Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Wo Ek Masoom So Chaahat
Old
  (#1)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
Wo Ek Masoom So Chaahat - 13th March 2015, 10:24 PM

Wo Ek Masoom Si Chaahat,
Wo ek Be-naam si Ulfat,
Wo Meri Zaat ka Hissa,
Wo Meri Zeest ka Qissa,
Mujhe Mehsoos Hota Hai
Wo Mere Paas Hai Ab Bhi,
Wo Jab Jab Yaad Aata Hai
Nigaahon Main Samaata Hai,
Zubaan Khamosh Hoti Hai,
Magar Yeh Aankh Roti Hai,
Main Khud Se Pooch Leti Hoon,
Jissey Main Yaad Karti Hoon,
Usay Kaya Payaar Tha Mujh Se,
Jawaab "Haan" Soch Leti Hoon,
Usay Bhi Payar Tha Shayed,
Isi Shayed Se Waabsta Hai Ab to Har Khushi Meri,
Yehi ek Lafz Shayed Ban Gaya Hai Zindgi Meri.


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com