna banaya vo shaks aur honge
mohabbat jinhe jaye samjhaya vo shaks aur honge
hum toh mohabbat ko khuda ka darja dete hai
jo khuda ko na mehsus kar paya vo shaks aur honge

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#3752)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Thumbs up 12th March 2009, 04:11 PM

Wah Bahot ache dost!

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
ab tak aap he ki nazro se dekhta aaya hu mai,
isliye har baat ki kshama mangta aaya hu mai,
ab apni nazro k kabil nahi raha,
k har baar teri najro se girta aaya hu mai...

Muskurate hua cheron par bhi gum ki lakire nazar aati hai
Dekh kar un lakiro ko hamari nazare sharm se jhuk jati hai
Kabhi toda tha humne bhi dil kisi ka us ulfato bhari rah par
Mohobbat hi jiski manzil hai, chahat hi jahan nazar aati hai
  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#3753)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
12th March 2009, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Wah Bahot ache dost!

Muskurate hua cheron par bhi gum ki lakire nazar aati hai
Dekh kar un lakiro ko hamari nazare sharm se jhuk jati hai
Kabhi toda tha humne bhi dil kisi ka us ulfato bhari rah par
Mohobbat hi jiski manzil hai, chahat hi jahan nazar aati hai

good one dear.......................

Aaj to be sabab udaas hai dil !!!
Ishq hota to koi baat bhi thi.....

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3754)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
12th March 2009, 06:42 PM

ek muddat se main hasna chahta hun
bahut bhatak liya ab basna chahta hun

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#3755)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
12th March 2009, 06:53 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
ek muddat se main hasna chahta hun

bahut bhatak liya ab basna chahta hun

vicky

Kis Darja Dil Shikan They mUhabbat Key HaadSey
hUm Zindagii Mein Phir kOii ArmaaN Na Kar Sakey

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3756)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th March 2009, 10:31 PM

Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan View Post
WOH roi toh bahut perr DIL tod k roi,
badi majboor thi muf mod k roi,

phir kerk mere samne meri tasveer k tukdke,
baad mein unhi tukdo ko jod k roi..............................nm

sister khan jab aap online ho toh is aash'ar ko zaroor quote kijienga,apne word mein

Khan bhai koshish ki hai maine apne ahsaaso.n se jawaab dene ki....umeed hai aapko sahi lageNge

"chahti thi tumhe bahut par majboor thi zamane ki rasmo.n se,
tere liye chorr deti sabko par darti thi babul ki kasmo.n se"

-Sunita Virender

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#3757)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
12th March 2009, 10:41 PM

Kya THA, usko bhool jao,
vartmaan me jiyo,
bhavishya ko banao,
tumhe chahta hai koi,
kya tm mil sakte ho,ye batao...

Last edited by asdfgh; 12th March 2009 at 10:43 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3758)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th March 2009, 10:48 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Kya THA, usko bhool jao,
vartmaan me jiyo,
bhavishya ko banao,
tumhe chahta hai koi,
kya tm mil sakte ho,ye batao...

"bhool jate agar dost bulane se,
to kaun yaad karta kisi ko umr bhar"

-nm

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
aaj net sahi se kaam nahi ker raha hai.
Old
  (#3759)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
aaj net sahi se kaam nahi ker raha hai. - 12th March 2009, 10:48 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Khan bhai koshish ki hai maine apne ahsaaso.n se jawaab dene ki....umeed hai aapko sahi lageNge

"chahti thi tumhe bahut par majboor thi zamane ki rasmo.n se,
tere liye chorr deti sabko par darti thi babul ki kasmo.n se"

-Sunita Virender
bahut achchha likha hai.

chahat toh chahat hai, chahat kabhie kam nahi hoti,
aur sona tukde tuke bhie ho jae toh kimat kabhi kam nahi hoti....nm

shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#3760)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
12th March 2009, 10:50 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
Kya THA, usko bhool jao,
vartmaan me jiyo,
bhavishya ko banao,
tumhe chahta hai koi,
kya tm mil sakte ho,ye batao...

Mere Mayyaar Ko Samajne K Liye Itnaa Hi Kaafi Hai FARAZ
Mein uss Ka Hergiz Nahi Hota, Jo Har Kisi Ka Ho Jaye

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Reply

Tags
jab tum na thi, love poem

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
izhaar-e-khyaal(ek aise bazam jo sabke liye khuli hai) rajveeer Anjuman-e-Shayri 400 7th November 2014 10:50 PM
~*~"Sabke Nazar Main Kyun Gunehgar Ban Gayi"~*~ Diya_Jale Aapki Shayri 27 11th December 2008 01:47 AM
"AAJ WOHI MERE LIYE SAB SE PARAYI HAI.............." a shayri for her....."?" Dhaval Shayri-e-Ishq 14 26th November 2006 11:08 PM
"YE DARD BHARI KALAM...................." a shayri for her.........."ishq"...... Dhaval Shayri-e-Ishq 16 21st September 2006 06:09 PM
"ISHQ" har "DARD" sehna sikha deta hai.. kuhulika Shayri-e-Dard 4 25th November 2005 09:22 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com