Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
maafi chaatha hoon
Old
  (#1)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
Sad maafi chaatha hoon - 28th October 2003, 11:03 AM

shayri.com ke sabhi logonse main maafi chatha hoon .kyuon ke kal maine kuch jyada hi shayri post kiya ,aur kisi ne mujhe private meassage deke khaha ki jyada shayri post matt karna isse unne taklif hoti hai jo ek ek khabhi kabaar post karthe hai ,shayad unnhone teek khaha , aur kisi ne tho dubara pyar ho gaya aise khaha, ajji pyar tho jindagi mein ek hi baar hota hai, jo khahi baar pyar hota hai ,woh pyar nahi hota hai,
magar kal hamein kya hua tha ye hum hi nahi janthe,kal uss bewafa ki kuch jyada hi yaad aayi,aur hum appne appko rok nahi paaye ,ye tho aacha hua ki kisi ne hamein rok liya warna kal iss shayri .com mein qayamat aa jati
fir app sab logonse main dil se maafi chatha hoon kal ke liye, ajj ke baad hum bhut kam shayri post karenge ,aur appne junoon ko hum appne dil mein rakhege
bye bye
take care


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
28th October 2003, 11:59 AM

Kishor Jee, asha karti hu aap thikh honge. Ek baat kahu, waise toh aapko samjhate hue bhi mujhe kuch daarsa lagta hein lekin fhir bhi, bura na maniyega. Soche agar hum humare hi gum meh pareshan rahe aur dusre ki dard ka mehsoosh na karsake toh hum keise hein! Dusre ki dard ko aapna dard se jiyada agar mehsoosh kiya jaye tohi shayed hume kuch halka mehsoosh hosake. Sochiyega, kabhi agar waqt miletoh.
Aur ek baat yeh jo Bewafa lafhj ishtemal karte rahte hein aap, kyu? Hum samajh sakte hein ke kisine aapke sath thikh nehi kiya hoga lekin ish liye hum bhi waise hi banjaye keya? Hume toh duwa deni chahiye aur woh bhi dilse. Aap lagte hein ek achha insaan aur sirf ishliye mein itni likhrahi hu nehi toh mein kabhi na likhti. Aur jee ha yeh Pyaar ek hi baar hoti hein aur kabhi chahe bhi toh dilse nikal nehi sakte. I hope you can understand what I said. If you don't I will never going to reply any more of shayri's. Because I will understand that it's useless to say anything!! Ha ek aur baat, Dushman se bhi Pyaar karo ish Pyaar meh hein jadoo, gaur fharmaiyega. Shukriya. Aapko agar koi baat buri lagi ho toh aap mujhe kehsakte hein. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#3)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Hi - 28th October 2003, 12:08 PM

kishor........shukriya dost baat ka wazn samjhne kaa....harr insaan iss daur se guZarta hai... ap jabB bhii iss dard mai apnne ko tannha pate hai tau ye shayri hii ek iss marrZ ki dawa hotii hai...parr sach shaayad jayada kadwaa hota hai...wo hume harr haal mai bardashath karrna hota hai....duwa karnge kii ap ka dard kuch asaan ho jaye aur fhir se ap ki jinndagii khushnuMa hoo jaye..ek dost saa... Sanjay


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
maafi khanak Shayri-e-Ishq 2 28th May 2009 10:07 PM
Maafi ke kabil nahi ye galtiya. taqdeer.786 Shayri-e-Dard 2 2nd October 2007 01:08 PM
Deri ke liye maafi chahti hoon. Relax Shayri-e-Ishq 2 6th June 2007 05:24 PM
maafi Ek_Tanha_Dil Shayri-e-Dard 0 26th September 2004 08:40 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com